Mairi Zaat Ab To Mairi Nahi'n(میری ذات اب تو میری نہیں)

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalam-o-Alaikum
Ek nai tehreer key sath hazir hoo'n
is tehreer key mouzo sey buhat sey log ikhtilaf ker saktey hai'n
laikin mai'n ney wohi kuch likha jo kuch mai'n ney is muashrey hotey daikha aur suna hey perh ker apni raye sey zaror agah zaror kijiye aur ager mouzo key hawaley sey apney comments dai'n tu mujhey buhat khushi hogi.
Mairi Zaat Ab Tu mairi Nahi'n
(میری ذات اب تو میری نہیں)
 

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
totally agree!

thing is...... hum muslim to han lakn shariyat ko manty nahi....
shariyat me ye kahin nai likha k Bahu saaas ki khudmat kary....
or join family system me rahy....

mujhy sab se ajeeb baat ye lagti ha k akhir q sab samajhty han bahu ko sochne samjhne ka haq nai hona chahye...
uska kaam sirf JI se HAAN ha........

mujhy ak shair yaad agaya k
ADAB KI BAAT HA WARNA MUNEER SOCHO TO.....
JO SHAKHS SUNTA HA WO BOOL BHI TO SAKTA HA
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Bitter Reality
very well written as usual :-bd

khuda ka khof nhi logon ko aur koi baat nhi!
Lgoon ki soch aur rules person to person kio vary karte hain


Aik hi ghar ki aik beti aur aik baitey ki shadi ho to Mayain Betion ko samjhati hain k beta ab dono families ki respect karwana tumhare haath may usse apne ghar samjhna sabki respect karna aur Expect akrte hain k unka hone wala damad unki b utni hi respect karey jitni wo apne parents ki karta hay,,unki beti ko koi takleef na dey aur sab unki beti ko laad se rakhain...
jab ussi ghar k baitey ki shadi hoti hay tab baite ko kio nhi samjhaya jata k Baita tumhari biwi tum se aur hum se apne parents k liye wohi ehtram expect karaingi jo wo khud apne parents ka karti hay ya jo tum chahte ho k wo tumhare parents ka karey ,,to Insaf se kaam laina
Agar baita Moujzati tor par khud samjdar nikal aaye aur larki ki aur us k parents ki utni hi respect karey jitni larki us k parents ki karti hay to us larkey ko buzdil, aur biwi ka ghulam bla bla keh kar bulaya jata hay!

to ye two way process hay aik family jinki beti par agar us k sasural may zulm hota hay to sab se pehle us family ko daikhna chahiye k kia un k ghar may to kisi par zulm nhi ho rha?

Zindagi ko khushi se guzarna itna mushkil nhi hay sirf hmare andar ka bughaz,keena,munafqat aur hasad hay jo na hamain skaun se rehne daita hay na hum se munsalik logon ko!

ALLAH tala sab k liye aasaniyan farmayain AAMEEN!
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Bilkul sahi lilkha..! aise bOhat hi kam Examples dekhnay ko milti hain Jahan Bahu ko waqae hi ghar ka ferd samjh ker salok kia jaye Otherwise ager us k liye kuch kia jata hay tu ashan samjh ker aur khud us pe woh zaimadariyan bhi daal de jati hain Jo k us k faraiz main shamil hi nahi hotien..!
 

huny

TM Star
Dec 12, 2010
4,395
1,714
1,313
Islamabad
Assalam-o-Alaikum
Ek nai tehreer key sath hazir hoo'n
is tehreer key mouzo sey buhat sey log ikhtilaf ker saktey hai'n
laikin mai'n ney wohi kuch likha jo kuch mai'n ney is muashrey hotey daikha aur suna hey perh ker apni raye sey zaror agah zaror kijiye aur ager mouzo key hawaley sey apney comments dai'n tu mujhey buhat khushi hogi.
Mairi Zaat Ab Tu mairi Nahi'n
(میری ذات اب تو میری نہیں)
yar nice sharing but font thora bra rakha kro :)
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

Asheer

ஜÇatch-me'ıf U-caŋஜ
Super Star
Feb 10, 2013
11,974
5,140
1,113
Karachi
wa alaikum assalam
yup agreed with u......
ye 1 talkh haqeeqat hay.......... hamare yahan k khuch aese rasm o riwaj hain k hamara nazaya ye hota hay k shadi kar jab bahu ko laya jata hay to ham yehi chahte hain k poore ghar ki or poore ghar walon ki zimmedariyan us k uper dal k ham azad ho jaen...... to ye kisi tarah b munasib ni hay..... q k itne sare logon ka bojh dalna us bechari par zulm or sakht na insafi hay.........!!
 

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
totally agree!

thing is...... hum muslim to han lakn shariyat ko manty nahi....
shariyat me ye kahin nai likha k Bahu saaas ki khudmat kary....
or join family system me rahy....

mujhy sab se ajeeb baat ye lagti ha k akhir q sab samajhty han bahu ko sochne samjhne ka haq nai hona chahye...
uska kaam sirf JI se HAAN ha........

mujhy ak shair yaad agaya k
ADAB KI BAAT HA WARNA MUNEER SOCHO TO.....
JO SHAKHS SUNTA HA WO BOOL BHI TO SAKTA HA

Bela mairi behen tum ney hamaisha hi mairi tehreeroo'n ki paziraiu ki hey aur seraha hey
tumharey comments perh ker yaqeen jano buhat khushi hui ye waqt ki zaroret hey keh aaj kiaurat ko maloom hona chahiye keh us key sath kia ho raha hey aur kon kon iska zim'mey dar hey kyoo'n keh is haqiqet sey inkar nahi'n keh hamarey muashrey mai'n aurat key sath zulm aur na insafi mai'n buhat bara hath khud aurat ka bhi hota hey,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhai'n, Ameen
 

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Bitter Reality
very well written as usual :-bd

khuda ka khof nhi logon ko aur koi baat nhi!
Lgoon ki soch aur rules person to person kio vary karte hain


Aik hi ghar ki aik beti aur aik baitey ki shadi ho to Mayain Betion ko samjhati hain k beta ab dono families ki respect karwana tumhare haath may usse apne ghar samjhna sabki respect karna aur Expect akrte hain k unka hone wala damad unki b utni hi respect karey jitni wo apne parents ki karta hay,,unki beti ko koi takleef na dey aur sab unki beti ko laad se rakhain...
jab ussi ghar k baitey ki shadi hoti hay tab baite ko kio nhi samjhaya jata k Baita tumhari biwi tum se aur hum se apne parents k liye wohi ehtram expect karaingi jo wo khud apne parents ka karti hay ya jo tum chahte ho k wo tumhare parents ka karey ,,to Insaf se kaam laina
Agar baita Moujzati tor par khud samjdar nikal aaye aur larki ki aur us k parents ki utni hi respect karey jitni larki us k parents ki karti hay to us larkey ko buzdil, aur biwi ka ghulam bla bla keh kar bulaya jata hay!

to ye two way process hay aik family jinki beti par agar us k sasural may zulm hota hay to sab se pehle us family ko daikhna chahiye k kia un k ghar may to kisi par zulm nhi ho rha?

Zindagi ko khushi se guzarna itna mushkil nhi hay sirf hmare andar ka bughaz,keena,munafqat aur hasad hay jo na hamain skaun se rehne daita hay na hum se munsalik logon ko!

ALLAH tala sab k liye aasaniyan farmayain AAMEEN!

Hoorain mairi behen tumhari soch bhi sahi hey aur tum ney samjha bhi sahi hey aur tumharey comments bhi sahi hai'n laikin mairi soch k mutabiq der haqiqet in sari batoo'n ki wajha deen sey doori hi hey, aur asal mai'n gher mai'n balance rakhna mard ki zimmey dari hi hoti hey laikin iska ye matlab nahi'n keh woh gher k her muamlaat mai'n dakhal andazi shoro kerdey kyoo'n keh buhat si batai'n aisi bhi hoti hai'n jin ka gher key mardoo'n key ilm mai'n aana zarori nahi'n hota aur un muamlaat ko gher ki kwawateen ziyadha behter tor per hel kersakti hai'n laikin gher key afraad key dermiya'n balance rakhna aur insaf sey kaam laina mard ki zimmey dari hoti hey aur isey islam key ehkamaat per chal ker hi achi terha sey nibhaya ja sakta hey,mairi is kawish ko serhaney ka buhat shukria,Allah tumhai'n hamaish akhush aur salamet rakhai'n,Ameen
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Bilkul sahi lilkha..! aise bOhat hi kam Examples dekhnay ko milti hain Jahan Bahu ko waqae hi ghar ka ferd samjh ker salok kia jaye Otherwise ager us k liye kuch kia jata hay tu ashan samjh ker aur khud us pe woh zaimadariyan bhi daal de jati hain Jo k us k faraiz main shamil hi nahi hotien..!

Mairi is kawish ko serhaney ka buhat shukria Huriya
is mai'n koi shak nahi'n keh ye hamarey muashrey ka almiya hey
laikin ye bhi haqiqet hey keh hamai'n khud hi is almiye k khatimey ki koshish kerna hogi
Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
Top