Love Aajkal

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

waqt sab kuch sikha deta hai sabah :)
mene bhi waqt se hi sab seekha hai..

thnx for sharing this topic,
ap ka work hai kabil-e-tareef :)
sahi kaha aapne wakaye mei wakt buhut kuch sekha deta hain...aur yahi hume experiance dete hain for the future or lesson bhi... :)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Walaikum Assalam sabah buhat achi baat kahi hai .. ye phone aur net ki mohabbat ko hum bura bhi nahi keh sakte coz mohabbat kaheen bhi ho jati hai but ye tareeka wrong hai aisa hona nahi chaye .. aur islam ki roo se toe ye gunah hai so humen aisa nahi karna chaye .. is ke ilawa girls aur boys dono he aaj kal ke aise hain main kuch girls ki misal de sakta hon jo itni asani se boys ko bewakoof banati hain aur apne maqasid hasil kar ke alag ho jati hain so dono he ghalat hain aaj kal ke daur main . is ke ilawa aap ki friend ke sath jo kuch huwa buhat ghalat huwa , magar dekha jaye toe kamzoori larki ki hai larki ko itna agey barhney ka mauka he nahi dena chaye tha agar larki paak saaf ho toe larka kuch bhi nahi kar sakta chahey mohabbat karta ho ya kuch aur .. but depend on girls ke woh apne rishte ko kitna limits main rakhti hain.. boys jo aisa kartey hain actualy un ki training he aisi huwi hoti hai ghar se ye awara kism ke larkey yahi kartey hain aur shadi ka bolti hain larkian toe tab unhen parents ki yaad ati hai ye sub dhoka hai meri advice hai aaj kal ke larki aur larkoon se ke kindly agar kisi ko pasand karen toe us ki mohabbat ka najaiz faida na uthaye . seedhey sadhey tareekey se us larki ke ghar rishta bhejen aur usko hameesha ke lye apna bana len agar woh itna he pyar kartey hain sath larkioon ko chaye ke ye mulaqatain hargiz na karen jis se larkey ko kuch ghalat faida uthaney ka mauka miley . Thanks sabah :)
thanks zee thats what I said too...
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
wssalam o alaikum
jazakALLAH sabah sis boht aaham topic pe boht ache andaz me bat ki.

ma is topic k bare me kuch kehna chaho gi.
hum sb muslims hn or muslim khandan me peda huve or ye humare deen islam hume jo talimat deta hai to agr hum une chor den ge to hum to sirf nam k muslim huve na..islam mukmal zabta-e-hayat or deen-e-fitrat hai..
humare mashre me is tarha ki bharti huvi burayan sirf islam se dori ki waja se hai..humari society me log jise muhabbat ka nam dete hn haqeeqat me ye muhabbat nhi hoti,agr koi waike hi muhabbat krta hai kisi larki se to wo us k parents se bat kre ga..or sharayi tor par us se nikah kre ga..islam larke or larki dono ko apni pasnd ki shadi ki ijazat deta hai lekin sharayi tareke se..islam hume yahi batata hai kyon k islam muhabbat ka deen or deen-e-fitrat hai..agr koi larka kisi larki ko milne k lye kehta hai to wo kbi b us se sincere nhi ho sakta..wo kbi b us larki se shadi ka irada nhi rkhta,q k wo jesa b ho use apne lye 1 naik or pak bivi hi pasnd hoti hai,lekin ese logo ko ye bat zehan me rakh leni chaheye k
ALLAH ne Quran me ye bat b waziya kr di k pak mardo k lye pak uraten hn or pak uraton k lye pak mard..
lehaza apne nafas ko humesha qabu me rkhna chaheye..or sahi waqat ka
intazar krna chaheye..
1 to humari society me gf or bf ka jo trend bnta ja rha hai nihayat galt hai..hum kis tarf ja rhe hn?ye bat na to humari tehzeeb hi or na hi humare deen me..
jo humari society me boht c burayon ko janam deti hai..kirdar ki pukhtagi mard or urat dono k lye zaruri hoti hai..lekin humari nam-nihad muslim society humesha larki ko katehre me khara kr leti hai or larke ka to kuch nhi jata..lekin islam insaf pasnd deen hai wo mard-o-urat k lye 1 c jaza saza deta hai,,lehaza mard ho ya urat use apne kirdar ko strong hona chaheye,,q k kal ko dono ne Allah k samne khara hona hai
islam ne yahan urat ko parde ka hukam diya hai wahan mard ko b nigah niche rakhne ka hukam aaya hai..
lehaza ALLAH humre kirdar ko strong kre hume sabit kadam rakhe,islam ki talimat par amal krne ki tofeeq day or iman ki halawat naseeb kre
Ameen
 
yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
nice article... laikin one thing should want to let you know that "Pyar eik woh sacha jazbaah hai agar iss ko saheeh tareeqay se daikha jaye to yeah aap ko zindagi ka woh maza daeta hai aap ko eik eik lamhaa qeemti banaa deta hai, but shart is that pyar sacha ho, kisi bhee dikhaway or gharz se paak, laikin afsos sad afsos keh mohabbat jaise pakeeza jazba bhee aaj hamari anaa ki bheent charh chuka hai or hum ne iss ghalat andaaz se iss ko paish kya hai keh mohabbat bhee aaj nafrat maen badal gayi hai or yeah sub ussi soorat maen hua keh hum apne asal se hat gaye hai or anaaya ne bohat achhe andaaz maen iss ko bayaan kya hai keh aaj yeah saari buraaiyaan sirf or sirf islam se doori ki binaa pe ho rahi hain.. aaj hum ne deen ko chhora to dunya maen hamare liye ruswai ke ilawaah kuch naheen rahaa, Huzoor salallah-o-Alaeh-e-wasallam or sahabaah karaam radhiyallah-o-anhum-ajmaiyin ke daur-e-mubarak maen deen unki zindagiyon maen mukammal taur pe shaamil thaa tau 100% allah ki madad unn ke saath thee or dunya unke qadmon maen thee...

Allah hamaen deen ki samajh ataa farmaye or islamic teachings pe amal karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
sabah..bht bht shukriya ke apne article ke through yeh msg sab ko pohchaya..
apne jitni bhi baatien kahi..woh bilkul sach hai...
sab se pehle aik baat edit karoga ke insan relation mei rahe..yah physical relation mei..dono zinhai hai..
ab chahe insan computer ke through chatting ke kare..woh haath ka zinah hai..
fone par kare..zaban ka zinah...
agar relation hi banana hai..to jaise sabah ne kaha ke parents ko kaho..aur pher jo Allah behtar samjhte hein..wahi hoga...
2ndly.....jaise baqio ne kaha...larki aur larke dono kasoorwar hote hein...but sab se ziada...blame goes to a guy...kyonke larka aik mard hot ahai...usey itna sense hona chahiye ke usey apni zindagi aur dosre ki zindagi se kia karna hai...agar woh larki ko pehle hi rok deta relation mei jaane se..aur pehli hi shadi ki baat kardeta...to yeh naubat nai ati....agar shadi nai karsakta to pher us larki ko atleast rok to deta ke abhi time nai aya hai..aur baad mei time aane par karega..aur in da meantime..dey both avoid themself frm meeting or talking to each other...
kuch larkiyan jo samjhti hein ke unki izzat hai...to wo in mamle mei shuru mei kuch nai keh paatien...kyonke un mei itni energy nai hoti jitni aik mard mei hoti hai.....aur kuch larkiyan apne ap ko khiloone ki tarah istemal karti hein..
mai jab bhi aisi kahani sunta ho..aur bhale larki ne bewafaye ki..yah larke ne..blame sab se ziada pher bhi aik larka ka hi hota hai.....kyonke wahi hai..jisne shadi ka rishta lejana hai baad ei..aur wahi hai..jisne baad mei generation ko barhana hai......
...
at da end..sabah...mujhe apka article 100% true aur sach laga.apne bilkul sahi bayaan kiya hai.....kyonke yeh article bilkul larkiyo ke lie...larkein jab yeh samjhegein to pher larke khud hi yeh sab hoone se pehle apne ap ko rok leigein..aur sahi decision leigein......
may Allah swt bless everyone...Allah hum sab ko hidayat dei..hum sab ko rishte sharye mei reh kar kayam karne ki himmat dei....AMEEN...
......................
aur aik aur baat kahoga..agar ap koi galat sauhbat mei ho..aur apko dar hai ke apki waja se koi hurt hosakta hai...to hoone do hurt...kyonke ap kisi ki bhalae ke lie woh step lei rahe ho.....baad mei ap hurt to hoge..magar Allah bht sabar deta hai insan ko pher......
assalamoalaikum..
 
MashAllah sister aapke her ek kahe hue baat belkul sahi hain buss esay samjhne k dair hain sab ko ager sub yeh baat samjhne lagenge then InshAllah aise wakyeat kabhi runema nahin honge..
thank you
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
nice article... laikin one thing should want to let you know that "Pyar eik woh sacha jazbaah hai agar iss ko saheeh tareeqay se daikha jaye to yeah aap ko zindagi ka woh maza daeta hai aap ko eik eik lamhaa qeemti banaa deta hai, but shart is that pyar sacha ho, kisi bhee dikhaway or gharz se paak, laikin afsos sad afsos keh mohabbat jaise pakeeza jazba bhee aaj hamari anaa ki bheent charh chuka hai or hum ne iss ghalat andaaz se iss ko paish kya hai keh mohabbat bhee aaj nafrat maen badal gayi hai or yeah sub ussi soorat maen hua keh hum apne asal se hat gaye hai or anaaya ne bohat achhe andaaz maen iss ko bayaan kya hai keh aaj yeah saari buraaiyaan sirf or sirf islam se doori ki binaa pe ho rahi hain.. aaj hum ne deen ko chhora to dunya maen hamare liye ruswai ke ilawaah kuch naheen rahaa, Huzoor salallah-o-Alaeh-e-wasallam or sahabaah karaam radhiyallah-o-anhum-ajmaiyin ke daur-e-mubarak maen deen unki zindagiyon maen mukammal taur pe shaamil thaa tau 100% allah ki madad unn ke saath thee or dunya unke qadmon maen thee...

Allah hamaen deen ki samajh ataa farmaye or islamic teachings pe amal karne ki taufeeq ataa farmaye, ameen
Ameen
thanks for the comment and kum se kum yeh dhek ker acha laga k humare jitne Bhi TM members hain voh es mamle mei aware and samajhdaar hain jho khud bhi samajh sakte hain and aap baki subko bhi samjha sakenge...
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
sabah..bht bht shukriya ke apne article ke through yeh msg sab ko pohchaya..
apne jitni bhi baatien kahi..woh bilkul sach hai...
sab se pehle aik baat edit karoga ke insan relation mei rahe..yah physical relation mei..dono zinhai hai..
ab chahe insan computer ke through chatting ke kare..woh haath ka zinah hai..
fone par kare..zaban ka zinah...
agar relation hi banana hai..to jaise sabah ne kaha ke parents ko kaho..aur pher jo Allah behtar samjhte hein..wahi hoga...
2ndly.....jaise baqio ne kaha...larki aur larke dono kasoorwar hote hein...but sab se ziada...blame goes to a guy...kyonke larka aik mard hot ahai...usey itna sense hona chahiye ke usey apni zindagi aur dosre ki zindagi se kia karna hai...agar woh larki ko pehle hi rok deta relation mei jaane se..aur pehli hi shadi ki baat kardeta...to yeh naubat nai ati....agar shadi nai karsakta to pher us larki ko atleast rok to deta ke abhi time nai aya hai..aur baad mei time aane par karega..aur in da meantime..dey both avoid themself frm meeting or talking to each other...
kuch larkiyan jo samjhti hein ke unki izzat hai...to wo in mamle mei shuru mei kuch nai keh paatien...kyonke un mei itni energy nai hoti jitni aik mard mei hoti hai.....aur kuch larkiyan apne ap ko khiloone ki tarah istemal karti hein..
mai jab bhi aisi kahani sunta ho..aur bhale larki ne bewafaye ki..yah larke ne..blame sab se ziada pher bhi aik larka ka hi hota hai.....kyonke wahi hai..jisne shadi ka rishta lejana hai baad ei..aur wahi hai..jisne baad mei generation ko barhana hai......
...
at da end..sabah...mujhe apka article 100% true aur sach laga.apne bilkul sahi bayaan kiya hai.....kyonke yeh article bilkul larkiyo ke lie...larkein jab yeh samjhegein to pher larke khud hi yeh sab hoone se pehle apne ap ko rok leigein..aur sahi decision leigein......
may Allah swt bless everyone...Allah hum sab ko hidayat dei..hum sab ko rishte sharye mei reh kar kayam karne ki himmat dei....AMEEN...
......................
aur aik aur baat kahoga..agar ap koi galat sauhbat mei ho..aur apko dar hai ke apki waja se koi hurt hosakta hai...to hoone do hurt...kyonke ap kisi ki bhalae ke lie woh step lei rahe ho.....baad mei ap hurt to hoge..magar Allah bht sabar deta hai insan ko pher......
assalamoalaikum..
Walaikum salam and thank you so much aapke points kabel e kader hain aur yeh dekh k hame aur bhi acha laga k aapne topic ko samjha...
yeh nahin socha k yaha pe mera maksad boy ya girl ko blame kerna hain...
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~
Top