Love Aajkal

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Love Aaj kal...
Plzz Read It Complete and attentively

Asalam-o-alaikum all Tm members!
jaise k mere thread k name se hain Love aj kal toh yeh kessi movie k bare mei nahin hain ya koi poem waghaira balke yeh ek serious topic ko hum yaha per discuss kerne wale hain k Love aj kal k zamane mei jho loug ker rahe hain yeh asel mei kitne sawal and kitne complications ko creat kerte hain... mai yaha pe aap logu ko love k kuch side affects k bare mei bata na chahungi khaas ker mere sisters ko kio k aaj kal mere samne aise buhut se topics arahe hain jho es love k wajah se azab ban gaye hai... subse zyada problems es phone and net se jho hum khud bhi use ker rahe hain ban rahe hain loug net ya phone mei ek dusre se connect hujati hain bena soche samjhe baato baato mei ek rishte ko kayem kerte hain jho phir yeh baate mulakato mei badal jati hain and es mulakato mei kahe aise kaam kerte hain jesko mention kerna mai munaseb nahin samjhungi...but simply I would say as wife and husband jaisa relation rakte hain lekin jub es sub k baad ladki shadi k baat kerti hain toh boy kahta hain k yaar family nahin maan rahe hain, abhi mai aapni career bana raha hu and wagaira wagaira ager yeh sub kuch pahle se tha then es rishte ko badhawa kio Diya??
ager wakaye mei aapko koi passand atha hain toh simply Islamic tareeke se aap unke gher rishta bhejo ager larki ko koi larka passand atha hain toh voh bhi us se shadi ka derkhwast kersakte hain but yeh phone per baate aur ye mulakate kiya yeh sahi hain? kia humare Maa Baba es sub k ijazzat dete hain Kia Islam eska Ijazzat deta hain??mere sisters and Dear Brothers I know buhut se logu k zindagi mei pyar ka ek gahra makam hota hain lekin yeh pyar and love aajkal k zindagi mei serf aur serf,Ruswaye,Derd,Mental Problem and families mei grief and misery k bayes bane hue hain...
loug pyar k name se humare sisters ko use ker rahe hain and un logu ko lagta hain k yeh pyar hain per jub andaza hojae k voh larka usay serf use kerte araha hain phir suicide kerne ka sochte hain ya phir buss soch soch ker aapne aapko mentaly stress kerte hain...
kio hum es sub kerne se pahle ek baar yeh nahin sochte k hum Muslim hain ek gher k izzat hain us Izzat ko ek he minute mei kaise kharab kersakte hain.. mai yaha per aapko ek story suna na chaungi baad mei aap samajh jauge k what I really want to say:
mere ek Friend hain uska kafi time se ek Pathan Larke se Rishta tha and larki khud karachi ki the..I think by net ya phone yeh relation bani. donu buhut pyar kerne k dawe kerte the aise mei donu k beach mulakate hue and es mulkatu mei they both had physical relation as well... es k baad jub larki ne boy ko kaha k shadi ker lete hain toh boy ne kaha k Family es baat se inkaar ker rahe hain kio k larki humare cast ka nahin so es wajah se shadi nahin hosakti phir yeh parishani en donu k beach rahi, time guzra jub girl ne aur zyada Insist ki for getting married then boy ne kaha k u were not a virgin aub es baat per larki kah rahe hain k mai suicide keru...
what is this??? pahle use keru phir kahu k you were not a virgin and larki kahte hain k ager mere ammi ko pata chale k yeh sub hua mere saath so voh zinda nahin rah payengi...
so sisters plzzz kessi k bhi bahkawe mei na aye pyaar yeh sub kuch nahin hota.
haa jen logu k lie such mei ahmiat rakti hain toh voh rishta Islamic tareeke se perform kiya jaye (Nikkah) baki Maa Baap se zyada es donia mei koi bhi humse pyar nahin kerta yeh 2 den k mohabbat toh buss naam ki he hain so plzzz aapne zindagi k raah ko buss Allah k faisle per chalaye voh Rahman Rahim hain voh khud Rasste dekhate hain and do dilo ko jho ek dusre k lie bane hain Milate hain.
yeh shadi se pahle sub kuch ka koi mayne nahin thats All I wanted to say...and thats what made mei really sad...
The Holy Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him) said:
"The whole world is pleasure, and the best pleasure of the world is the righteous woman.”
Aurat kessi ki Amanat huti hain even khud ko bhi hum pe koi huk nahin phir kaise kessi aur na Muhrim ko itna kuch kerne ka huk diya... just think about it...
 
Lightman

TM Star
Aug 27, 2009
4,299
2,429
1,313
FrOnT Of YoUr EyEs
Mashallah sis very nice,first ov all i will say you congratzz for writing this coz agr ksi aik bhaty hue ny b is ko parh k sedhi rah ikhtiyaar kr li to iska apko bht ajar mily ga..Nw come to d point...

Well jo sb kuch Oper sis keh chuki hain Uski wja kiya hy?? agr simple wordz main kaha jaye to uski bunyadi wja hmari islam aur islami rwayaat sy doori aur filmzz nd dramaz ki tarf rujhan hy...Aur ye filmzz humari Genration ko ek soch dy rhi hain ek rasta dikha rhi hain aisa rast jis main aj tak ksi ko zillat(Apni b aur family ki b) k siwa kuch nai mila,Aur kuch aur mil b kaisy sakta hy k jis ko hum muhabbat samjty hain
wo muhabbat nai balky zrorat ka dosra nam hy...Agr humay Muhabbat ko xplain krny k liye kaha jaye to humary mind main sab sy pehly kiya aye ga??? Larky Larki ki ek dosary sy mobilez p Baat cheet?boyz aur grlz ka sb sy chup kr milna? jhooti scahi batoun sy ek dosry ko khush krna ya larka lrki ka physical relation?
So ap kiya sochty hain ye sab kuch krny waly muhabbat krty hain ya ek dosry ki zehni,jazbati aur Jismani taskeen?....I think sab ko samj aa gai ho gi k main kiya kehna chah rha hu so is ko mai aur long nai kroun ga...
Aur is mian koi shak nai k Hum log meanz new Generation Mobilez ka bht miss use kr rhy hain..
Allah tala humien sochny aur samjny ki tofeeq dy aur in chezoun sy door rakhy...
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
well sabha nice sharing,
and meri pori humdardi us larki k sath hai,

but me ye baat yaha batata chalu k tali ek hath se nai bajti, jitna kosoor larko ka hota hai utna hi larkio ka bhi hota hai,
koi bhi aj kal ki larki ho ya larka itna masoom nai k koi bhi phansa le,
n rahi baat dhoke ki to aj kal to larkia larko se age hain in chezu me, khud mera personal (bad) experiance reh chuka hai,
un me kafi girls ko ye bhi kerti hain k mobile me blc dalwaein n jo chahe batein kare i mean kya hai ye??
kai bhi larkia larko ko sms ya call ker k tung kerti hain
(how ever in ki tung kerne ki mikdar larko se kam hai but not that much)

me sirf itna khena chahta hun aj kal girls bhi barabar hain in kamo me, per sirf boys ko bewafai ka award mila hua hai
meri nazar me jo ghalat hai wo ghalat hai ager kisi larki ne dhoka dia to larki ghalat hai or larke ne dhoka dia to larka...

me her aurat ki izzat kerta hun, be shak aurat ki izzat ki jani chaiye...
but jo fact hai wo fact hai, larkia or larke alag nai dono hi ghaltio k putle hain,
its not right to blame only men

its not a gender war

its the war between right n wrong
no matter male or female
 
d3siikurii

Newbie
Feb 10, 2010
349
190
43
apni duniya me
first of all sis mein apko congrats kehna chaun gi is topic ko highlight karne k liye.

bht aaam sa topic bangaya ha hamari life mein par koi is par baat nai karna chahta nahi koi discussion.

aur i agree with adi ke sirf larkon ka qasoor nai hai, larkiyan ka bhi utna hi qasoor ha..

sirf itna kahun gi jo b decision lo soch samjh ke lo, koi b kisi ka nai until they really show it.
agr larki larka ek dusre ko really pyaar karte woh ek dusre ki izzat karain ge aur haaath tak
nai lagyein ge kuinke woh sai baat nai.

apna personal experience share karungi ke 2 saal se mera koi relation ha kisi larke se par
meine apne parents sei koi baat nai chupayi na hi us ne ab wait sirf is baat ka ha ke mein apni
studies complete karun.. hum milte haan baatein kartein hain par chup ke nai aur kabhi bhi usne mujhe haath nai lagaya.

mein yeh nai kahungi jo mein kari hun woh sai ha ya nai woh to ALLAH hi janta par mein apne aapko
kisi b aisi situation mein nai dalna chahti jis mein mein hurt hoon woh hurt huwi ya most importantly our parents.

kuch log kehte hain ke islam ko practice karna mushkal hogaya ha aj ki society mein, mushkal ho nai
gaya humne khud mushkal banaya. ek western country mein akar kabhie dekhein wahan per kitna mushkal ha
par as sis said hum yahan pe worldly pleasures ke liye nai hain..

so please soch samjh ke...

{(order)}
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

engr_naveed

Newbie
Aug 19, 2008
174
50
0
In your HEART

cuz hum log ISLAM say dor ho gai hain like be pardagi kitni barh gai hai :'-(
or goro k naqsh e qadam per chalnay lagay hain ....
ALLAH hum sab ko sahi rastay per chalnay ki taufeeq ata farmain (AAMEEN)
but aaj kal larkian ziada envolve kerti hain yar ot only boys

ager wakaye mei aapko koi passand atha hain toh simply Islamic tareeke se aap unke gher rishta bhejo ager larki ko koi larka passand atha hain toh voh bhi us se shadi ka derkhwast kersakte hain but yeh phone per baate aur ye mulakate kiya yeh sahi hain? kia humare Maa Baba es sub k ijazzat dete hain Kia Islam eska Ijazzat deta hain??mere sisters and Dear Brothers I know buhut se logu k zindagi mei pyar ka ek gahra makam hota hain lekin yeh pyar and love aajkal k zindagi mei serf aur serf,Ruswaye,Derd,Mental Problem and families mei grief and misery k bayes bane hue hain...
yeah agree wid u, buhut zindagian tabah ho rahi hain ..... :-(((
loug pyar k name se humare sisters ko use ker rahe hain and un logu ko lagta hain k yeh pyar hain per jub andaza hojae k voh larka usay serf use kerte araha hain phir suicide kerne ka sochte hain ya phir buss soch soch ker aapne aapko mentaly stress kerte hain...
naahhh, ap ghalat farma rahi hain ..... aaj kal to larkian ziada use ker rahi hain larko ko i think so, haan larkay bhi hain shamil
kio hum es sub kerne se pahle ek baar yeh nahin sochte k hum Muslim hain ek gher k izzat hain us Izzat ko ek he minute mei kaise kharab kersakte hain.. mai yaha per aapko ek story suna na chaungi baad mei aap samajh jauge k what I really want to say:
mere ek Friend hain uska kafi time se ek Pathan Larke se Rishta tha and larki khud karachi ki the..I think by net ya phone yeh relation bani. donu buhut pyar kerne k dawe kerte the aise mei donu k beach mulakate hue and es mulkatu mei they both had physical relation as well... es k baad jub larki ne boy ko kaha k shadi ker lete hain toh boy ne kaha k Family es baat se inkaar ker rahe hain kio k larki humare cast ka nahin so es wajah se shadi nahin hosakti phir yeh parishani en donu k beach rahi, time guzra jub girl ne aur zyada Insist ki for getting married then boy ne kaha k u were not a virgin aub es baat per larki kah rahe hain k mai suicide keru...
what is this??? pahle use keru phir kahu k you were not a virgin and larki kahte hain k ager mere ammi ko pata chale k yeh sub hua mere saath so voh zinda nahin rah payengi...
ASTAGHFRILLAH, ASTAGFAR parhain as much as u can n ur frnd too
had ho gai, us ne itna bara gunah kia then woh dunya ka hi soch rahi hai aakhirat ki fikar nahe hai kia usay ..... :-((((
consult any AALAM E DEEN, m kch nahe keh sakta is baray ....

so sisters plzzz kessi k bhi bahkawe mei na aye pyaar yeh sub kuch nahin hota.
haa jen logu k lie such mei ahmiat rakti hain toh voh rishta Islamic tareeke se perform kiya jaye (Nikkah) baki Maa Baap se zyada es donia mei koi bhi humse pyar nahin kerta yeh 2 den k mohabbat toh buss naam ki he hain so plzzz aapne zindagi k raah ko buss Allah k faisle per chalaye voh Rahman Rahim hain voh khud Rasste dekhate hain and do dilo ko jho ek dusre k lie bane hain Milate hain.
yeh shadi se pahle sub kuch ka koi mayne nahin thats All I wanted to say...and thats what made mei really sad...
same here k yeh qaum kahan ja rahi hai ....
The Holy Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him) said:
"The whole world is pleasure, and the best pleasure of the world is the righteous woman.”
Aurat kessi ki Amanat huti hain even khud ko bhi hum pe koi huk nahin phir kaise kessi aur na Muhrim ko itna kuch kerne ka huk diya... just think about it...
well m yahan end m ek baat add kerna chaho ga k, agar apne kisi larki k sath zinah kia then beshak baad m shadi ker li hai likin us zinah ki maafi nahe hai or woh kabeera gunah hai ..... think abt it guys, hamain is dunya m aakhirat ki tayyari k liye bheja gaya hai .....

---------- Post added at 08:43 AM ---------- Previous post was at 08:36 AM ----------

first of all sis mein apko congrats kehna chaun gi is topic ko highlight karne k liye.

bht aaam sa topic bangaya ha hamari life mein par koi is par baat nai karna chahta nahi koi discussion.

aur i agree with adi ke sirf larkon ka qasoor nai hai, larkiyan ka bhi utna hi qasoor ha..

sirf itna kahun gi jo b decision lo soch samjh ke lo, koi b kisi ka nai until they really show it.
agr larki larka ek dusre ko really pyaar karte woh ek dusre ki izzat karain ge aur haaath tak
nai lagyein ge kuinke woh sai baat nai.

apna personal experience share karungi ke 2 saal se mera koi relation ha kisi larke se par
meine apne parents sei koi baat nai chupayi na hi us ne ab wait sirf is baat ka ha ke mein apni
studies complete karun.. hum milte haan baatein kartein hain par chup ke nai aur kabhi bhi usne mujhe haath nai lagaya.

mein yeh nai kahungi jo mein kari hun woh sai ha ya nai woh to ALLAH hi janta par mein apne aapko
kisi b aisi situation mein nai dalna chahti jis mein mein hurt hoon woh hurt huwi ya most importantly our parents.

kuch log kehte hain ke islam ko practice karna mushkal hogaya ha aj ki society mein, mushkal ho nai
gaya humne khud mushkal banaya. ek western country mein akar kabhie dekhein wahan per kitna mushkal ha
par as sis said hum yahan pe worldly pleasures ke liye nai hain..

so please soch samjh ke...

{(order)}
aray to nikah ker lijiye jab sab hi razi hain not rukhsati, waisay us m bhi koi harj nahe hai janab then milna julna jaiz ho ga ......
btw best of luck :)))

---------- Post added at 08:43 AM ---------- Previous post was at 08:43 AM ----------

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Saba G gr8 work maShaa Allah aap nay jab bhi thread banai hai
aap ka TOpiC behtareen hOta hai aap ki baat Say 100 % ittefaQ karta hOn
lkn aap k Saath Saath ADi ki baat bhi Sahi hai aaj kal ki larkian tO larkO Say ziada tez hai lkn baat tO wOhi hai Chahay larka kray ya larki hai tO galat hi
 
engr_naveed

Newbie
Aug 19, 2008
174
50
0
In your HEART
well sabha nice sharing,
and meri pori humdardi us larki k sath hai,

but me ye baat yaha batata chalu k tali ek hath se nai bajti, jitna kosoor larko ka hota hai utna hi larkio ka bhi hota hai,
koi bhi aj kal ki larki ho ya larka itna masoom nai k koi bhi phansa le,
n rahi baat dhoke ki to aj kal to larkia larko se age hain in chezu me, khud mera personal (bad) experiance reh chuka hai,
un me kafi girls ko ye bhi kerti hain k mobile me blc dalwaein n jo chahe batein kare i mean kya hai ye??
kai bhi larkia larko ko sms ya call ker k tung kerti hain
(how ever in ki tung kerne ki mikdar larko se kam hai but not that much)

me sirf itna khena chahta hun aj kal girls bhi barabar hain in kamo me, per sirf boys ko bewafai ka award mila hua hai
meri nazar me jo ghalat hai wo ghalat hai ager kisi larki ne dhoka dia to larki ghalat hai or larke ne dhoka dia to larka...

me her aurat ki izzat kerta hun, be shak aurat ki izzat ki jani chaiye...
but jo fact hai wo fact hai, larkia or larke alag nai dono hi ghaltio k putle hain,
its not right to blame only men

its not a gender war

its the war between right n wrong
no matter male or female
agreeeeeeed, bilkul baja farmaya apne ...
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Mashallah sis very nice,first ov all i will say you congratzz for writing this coz agr ksi aik bhaty hue ny b is ko parh k sedhi rah ikhtiyaar kr li to iska apko bht ajar mily ga..Nw come to d point...

Well jo sb kuch Oper sis keh chuki hain Uski wja kiya hy?? agr simple wordz main kaha jaye to uski bunyadi wja hmari islam aur islami rwayaat sy doori aur filmzz nd dramaz ki tarf rujhan hy...Aur ye filmzz humari Genration ko ek soch dy rhi hain ek rasta dikha rhi hain aisa rast jis main aj tak ksi ko zillat(Apni b aur family ki b) k siwa kuch nai mila,Aur kuch aur mil b kaisy sakta hy k jis ko hum muhabbat samjty hain
wo muhabbat nai balky zrorat ka dosra nam hy...Agr humay Muhabbat ko xplain krny k liye kaha jaye to humary mind main sab sy pehly kiya aye ga??? Larky Larki ki ek dosary sy mobilez p Baat cheet?boyz aur grlz ka sb sy chup kr milna? jhooti scahi batoun sy ek dosry ko khush krna ya larka lrki ka physical relation?
So ap kiya sochty hain ye sab kuch krny waly muhabbat krty hain ya ek dosry ki zehni,jazbati aur Jismani taskeen?....I think sab ko samj aa gai ho gi k main kiya kehna chah rha hu so is ko mai aur long nai kroun ga...
Aur is mian koi shak nai k Hum log meanz new Generation Mobilez ka bht miss use kr rhy hain..
Allah tala humien sochny aur samjny ki tofeeq dy aur in chezoun sy door rakhy...
JazakAllah Khair Brother I apreciate your thoughts... and aapne jho kaha was completely true and sahi bhi hain k humne filmi donia ko itna terjeeh de hain k yeh bhi bhol gaye k hum khud muslim hain and voh loug Non-Muslim, unke lie toh yahi donia hain but humara toh eske baad Allah se mulakat hune hain and Akhirrat mei aapne Amal ka faisla bhi dekhna and sunna hain... thanks for the comment...
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
well sabha nice sharing,
and meri pori humdardi us larki k sath hai,

but me ye baat yaha batata chalu k tali ek hath se nai bajti, jitna kosoor larko ka hota hai utna hi larkio ka bhi hota hai,
koi bhi aj kal ki larki ho ya larka itna masoom nai k koi bhi phansa le,
n rahi baat dhoke ki to aj kal to larkia larko se age hain in chezu me, khud mera personal (bad) experiance reh chuka hai,
un me kafi girls ko ye bhi kerti hain k mobile me blc dalwaein n jo chahe batein kare i mean kya hai ye??
kai bhi larkia larko ko sms ya call ker k tung kerti hain
(how ever in ki tung kerne ki mikdar larko se kam hai but not that much)

me sirf itna khena chahta hun aj kal girls bhi barabar hain in kamo me, per sirf boys ko bewafai ka award mila hua hai
meri nazar me jo ghalat hai wo ghalat hai ager kisi larki ne dhoka dia to larki ghalat hai or larke ne dhoka dia to larka...

me her aurat ki izzat kerta hun, be shak aurat ki izzat ki jani chaiye...
but jo fact hai wo fact hai, larkia or larke alag nai dono hi ghaltio k putle hain,
its not right to blame only men

its not a gender war

its the war between right n wrong
no matter male or female
I knew it k koi yeh sawal zaroor utayega...
kia mere topic mei mai ne kahe bhi boy ko blame kiya hain?? NO
mai yeh nahin kah rahe Dear k larki innocent hain and boy nahi... Larki adaye dekhate hai k boys phunse jaate hain Iam completely agree what u said but aise kafi girls hain jho es sub ko pyar samajh ker kessi k buray nazer ka shikaar ban jaati hain boys ka zyada se zyada es mei buss itna he nuksaan hoga k voh zahni depression ka shikaar banjayega ager koi larki saath chor de... but ager larka aisa kuch kare then subse zyada uske izzat kharab hujati hain yeh baat toh sub jaante hain k gher ki Izzat ek larki k hand mei huti hain tabhi toh parents unke shadi k lie itne pareshan hute hain so Dear dont take my topic negetive mera yaha per boys ko blame kerne ka koi irda nahin but k both ko hain jho bena soche samjhe ghalat kadam utha the hain...and mera main aim es topic ko post kerne ka buss yeh hain k ager aapko wakaye mei kessi se itna pyar ya lagaw hojata hain toh shadi kero otherwise es relation ko khatam kero...kio k eska anjaam buhut bura hoga...
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
  • Let me Tell one thing to all shayed yeh pahle mention kerne chahye the hame.. K plzz guys mere topic ko boys and girls k debate na banayeI know boys kitne shareef hain ajkal k and girls bhi... mai her baat ki Ilm rakti hu.. I dont mean it k boys hain ya girls ache hain NO... mere yaha pe girls ko warn kerna hain buss ager khud Girl kessi ko mauka na de toh kessi bhi boy k itne himmat nahin banegi k voh ek girl se baat kare yeh relation both side se bani hain not Only once I know this but mera main aim girl ko warn kerne ka eslie hain kio k girls k life pe buhut he bura aser kerta hain yeh sub mai ne ek nahin 2 nahin 4 aise wakaye Runema hote hue dekhe and padhe hain... so plzz yaha per dispute es baat ki hurahe hain k kia aise relation ko wakaye mei pyar samajh sakte hain kia hame aapne sisters and brothers ko itne azadi deni chahye ko voh yeh sub kaam kare... Islam kia kahta hain es sub k bare mei and etc... jho mai InshAllah yaha per Islam k roshni mei bhi kuch baate share kerungi so es baat ko topic se alug rakye k mera maksad boys ko blam kerna hain thats not my point...
 
ENCOUNTER-007

Newbie
Feb 10, 2011
516
834
0
Medan e Jihad
"love"
آج کل لڑکوں اور لڑکیوں کے درمیاں عشقی معشوقی کا جو جنون چڑھا ہوا ہے جس سے ہمارا معاشرہ اور خاندانی اور اسلامی روایات کو جنازہ نکلا ہے اس کی اچھائی یا برائی سے سب واقف ہیں
لیکن مجھے اختلاف اس لفظ " لو " کے غلط استعمال پر ہے
"لو" ایک مقدس لفظ ہے جو ایک اچھے رشتے پر بولا جاتا" پیار و محبت" کا لفظ رشتوں کی طاقت اور اس کی گہرائی کو بیان کرتا ہے۔
لیکن ہمارے ہاں لڑکوں اور لڑکیوں کے ناجائز تعلقات کو "لو" کا نام دیا جاتا ہے
اور یہ نظریہ ہم نے مغرب سے امپورٹ کیا ہے
سب سے پہلے رشتہ وجود میں آتا ہے اس کے بعد اس رشتے میں پیار و محبت کی چاشنی پیدا ہوتی ہے
ایک لڑکے اور لڑکی کی شادی ہوئی نہیں اس سے پہلے ان کے تعلقات جو اسلامی روایات اور ہماری تہذیب و تمدن کے خلاف ہو کیا اس پر ایسا مقدس نام دینا چاہئے
مجھے بغیر رشتے کے تعلقات پر ایسے لفظ کے استعمال پر اختلاف ہے
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
first of all sis mein apko congrats kehna chaun gi is topic ko highlight karne k liye.

bht aaam sa topic bangaya ha hamari life mein par koi is par baat nai karna chahta nahi koi discussion.

aur i agree with adi ke sirf larkon ka qasoor nai hai, larkiyan ka bhi utna hi qasoor ha..

sirf itna kahun gi jo b decision lo soch samjh ke lo, koi b kisi ka nai until they really show it.
agr larki larka ek dusre ko really pyaar karte woh ek dusre ki izzat karain ge aur haaath tak
nai lagyein ge kuinke woh sai baat nai.

apna personal experience share karungi ke 2 saal se mera koi relation ha kisi larke se par
meine apne parents sei koi baat nai chupayi na hi us ne ab wait sirf is baat ka ha ke mein apni
studies complete karun.. hum milte haan baatein kartein hain par chup ke nai aur kabhi bhi usne mujhe haath nai lagaya.

mein yeh nai kahungi jo mein kari hun woh sai ha ya nai woh to ALLAH hi janta par mein apne aapko
kisi b aisi situation mein nai dalna chahti jis mein mein hurt hoon woh hurt huwi ya most importantly our parents.

kuch log kehte hain ke islam ko practice karna mushkal hogaya ha aj ki society mein, mushkal ho nai
gaya humne khud mushkal banaya. ek western country mein akar kabhie dekhein wahan per kitna mushkal ha
par as sis said hum yahan pe worldly pleasures ke liye nai hain..

so please soch samjh ke...

{(order)}
MASHALLAH me happy hun ap k lie ALLAH ap ko khush rakhe n ap dno ka sath humesha k lie ban jae shadi k rop me :)

but ager sab razi hain to then nikah kerlein, is taree k se ap k gher walu per koi ungli nai uthaega kyun k logo ko batein banane ka moka chaiye hota hai,wo ye nai dekhte k ap sahi hain ya ghalat bas bate kerte hain,n other thing k ap islamic way se bhi sahi ho jaengi :)
n ruksati parhai k bad kerlejiyega...
kher best of luck be happy :)
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
well m yahan end m ek baat add kerna chaho ga k, agar apne kisi larki k sath zinah kia then beshak baad m shadi ker li hai likin us zinah ki maafi nahe hai or woh kabeera gunah hai ..... think abt it guys, hamain is dunya m aakhirat ki tayyari k liye bheja gaya hai .....

---------- Post added at 08:43 AM ---------- Previous post was at 08:36 AM ----------

aray to nikah ker lijiye jab sab hi razi hain not rukhsati, waisay us m bhi koi harj nahe hai janab then milna julna jaiz ho ga ......
btw best of luck :)))

---------- Post added at 08:43 AM ---------- Previous post was at 08:43 AM ----------

aray to nikah ker lijiye jab sab hi razi hain not rukhsati, waisay us m bhi koi harj nahe hai janab then milna julna jaiz ho ga ......
btw best of luck :)))
agreed wid that nikah sugestion, nikah kerlena chaiye :)
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E

I knew it k koi yeh sawal zaroor utayega...
kia mere topic mei mai ne kahe bhi boy ko blame kiya hain?? NO
mai yeh nahin kah rahe Dear k larki innocent hain and boy nahi... Larki adaye dekhate hai k boys phunse jaate hain Iam completely agree what u said but aise kafi girls hain jho es sub ko pyar samajh ker kessi k buray nazer ka shikaar ban jaati hain boys ka zyada se zyada es mei buss itna he nuksaan hoga k voh zahni depression ka shikaar banjayega ager koi larki saath chor de... but ager larka aisa kuch kare then subse zyada uske izzat kharab hujati hain yeh baat toh sub jaante hain k gher ki Izzat ek larki k hand mei huti hain tabhi toh parents unke shadi k lie itne pareshan hute hain so Dear dont take my topic negetive mera yaha per boys ko blame kerne ka koi irda nahin but k both ko hain jho bena soche samjhe ghalat kadam utha the hain...and mera main aim es topic ko post kerne ka buss yeh hain k ager aapko wakaye mei kessi se itna pyar ya lagaw hojata hain toh shadi kero otherwise es relation ko khatam kero...kio k eska anjaam buhut bura hoga...
nai sabah but kafi esi larkia n larke hain jin k sath bura hota hai to wo log oppsite sex per blame kerdete hian, k mard to hote hi bewafa hai,ya like boys kehte hain k aurat per bharosa nai kera ja sakta...

u now mere sath dhoka hua to mene kisi ko blame nai kia not even use jis ko me sab kuch man betha tha, kyu??
kyu k sari ghalti meri thi,sab kehte they k wo sahi nai per me hi pagal tha,mene to bas humesha hi wohi kia jo dil ne kaha...is lie mujeh nuksan bhi hua...

yehi bat me yaha kehna chahta hun k soch samjha ker faisla karein,girls n boys dono,
ye koi gudi guddey ka khel nai hota its the matter of life...

n meri yaha per ek guzarish ye bhi hai, k parents ana per bat mat le jaein,jis ki waja se un ki aulad bagawat kare or gunehgar hojae parents ki nafarmai ker k,
kaafi parents sirf ana per shadi k lie razi nai hote,jis ki waja se esi situations banti hain k chori chori milne lagte hain lovers,n then shetan apna kaam kabhi na kabhi dikha deta hai,
chori se chup k jo bhi kaam hota hai wo bura hi hota hai,kyu k ese waqt koi ap dono k bich nai hota siwae shetan k...
aj k mashre me jo log bhag k shadi kerte hain unki basic waja yehi hoti,k parents zaat paat,unch neech bich m ela dete hain,jab k islam me bhi shadi dono larki larke ki razamandi se honi chaiye...

like desikuri k gher wale razi hain to unhein koi prob face nai hui...

larko ko me yehi kahunga k ager wada karo to phir kuch bhi karo use nibhao,kisi larki ki izzat se khel ker pori mard zaat ko sharminda mat karein...

larkio ko yehi kahunga,apne parents ki laaj rakhe,muhabbat kerna koi gunah nai,per is pak jazbe ki kadar karein,n koi larka pasand ho to apne parents ko bataein,ager unko nai bata sakti to isi apni bari behen ko bataein ta k wo parents ko manae,n us larke se kahein k apne gher walu ko razi ker k bheje...

or ager parents nai mante kisi bhi waja se to sabar karein or waqfe waqfe se apne parents ko phir manane ki koshish karein Allah se dua karien,inshallah Allah tallah koi na koi rasta zaroor dikah denge,
shetan k raste per mat chalein,gher se bhag ne ka khyal zehn me ane bhi na dein...

sabah ap ka thread bht acha hai,ager kisi ek ne bhi is ko par ker samjh ker sahi rasta ikhteyar kia to Allah apko uska ajar dega :)
keep it up brilliant work :)
 
  • Like
Reactions: Sabah

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
MashAllah buhut he ache baate kahe aapne I have no word to say... jho bhi kaha aapne completely true and thanks for the apreciation...
:)
 
  • Like
Reactions: Atif-adi

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Walaikum Assalam sabah buhat achi baat kahi hai .. ye phone aur net ki mohabbat ko hum bura bhi nahi keh sakte coz mohabbat kaheen bhi ho jati hai but ye tareeka wrong hai aisa hona nahi chaye .. aur islam ki roo se toe ye gunah hai so humen aisa nahi karna chaye .. is ke ilawa girls aur boys dono he aaj kal ke aise hain main kuch girls ki misal de sakta hon jo itni asani se boys ko bewakoof banati hain aur apne maqasid hasil kar ke alag ho jati hain so dono he ghalat hain aaj kal ke daur main . is ke ilawa aap ki friend ke sath jo kuch huwa buhat ghalat huwa , magar dekha jaye toe kamzoori larki ki hai larki ko itna agey barhney ka mauka he nahi dena chaye tha agar larki paak saaf ho toe larka kuch bhi nahi kar sakta chahey mohabbat karta ho ya kuch aur .. but depend on girls ke woh apne rishte ko kitna limits main rakhti hain.. boys jo aisa kartey hain actualy un ki training he aisi huwi hoti hai ghar se ye awara kism ke larkey yahi kartey hain aur shadi ka bolti hain larkian toe tab unhen parents ki yaad ati hai ye sub dhoka hai meri advice hai aaj kal ke larki aur larkoon se ke kindly agar kisi ko pasand karen toe us ki mohabbat ka najaiz faida na uthaye . seedhey sadhey tareekey se us larki ke ghar rishta bhejen aur usko hameesha ke lye apna bana len agar woh itna he pyar kartey hain sath larkioon ko chaye ke ye mulaqatain hargiz na karen jis se larkey ko kuch ghalat faida uthaney ka mauka miley . Thanks sabah :)
 
  • Like
Reactions: Sabah

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
MashAllah buhut he ache baate kahe aapne I have no word to say... jho bhi kaha aapne completely true and thanks for the apreciation...
:)
waqt sab kuch sikha deta hai sabah :)
mene bhi waqt se hi sab seekha hai..

thnx for sharing this topic,
ap ka work hai kabil-e-tareef :)
 
Top