Lesson 5: Save for web

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
bai Saba mujse blur ki option nahi millty sab save for web kerty hoon
or ager fliter se open keroo to message aa jata hain u hain khuch
Filter ka alug sa function hain jho baad mei lesson mei bataungi per es lesson se related blur option below image mei dekehe jho red stroke se point kiye hain..

 

-Mahi-

TM Star
Sep 1, 2011
3,833
1,147
413
nahi app samji nahi main pic ko option jab dehty hoon save for web then asi hi window main pic open hoty hain jaise app ne bata mager os main blur ka option nahi ata ({kopping)}
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
@Mahi sis
pic mei dekho setting mei image type app JPEG select karo phr blur option nazar ayega.... (GIF,PNG etc) mei blur option visible nhi hoga...
samajh gae?
 

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
Aslamoalikum

aap ny last main jo blur k sample dikhaye hain ye save for web main changing ki hai ya PS main?
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Aslamoalikum

aap ny last main jo blur k sample dikhaye hain ye save for web main changing ki hai ya PS main?
khushi blur ka option aap direct pic pe use ker sakti ho aap jitni baar click kerti jao gi pic utni he blur hoti jae gi.... Aap PS me pic open kero aur blur tool select kero aur pic pe le ja ke click kero her click pe pic dhundli honi shoroo ho jae gi....
 
  • Like
Reactions: *khushi*

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p


khushi blur ka option aap direct pic pe use ker sakti ho aap jitni baar click kerti jao gi pic utni he blur hoti jae gi.... Aap PS me pic open kero aur blur tool select kero aur pic pe le ja ke click kero her click pe pic dhundli honi shoroo ho jae gi....
yep ho gya main ny try kia ab theek hai...

jb main ny save for web main blur ka option use kia to us main eyes b dhundli ho gaeen it means k save for web main blur use na krny ki yahi wja hai?
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Nahi as per teacher said in sensitive place jahan pe blur use kene se pic kharaab hone ka der ho wahan pe aap selection ker ke blur karen mean aap jo area select ker ke blur kero gi to just utna he area blur ho ga jo selection me hai selection se bahir ke area pe koi effect nahi aae ga..... Now try it...
 

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
Nahi as per teacher said in sensitive place jahan pe blur use kene se pic kharaab hone ka der ho wahan pe aap selection ker ke blur karen mean aap jo area select ker ke blur kero gi to just utna he area blur ho ga jo selection me hai selection se bahir ke area pe koi effect nahi aae ga..... Now try it...
done {(thx)}
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
sorry but kisi terah se b blur ka optin aa hi nahi raha me k pass :(
Mahi yeh hain Blur ka jho red stroke k saath higelight hue hain ab es pe click ker k aap image pe blur apply kersakte hain
I hope it will help you now!

click on image to view the larger size
blur.jpg
 

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Kirpa toggle slice image ko hide n visible kerne ke kaam aata hao means jab hum kisi pic ko slices me cut ker len to toggle slice ke sath hum is pic ke kuch slice ko hide ker saktw hai yeah he hai function of toggle slice.....
 
  • Like
Reactions: kirpa bai
Top