Lesson 18: Slice Tool

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
madam main kal se ye batana chah raha tha laikin aaj himmat karke bata deta hon k ye lesson to old lagta hai?shayed isse pahle aapne bataya tha isse {(thinkg)}
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
madam main kal se ye batana chah raha tha laikin aaj himmat karke bata deta hon k ye lesson to old lagta hai?shayed isse pahle aapne bataya tha isse {(thinkg)}
yeh lesson Save for web mei ek baar mention hue the, if you remember waha pe brief information diya tha about slice tool and bataya bhi tha k slice tool ka ek alug sa lesson post kerungi with details so here is the lesson :)
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar


nahi saari ek saath hi ek folder me save hojaati hain.laikin agar aap jitni selected slices banayi hain sirf wahi save karna chahti hain to aapko - save optimized as - naam ka dialog box aayega jisme aapko 4 option nazar aayenge neeche ki jaanib. jisme first hoga -file name - second par hoga -save as type- jisme aapkeliye 3 options rahenge 01.html and images 02.images only 03.html only. yahan aap jis type me save karna chahti hain usko select karna hoga.

uske baad third par settings rahega.isme bhi kayi options rahenge jisme aap default setting hi rakhen to behtar rahega inshaAllah.

fir uske baad fourth par slices rahega jisme 3 options rahenge 01.all slices 02.all user slices 03.selected slices. aap jaisa slices save karna chahti hain wo option chose karsakti hain.

umeed k inshaAllah samajh aagaya hoga.:)
MashAllah :)
jho points ka zikr kerna mai bhol gaye the you did it..
well done and well explained... keep it up...
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
i have a qstn.. filhal to maine ye abhi tak try nhi kara... so mujhe save kare k barey main poochna tha k jab save karte hai to har slice ko alag se save karna hota hai?? ya sab 1 saath hojata hai.. mujhe is ki thori si samajh nhi i ...
Aa'araf ne kafi ache se explain kiya and let me tell you also k yeah sab ek he folder mei save hujate hain...
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
bro wo teacher ny 5th lesson main slice tool ko thora sa explane keya tha or ye only slice tool k upr lesson hy......!!
Yeah it means k MashAllah aap sab kafi dehan se study kerte hain lessons...happy to know that... :)
 

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada


nahi saari ek saath hi ek folder me save hojaati hain.laikin agar aap jitni selected slices banayi hain sirf wahi save karna chahti hain to aapko - save optimized as - naam ka dialog box aayega jisme aapko 4 option nazar aayenge neeche ki jaanib. jisme first hoga -file name - second par hoga -save as type- jisme aapkeliye 3 options rahenge 01.html and images 02.images only 03.html only. yahan aap jis type me save karna chahti hain usko select karna hoga.

uske baad third par settings rahega.isme bhi kayi options rahenge jisme aap default setting hi rakhen to behtar rahega inshaAllah.

fir uske baad fourth par slices rahega jisme 3 options rahenge 01.all slices 02.all user slices 03.selected slices. aap jaisa slices save karna chahti hain wo option chose karsakti hain.

umeed k inshaAllah samajh aagaya hoga.:)
i think samajh agaya... i guess jab practice kaorngi tab sab ache se samajh jaongi

n Thank u :)
 
Top