*...kya Pochty Ho.

  • Work-from-home

soul_of_silence

Tm ki shy heer
Hot Shot
Jul 26, 2013
18,623
7,603
363
30
Lahore,Pakistan
Aur mai sochti hun...

Aur mai sochti hun
ke mai kyu usy bura kahun
wo to khud fanaa ke safar mai thaa
mai lamhaa lamhaa hijar mai thaa
mai sochti hun
hum apny apny dairon mai kis qadar qaid hain
dairon ke qaid se bhala kon azad hai
magar lamho mai yeh dayre tooty kesy
shayed tooty nia phel rahy hain
or is mai ahista ahista smit rahy hain

mai sochti hun wo wasal rutu mai
wo hijar lamhy jo tehar gaye hain
wo kaya huwy,
wo pighlty jazbey,
wo behtay samnadar jo ab jam gaye hain,
wo beety samay jo ab mazi ban chuky hain,
wo khoye kahan,
wo soye kahan,
shayed waqt ki gard mai atay huwy hain.

mai sochti hun
wo sary waday tery khushnamaa freb thay,
k ab jo talak intazar ki ghntiyan bjaa rahay hain,
agr wafa hojaye to kaya
kazaa jaye to kayaa,
mai janti hun,
mai janti hun,
k tu bi fanaa ke safar mai mera humsafr hai,
phir bhlaaa shikwaa kaaya,

mai sochti hun,
ke yeh khumar jisy muhubaat kehty hain,
yeh gubaar jo sanson mai behty hain,
yeh dhuwan jo dilo se uthtaa hai,
phir dhuwaan ani rehtaa,
jab khumar misl e gubar uth jata hai
her koi rastaa mehram nai bantaa,

mai sochti hun ke shayed
yehi faana ka safar hai,
jis mai hum hum nai rahay
samander sahil ab wo kinaray nai rahay,
wo saray khwaab k jo misl e naqshe pe sahil ki geeli rait pe
waqat ki taiz mojon se fanaa huway,
wo kaya huway,
wo kyu huway,
shayed wqt ka samander yuhi behtaa hai
shayed yehi hota hai,
shayed yehi fanaa ka safar hai,

Aur mai sochti hun
mai kyu usy bura kahun
wo to khud fanaa ke safar mai thaa
mera lamhaa lamhaa hijar mai thaa

Aur mai Sochti hun....
 
  • Like
Reactions: InnocentDavil

isma33

TM Star
Jul 7, 2013
1,045
271
233
in ur heart
Aur mai sochti hun...

Aur mai sochti hun
ke mai kyu usy bura kahun
wo to khud fanaa ke safar mai thaa
mai lamhaa lamhaa hijar mai thaa
mai sochti hun
hum apny apny dairon mai kis qadar qaid hain
dairon ke qaid se bhala kon azad hai
magar lamho mai yeh dayre tooty kesy
shayed tooty nia phel rahy hain
or is mai ahista ahista smit rahy hain

mai sochti hun wo wasal rutu mai
wo hijar lamhy jo tehar gaye hain
wo kaya huwy,
wo pighlty jazbey,
wo behtay samnadar jo ab jam gaye hain,
wo beety samay jo ab mazi ban chuky hain,
wo khoye kahan,
wo soye kahan,
shayed waqt ki gard mai atay huwy hain.

mai sochti hun
wo sary waday tery khushnamaa freb thay,
k ab jo talak intazar ki ghntiyan bjaa rahay hain,
agr wafa hojaye to kaya
kazaa jaye to kayaa,
mai janti hun,
mai janti hun,
k tu bi fanaa ke safar mai mera humsafr hai,
phir bhlaaa shikwaa kaaya,

mai sochti hun,
ke yeh khumar jisy muhubaat kehty hain,
yeh gubaar jo sanson mai behty hain,
yeh dhuwan jo dilo se uthtaa hai,
phir dhuwaan ani rehtaa,
jab khumar misl e gubar uth jata hai
her koi rastaa mehram nai bantaa,

mai sochti hun ke shayed
yehi faana ka safar hai,
jis mai hum hum nai rahay
samander sahil ab wo kinaray nai rahay,
wo saray khwaab k jo misl e naqshe pe sahil ki geeli rait pe
waqat ki taiz mojon se fanaa huway,
wo kaya huway,
wo kyu huway,
shayed wqt ka samander yuhi behtaa hai
shayed yehi hota hai,
shayed yehi fanaa ka safar hai,

Aur mai sochti hun
mai kyu usy bura kahun
wo to khud fanaa ke safar mai thaa
mera lamhaa lamhaa hijar mai thaa

Aur mai Sochti hun....




Aalaaa :)
 
  • Like
Reactions: brbiedoll

isma33

TM Star
Jul 7, 2013
1,045
271
233
in ur heart
Kya Pochty ho tery hjar mein ka sochte hain,,?
Sja k tum ko nigahon mein sdaa sochty hain,
Tere wajood ko chuo kr jo guzarti hai kbi,
Hum us hawa ko bi Janat ki hwaa sochte hain,
Ye apny Zarf ki hadh hey ya faqat tera lehaz,
Tery sitm ko Muqadar ka likha sochte hain,
Mera us Shehar-e-Adawat mein Basera hey
Jhan logh Sajdoon mein Bi dosron Ka Bura Sochte Hain,
Kis Qadar hum bi hain Nadaan,
Muhabbat mein tery ikhlas ko hum teri wafa sochte hain....



waah waah :D
 

Wafa_Khan

Hijab is my Beauty..
Super Star
Apr 7, 2013
6,267
3,557
363
Kya Pochty ho tery hjar mein ka sochte hain,,?
Sja k tum ko nigahon mein sdaa sochty hain,
Tere wajood ko chuo kr jo guzarti hai kbi,
Hum us hawa ko bi Janat ki hwaa sochte hain,
Ye apny Zarf ki hadh hey ya faqat tera lehaz,
Tery sitm ko Muqadar ka likha sochte hain,
Mera us Shehar-e-Adawat mein Basera hey
Jhan logh Sajdoon mein Bi dosron Ka Bura Sochte Hain,
Kis Qadar hum bi hain Nadaan,
Muhabbat mein tery ikhlas ko hum teri wafa sochte hain....
its ur real pic??
 
Top