kuch is ada se aaj wo pehlu-nasheen rahe..
jab tak hamare paas rahe..hum nahin rahe..
ya rab kisi k raaz-e-muhabbat ki khair ho..
dast-e-junoon rahe na rahe.. aasteein rahe...
dard-e-gamein firaq k ye sakht marhalay..
hairan hoon main k phir bhi tum itne haseen rahe...
ja aur koi zakht ki duniya talaash kar....
ay ishq hum to ab tere ...qaabil nahin rahe..
ALLAH ray chasm-e-yaar ki mojis bayaniyaan..
har ek ko hai gumaan ki makhatib humeein rahe...
is ishq ki talaaf ye maafat dekhna...
rone ki hasrateein hain jab aansu nahin rahe...