Jag Main Aakar Idhar Udhar Dekha

  • Work-from-home

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi
Jag main aakar idhar udhar dekha
tu hi aya nazar jidhar dekha

Jaan se ho gaye badan khali
jis taraf tune ankh bhar ke dekha

Nala fariyad ah aur zari
aap se ho saka so kar dekha

Un labon ne ki na masihai
ham ne sau -sau tarah se mar dekha

Zor ashiq mizaj hai koi
"Dard" ko qisa-e-mukhtasar dekha
Khwaja Mir Dard
 
Top