Jaadu e maghrib chaya mere mulk per

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalamo alaikum TM aam tour per aap ko meri ghazalein hi parhne ke liye milti hain
kyunke nazam sahi se likhne mein mujhe dushwaari ka saamna hota hai
mein ALLAH jaane kyun likh nahin pata leikin ALLAH ka shukar mene eik achhi si
nazam likhi hai jo ke PakistaN ke haal e rawaan mein maghrib tabqe ka kitna haath hai
aur kya haal hai is waqt humare mulk ka is per mabni hai umeed hai insha'ALLAH nazam achhi lagegi subko

Jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per

jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

har koi mazhab se anjaan hai
raha sirf naam ka musalman hai
badshaahat apni chalaana chaahe
hai bhoola ke do din ka mehman hai

hai humaare hi gunaahon ka nateeja
ke buron ne ghalba paaya mere mulk per
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per

islaam ka pyaara peighaam bhool gaye
hi hello mein dua salaam bhool gaye
firqa parasti ke jang mein musalman
dar haqeeqat mein islam bhool gaye

siwaaye shouq o hawas sub bhulaya
dajjali kesa waqt laaya mere mulk per

ulma bhi aaj ke badkaar ho gaye
syaasi kursion ke talabgar ho gaye
ab to yahaan ka maajra hai youn ke
ulma ki sunne wale gunehgar ho gaye

in ko ghuflat me dooba dekh dil kahe
fazl o rehem barsa KHUDAYA mere mulk per

jab tak nizaam e bad chalta rahega
jab tak musalman koi bhatakta rahega
jab tak tareeki mulk ki nahin mitti
ChiragH khatir e watan jalta rahega

KHUDA rakhe salaamat shaan e watan
jaahilon ne sauda lagaaya mere mulk per

aur abhi to jang e aakhir hi baaqi hai
himmat ho to nazm poori parhi jaati hai
hum phir uthengein phir se larengein
phir jeet to khud sach ke sath aati hai

lekin un ko sada nakaami huwi ChiragH
jis ne taaqat e bad ko azmaya mere mulk per

***S_ChiragH***
 
Jiya.

TM Star
Jan 1, 2011
7,370
4,268
113
•°Karachi
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per
lekin un ko sada nakaami huwi ChiragH
jis ne taaqat e bad ko azmaya mere mulk per

beautifullll :-bd
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

sweet_c_kuri

TM Star
Apr 8, 2012
4,824
1,267
613
KSA
mash'Allah zabardast!!!!

like the part of

islaam ka pyaara peighaam bhool gaye
hi hello mein dua salaam bhool gaye
firqa parasti ke jang mein musalman
dar haqeeqat mein islam bhool gaye

:) thnx for sharing!!!
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513

wah wah wah mere shahzaday...kya likha hai
good good good
no words of appreciation...
Allah abaad rakhe apke qalam aur apke jazbaat ko...........
Zabardast Bro...keep it up!!!!
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK

wah wah wah mere shahzaday...kya likha hai
good good good
no words of appreciation...
Allah abaad rakhe apke qalam aur apke jazbaat ko...........
Zabardast Bro...keep it up!!!!
Bohot bohot shukria meri laadli:p
bas ji aise housla afzaiy karogi aap to insha'ALLAH mazeed bhi likhengein ameen
 
faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen

in ko ghuflat me dooba dekh dil kahe
fazl o rehem barsa KHUDAYA mere mulk per
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

great bro perfect sharing
 
*Muskaan*

TM Star
May 1, 2012
4,425
1,299
113
Assalamo alaikum TM aam tour per aap ko meri ghazalein hi parhne ke liye milti hain
kyunke nazam sahi se likhne mein mujhe dushwaari ka saamna hota hai
mein ALLAH jaane kyun likh nahin pata leikin ALLAH ka shukar mene eik achhi si
nazam likhi hai jo ke PakistaN ke haal e rawaan mein maghrib tabqe ka kitna haath hai
aur kya haal hai is waqt humare mulk ka is per mabni hai umeed hai insha'ALLAH nazam achhi lagegi subko

Jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per

Jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

har koi mazhab se anjaan hai
raha sirf naam ka musalman hai
badshaahat apni chalaana chaahe
hai bhoola ke do din ka mehman hai

hai humaare hi gunaahon ka nateeja
ke buron ne ghalba paaya mere mulk per
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

islaam ka pyaara peighaam bhool gaye
hi hello mein dua salaam bhool gaye
firqa parasti ke jang mein musalman
dar haqeeqat mein islam bhool gaye

siwaaye shouq o hawas sub bhulaya
dajjali kesa waqt laaya mere mulk per
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

ulma bhi aaj ke badkaar ho gaye
syaasi kursion ke talabgar ho gaye
ab to yahaan ka maajra hai youn ke
ulma ki sunne wale gunehgar ho gaye

in ko ghuflat me dooba dekh dil kahe
fazl o rehem barsa KHUDAYA mere mulk per
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

jab tak nizaam e bad chalta rahega
jab tak musalman koi bhatakta rahega
jab tak tareeki mulk ki nahin mitti
ChiragH khatir e watan jalta rahega

KHUDA rakhe salaamat shaan e watan
jaahilon ne sauda lagaaya mere mulk per
jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per

aur abhi to jang e aakhir hi baaqi hai
himmat ho to nazm poori parhi jaati hai
hum phir uthengein phir se larengein
phir jeet to khud sach ke sath aati hai

jaadu e maghrib hai chaaya mere mulk per
jese dour e azaab hai aaya mere mulk per
lekin un ko sada nakaami huwi ChiragH
jis ne taaqat e bad ko azmaya mere mulk per

***S_ChiragH***
Wa Alikum Aslaam
bohat achi shayeri ki hay app nay bhai....
or sab say bari baat yeh k ajj kal jo halaat hain un k
lihaaz say aik aik baat or aik aik lafz sach kaha app nay:)
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Bohot bohot shukria Muskaan sis
dekha mene kaha tha naa
u will like it insha'ALLAH
ji ji hum haqeeqat pasand jo thehre
baqiya shayari bhi parh lijiyega
aap ko insha'ALLAH pasand aayengeen sis

once again thanks{(thx)}
 
  • Like
Reactions: *Muskaan*
Top