Wallpapers Islam : I Support Love And Making peace

  • Work-from-home

ilhtdubai

Newbie
Mar 12, 2012
53
11
0
in Islam all were equal

---------- Post added at 05:56 PM ---------- Previous post was at 05:54 PM ----------

 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
jazakAllah..
ise dekh kar Khutba huj-tull'wida zehan me aaya
 

Diva

Newbie
Mar 7, 2012
1,676
599
113
Bht hi umda sharing .. hamara mazhab hi peace or love ka msg deta hian

but afsos hum yeh baat jaan kar bhi ignore kar dete hian

Allah hum sabhi ko Islam k sahi raste per chalne ki taufeeque dein Ameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Bht hi umda sharing .. hamara mazhab hi peace or love ka msg deta hian

but afsos hum yeh baat jaan kar bhi ignore kar dete hian

Allah hum sabhi ko Islam k sahi raste per chalne ki taufeeque dein Ameen
summa Aameen :)
bilkul sahi kaha ap ne mohtarma
aur iski asal waja hai islam se doori Quran aur Hadees se doori
jab ham musalman ho ke islam ko nahi jaanenge to ham bhi jo media me dikhta hai ussi ko sahi samjhenge

ilsiye zaroori hai gharon me islami mahol ho aur ham apne deen se wabasta hon usko janne aur us par amal karen

Allah apko jaza e khair de Aameen
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
Bht hi umda sharing .. hamara mazhab hi peace or love ka msg deta hian

but afsos hum yeh baat jaan kar bhi ignore kar dete hian

Allah hum sabhi ko Islam k sahi raste per chalne ki taufeeque dein Ameen
jo baat agar ap ne ki hai yeh sach hai to phir yeh khudkush damako ka kia chakar hai... muslimaan aik doosray ki jaan kay dushman kyun banay hain... matlib itnay ziada farqay kyun hain???
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jo baat agar ap ne ki hai yeh sach hai to phir yeh khudkush damako ka kia chakar hai... muslimaan aik doosray ki jaan kay dushman kyun banay hain... matlib itnay ziada farqay kyun hain???
Horror bro ..

aap kia samajhte ho dunya k tmama mazahab may tmama insan perfect hote hain? agar kisi mazhab ka koi insan un taleemat par amal nhi akr rha to kia wo Dee ghalat hay?

oooper jo sharing hay WO Deen-e-Islam ka paigham hay jo aik aman ka deen hay..agar koi us pe amal nhi karta to wo uski ghalti hay uska zumedaar wo khud hay uska Deen aur taleemat nhi....
TO koshish akrni chahiye k hum jo seekhain us pe amal karain hamain apne amal ka jawab khud daina hay hmara deen hamain khudkush hamley karna nhi sikhata aur na hi koi bhi mazhab aisa ksikhata hay..aur khudkush hamley k saath hamesha musalman ka naam q laite ho aap log? koi bhi logical answer hay aapk paas is sawal ka?
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

Horror bro ..

aap kia samajhte ho dunya k tmama mazahab may tmama insan perfect hote hain? agar kisi mazhab ka koi insan un taleemat par amal nhi akr rha to kia wo Dee ghalat hay?
mazhaib main bohat kam log perfect hotay hai... Ziada tar log baas naam kay muslimaan /essai/yahadi hotay hain... matlab aj ap muje kis muslimaan ki example dain gi jo perfect hai...agar mazhab waqi hi logon ko achai taraf le kay ata hai to phir zaida tar log jo apnay ap ko muslimaan/essai/yahadio kehtay hain woh logon kay sath dokha kyun kartay hain?

TO koshish akrni chahiye k hum jo seekhain us pe amal karain hamain apne amal ka jawab khud daina hay hmara deen hamain khudkush hamley karna nhi sikhata aur na hi koi bhi mazhab aisa ksikhata hay..aur khudkush hamley k saath hamesha musalman ka naam q laite ho aap log? koi bhi logical answer hay aapk paas is sawal ka?
dekho ,muje aik choti si baat bato, mazhaib main bohat kam log perfect kyun hotay hain??... Matlab ap main koi aik gina chuna shaks jo paka muslimaan ho ga... ziada tar log hypocrite hotay hain..... or ziada tar akseerat yehi dawa karti hai kay woh muzhaib kay mananay walay hain...... Yani aksar log jo apnay ap ko muslimaan/yahadi/esiasi kehtay hain or uss cheez par dat jatay hain... haqeeqtan woh khud mazhab ko follow nahi kar rahay hotay... bas apni ana main a jatay hain... Yani doosron logon ko woh cheez batay hain jis par woh khud amal nahi kartay ... masalan main kahoon Islam bohat acha mazhab or main khud 5 time ki namaz bhi na parta hun...
esa kyun hai?
 
Top