haha no janab m not seyani main to bohat dafar qisam ki hun,,
baqi jahan tak ap ka Q ,,to mery kheyaal main insan hamesha se 1 complite husti ki talash main raha hai jis main ki c qisam ka koi aib na ho,,
to jab bhi wo dunia main kaheen bhi ki c bhi cheez main koi khami ya nakami pata hai to wo 1 sakoon chahta hai itminan e qalb chahta hai jo use khuda ki trf ly jata hai
or wo sif ALLAH MIYAN k paas he millta hai
pata nahin m right or wrong but i think so.