Is sal nahein pass honey ka imkan jana

  • Work-from-home

SaRkaR

Newbie
Aug 14, 2008
12,690
4,289
0
pakistan
is sal nahein pass honey ka imkan jana
bijlee ki lod sheding ne kar dya preshan jana
gas ki lod sheding ki bhe ho ranein hein tayarian
kaisey parhein? Shahr mein na ho jab charaghan jana
shama roshan kar bhee dein agar kuch loog
kitbein dastyab hein aur na kappian jana
naey nasal ko ley ja rahey hein tarikun mein
kuun ley rahey hein wo qom ka imtahan jana
aid per aid aa rahee hey her taraff sey
ho gaey aidz key mareez buhoot yan jana
giranee to dekhoo aasman choo rahe hey
her roze chartee hein yahan mandian jana
awam ho gaey hein bey rozgaree sey tang
musheeron kee ho raheehein bhartian jana
athar kuch tum hee karo khyal fraz ke zamen ka
geera do dharte k dushmna; sarey bootan jana
 
Top