''do qisam ki zameen hoti hai 'aik wo jo bunjar hoti hai 'kise bhi mosam ki barishwahan kitna hi pani kion na bersa day'us zameen ko bunjar hi rehna hai wahan heryaali nahi ho sakte.dosree zameen jo zerkhaiz hoti hai.pani ka halka sa cheenta bhi wahan heryali le aaye ga magar zarorat sirf heryaali ki nahi hoti"
"imaan umeed aur mohabat" by Umaira Ahmed