Iqrar-e-mohabbat 3 (pehli Nazar)

  • Work-from-home

Naila_Rubab

عمر بھر ادھوری محبت کا پورا سفر
Hot Shot
May 27, 2014
17,600
1,701
363
Sharjah
ab main kia kahoon inn mohatarma ko @h@!der bhai.... I would say that people think it must be fun to be a super genius, but they dont realize how hard it is to put up with all the in-genius in the world =)) =))
tarjuma plzzz..........................mujy english nahi atti, same as Meeraa
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
tarjuma plzzz..........................mujy english nahi atti, same as Meeraa

ab khudh apnay aap ko MEERA say compare kar rahii hain, phir khudh hi boltii hain kay kisi dhang kay banday say mujhay compare karain...

Dr. Abdul Qadeer Khan ko english aati hay balkay Russian bhii aatii hay =))
 

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
aap dono ki baaten apni apni jaga sehi hen .. aur logical bhi... sab ke apny xperiences hen.. aur Alhamdolillah mere xperiences ab tak achy hi rahy hen.. haan kahin kuch glitches aa jaty hen.. magar. overall .. its really beautiful..
@NailaRubab aap ki baat ka ek aur pehloo b hey ke.. no doubt ladkon aur ladkion ke liye social boundaries alag hen.. aur especially ladkion ke liye aitbaar karna na sirf bahut mushkil he balkey bahut risky bhi.. so its better ke limits define ki jaen jaisey aap ne ki hui hen..

@thefire1 mere nazdeek har wo rishta theek he jo aap ko kisi se chupana na padey.. especially apny ghar walon se.. jahan b shak ka koi shaiba tak aaya.. wahin se kharabi shuroo hoti he.. aur phir.. aaesta aaesta bigad paida hota he.. jo baaz auqaat Ir-reversable aur Ir-repairable ho jata he..so yaa.. keeping distance is wise.. but as i said.. sab ke apny xperinces hen .. aur wohi help karty hen ek opinion bananey me..
Haider bhai.... aap ki baatain bohat achii hain aur mujhay bohat khushi hotii hay aap say communicate kartay huway... meri real life main meray class fellows (male and female) sab hii say meray ghar waalay waaqif hain, balkay hum aik dosray kay ghar group study kay liye bhi jaatay rahay hain...

jahan tak INTERNET aur net freindship ka ta'aluq hay, main kabhii bhii iss ko serious nahin laita aur na hi laina chahoon ga, kisi nay bhai kaha, kisi nay dost, kisi nay dushman kaha..... yeh sab yahiin khatam ho jaata hay... main apna time kabhii iss baat main nahin waste karta kay uss nay mujhay bura kaha hay, uss nay merii baizatii ki hay, kisi nay mujhay bura kaha hay, kisi nay bhala kaha hay.. I like to offer respect to everyone and treat everyone equally... bas yeh mera zaati nazrayay hay aur meri personal policy hay... I guess I keep the write to implement my policies at least on my ownself... ... All my life I wanted to be SOMEBODY, Now I see I should be more SPECIFIC =))
 
  • Like
Reactions: Hoorain
Top