Hijab

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
chehrey ka parda hai ...chehra hi tou zyada fissad hai...even k nikab bhi aisa hona chahiye jis mai ankhain na nazer aye hath ko chupana chehrey ko chupata aur burqa bhi is qader khula ho jis mai jisam ki sakht nazer na aye....apney family members k samney ap hijjab kr sakti laikin na mehram logon k samney nikab ......family member se murad ap k khalu..phupha..cozins wagaira hai..
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
haan g chehry ka prda zarori hota hy,,, q k jab hum ny apny ghr ki hifazat krni ho to sb sy pehly main gate ko bnd krty haen ,,, isi trah insan ka chehry ko he us ka main drwaza kehty haen, q k wohi mrkz hota hy sb ki twajuh ka,,, is liye chehry ka hijaab zarori hy,,,
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
mein Quran e Pak kar tarjama parti hn ALLAH ji ke fazal sey
surat noor mein aurton ke hijab ke bary mein hai kaffi had tak samgh aya
magar eik baat pochna chahti hn ke kya aurat ke hijab mein chahre ka parda bhi ata hai ya nahin?
fari meray khiyal main deen main bohat asani hai... or chehray ka parda zaroori nahi hia... baaz ulma kehtay hain kay karna chahe or baaz kehtay hain nahi karna chahe...

خواتین کے چہرے کا پردہ علماء کے مابین اختلافی مسئلہ ہے ۔بعض علماء اسے ضروری خیا ل کرتے ہیں جبکہ کچھ علماء کے خیا ل میں خواتین کے لئے چہرے کا ڈھانپنا ضروری نہیں
meray khiyal main chehra nahi danpna chahe kyun kay baaz oqaat skhat garmi main orton apnay ap ko mushkal main daal kar chehra danpti jis se un ko takleef hoti hai.. or islam main to asani hai
 

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
lekin jis kam mae shak ho wo nhi krna chahye,,, oar grmi mae b itna feel nhi hota bl k kbhi k bhar to chehra grm hawa sy bach b jata hy,,, jahan tak mujhy pata hy ye zrori hy,,,
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
lekin jis kam mae shak ho wo nhi krna chahye,,, oar grmi mae b itna feel nhi hota bl k kbhi k bhar to chehra grm hawa sy bach b jata hy,,, jahan tak mujhy pata hy ye zrori hy,,,
sho shweet main ne khud dekha hai orton ko itni garmi apna sara moon chupa kar apnay ap ko mushkil mian dalti hain... jab kay deen main koi jabbar or mushkil nahi hia... barhal ap ki apni raey hai
 
  • Like
Reactions: fari pari

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jahan tak muje pta hay chehre ka parda zarur nhi hay!
aap karna chaho to wo aapki marzi hay ,,magar isko zaruri qrar nhi diya gya!
magar females ko khud cover karna,, kisi bhi aarysh-o-zabysh ya dikhawe se bachna,, ye sab hay ta k attraction na ho dusro ko!
chehre k pardey ka hukam jis may farz qrar diya gya ho maine nhi parha aur kuch bayanat may bhi suna k zaruri nhi!
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
jahan tak muje pta hay chehre ka parda zarur nhi hay!
aap karna chaho to wo aapki marzi hay ,,magar isko zaruri qrar nhi diya gya!
magar females ko khud cover karna,, kisi bhi aarysh-o-zabysh ya dikhawe se bachna,, ye sab hay ta k attraction na ho dusro ko!
chehre k pardey ka hukam jis may farz qrar diya gya ho maine nhi parha aur kuch bayanat may bhi suna k zaruri nhi!
yeh waisay ajeeb baat hai har insan usi cheez ko pasand karta hai jo us ko achi lagti hai... jin oroton ko moon chupana acha lagta hai woh moon chupatay walay almon se mutafiq hain or jin ko moon chupana chaha nahi lagata woh doosron alomon se mutafiq hain.. kia khiyal hai ap ka
 
  • Like
Reactions: fari pari

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
yeh waisay ajeeb baat hai har insan usi cheez ko pasand karta hai jo us ko achi lagti hai... jin oroton ko moon chupana acha lagta hai woh moon chupatay walay almon se mutafiq hain or jin ko moon chupana chaha nahi lagata woh doosron alomon se mutafiq hain.. kia khiyal hai ap ka
ittefaq ki baat nhi hay!
jo parha ya suna ussi ki bata hay!
waise bhi aisa nhi k meko veil karna pasand nhi mostly larkiyan veil karti hain including me!
baat sawal ki thi k kia farz hay ya nhi?
to maine uska jawab diya k farz nhi hay agar aap veil karna chahte ho to achi baat hay aap kar lo.
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
ittefaq ki baat nhi hay!
jo parha ya suna ussi ki bata hay!
waise bhi aisa nhi k meko veil karna pasand nhi mostly larkiyan veil karti hain including me!
baat sawal ki thi k kia farz hay ya nhi?
to maine uska jawab diya k farz nhi hay agar aap veil karna chahte ho to achi baat hay aap kar lo.
acha muje aik baat batao... ap keh rahin yeh faraz nahi hai.. esay ulma hain jo quran hadith se yeh faraz sabit kartay hain or uss ko zaroori samjtay hain... to phir yeh ikhtillaaf kyun hai.. kia woh orotain jo moon nahi chupati un ko azam milay ga.. ap ne lagta hai star wali video nahi dekhi... jis main woh keh rahian kay moon hi saray fasad ki jarr hai..
 
  • Like
Reactions: fari pari
Top