shukran ap ko to yahan se rukhsat kardiya gaya hai warna apko jawab miljatasaviou bhai aap ki sukhan yaqeenan qabil e deed hai ,az raah e nazar , mere zehen meiN chand sawalat ne janam lia.
1)Hazrat zahra ki alalat ki wajah kia thi ??
2)Hazrat zahra k ek beTey hazrat mohsin ka zikr kia aap ne , hasnain shareefain se to nasl aagey baRhi lekin hazrat mohsin se kyuN nahiN baRhi?aur unn ki sawaneh hayat kyuN nahiN milti kitaboN meiN?