Hazrat Eesa Alehissalam :

  • Work-from-home

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113
HAZRAT EESA ALEHISSALAM :
Ibne maryam binte imran, Allah almighty have created him without biological father.
there are 4 different saying regarding the period of pregnancy, Esa alehissalam was fetus for
1. 1 hour
2. 3 hours
3. 6 months
4. 9 months [allah knows best]
and there are 2 different saying regarding the age of hazrat maryam alehissalam at the birth of hazrat esa alehissalam.
1. she was 10 years old
2. she was 15 years old [allah knows best]hazrat esa alehissalam was raised unto the heaven at the age of 33. it is proved from ahadith that he will come back again, and he will kill the DAJJAL, and he will get married, and he will have children, and he will perform HUJJ and he will live in this world for 7 years, and he will be buried just beside hazrat muhammad mustafa sallallahu alehi wasallam
according hadith his features are : he is of medium hight, white with the mixture of red color, if you see him he will look like he has just taken a shower and coming from bathroom.P.S : Ibne abi hatim (Rahmatullahi Allaih) narrated on the authority of hazrat ibne abbas raziallahu anhu that he said “among all the prophets there is no one who have got TWO names except hazrat Eisa alehissala and hazrat muhammad sallallahu alehi wasallam”
Hazrat Eesa Alehissalam : ye Eisa ibne maryam binte imran hain, khuda wand e paak ne inko baghair baap ke paida kia, inke hamal me rehne ki muddat ke mutalliq 4 qaul hain.
1. 1 ek sa’at
2. 3 sa’at
3. 6 maah
4. 9 maah {allah aur uska rasool behter jante hain}unki walda hazrat maryam alehissalam ki umr eisa alehissalam ki wiladat ke waqt kitni thi is bare me bhi do mukhtalif qaul hain.
1. wo 10 saal ki thein
2. wo 15 saal ki thein {allah aur uska rasool beher jante hain}Eisa alehissalam jab aasman par uthae gaye the us waqt unki umar 33 saal thi, aur ye baat hadeeso se sabit hai ke wo phir is dunya me ayenge dajjal ko marenge, unki shadi hogi, unke bacche honge, wo HUJ ada karenge, wo is dunya me 7 saal tehrenge aur phir wisaal farmaenge aur phir huzoor sallallahu alehi wasallam ke barabar me madfoon honge.
unki shabahat ke mutalliq hadees me aya hai ke wo ausat qad ke surkh o safeed rangat wale hain, unki shabahat se aisa maloom hota hai ke wo abhi abhi hamaam se baramad hue hain.

Fyda: ibne abi hatim rahmatullah alehi ne hazrat ibne abbas raziallahu anhu se riwayat ki hai ke unho ne kaha ” nabiyo me se siwae hazrat eisa alehissalam aur hazrat muhammad mustafa sallallahu alehi wasallam ke koi nabi aise nahi hain jinke 2 naam rahe ho…
@Hoorain @Sarlaa_Siddaqui @Haya_Fatima @Mahen @Don @Shiraz-Khan @Pakistani_angel @Iceage-TM @shzd @Pari
 
Top