Hath milane wali ghar ki bani hogi

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Assalamo alaikum doston

Hath milane wali ghar ki baani hogi
door hone wali haya ki raani hogi

be parda be hayaon ko pasand aayegi
ba parda pe RAB ki mehrbaani hogi

kisi ki surat bigregi dunya ko parhte
kisi ki surat Quran parh ke nurani hogi

ba parda ba adab tabhi beti banegi jab
Maa ki seerat o saqafat musalmani hogi

ghar ka zimma dawa wali pe aa jayega
du'a wali ko saari dunya bachani hogi

wahin khilengein aman ke phool jahan
deed e mard ke liye har surat anjani hogi

khatir e aish jise khouf e khuda na ho
subke dil me uske liye badgumani hogi

Jalte ChiragH hongein us jageh ko naseeb
jahan izzat har eik ki fakria nishani hogi

***S_ChiragH***
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
waliekum assalam bhia wah jawab nahi apki poetry ka bht khoobsurat ashaar ...

wahin khilengein aman ke phool jahan
deed e mard ke liye har surat anjani hogi

very nice and beautifull said
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
waalikumaslam

Mashallah zbrdasst

is ghazal ka aik aik shair aik aik line qabil e tareef hai...

muslamn ladies ko bohat achy say tarbiat di ga e hai is ghazal main :)

keep it up bhai :)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
waalikumaslam

Mashallah zbrdasst

is ghazal ka aik aik shair aik aik line qabil e tareef hai...

muslamn ladies ko bohat achy say tarbiat di ga e hai is ghazal main :)

keep it up bhai :)
Bohot bohot shukria aur aap ne sahi tarah samjha aur sahi alfaaz mein reply diya ghazal
ka thankyou so so so much
 
Top