Hadees-e-nabvi Sallallahu Alaihi Wallahi Wasallam | Weekly Updated.

  • Work-from-home

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Buhat khobsurat sharing Hooria
aisi shrings key liye mai'n hamaisha lafzoo'n
ki kami ka shikar raha hoo'n mujhey samajh hi nahi'n aata
key aisey kon se lafz hai'n jin mai'n Hazret Muhammed (saww) key kahey
ki tareef ki jasakey,Allah tumhai'n iski jaza-e-khair ata fermaye aur hamaisha khush aur salamet rakhey, Ameen
sumAameen..!
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
hasb mamool. Zaheen woh hota hai jis cheez pe woh yaqeen rakhta hai uss kay matliq sawal karta hai.. Yani ap apnay faith ko question kartay hain to ap zaheen hain.. ab apnay faith ko question karnay kay liey kuch sawal hain.. Qabar kay sawalon jowab kay matliq.. yeh hadith sirf unn logon kay baray main batati hai jo tabi moot martay hain.. or jo log hadsati mott martay ya jin ko qabar nahi naseeb nahi hoti.. un kay baray main koi esi hadiths hai jo yeh batain un se kia sawal jowab fristhtay kartay hain..
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
JazakALLAH khair

masha'ALLAH bohot hi pyaari sharing Hoor sis :)

keep it up . . .
Thanks..! :)[DOUBLEPOST=1341809529][/DOUBLEPOST]
mashallah u ne design kia hia ye hooria?
Nahi main nay nahi Kia..! But Insh'Allah Jeld hi Khud ki Design ki hue Hadees bhi Share kerOn ge..![DOUBLEPOST=1341809628][/DOUBLEPOST]
hasb mamool. Zaheen woh hota hai jis cheez pe woh yaqeen rakhta hai uss kay matliq sawal karta hai.. Yani ap apnay faith ko question kartay hain to ap zaheen hain.. ab apnay faith ko question karnay kay liey kuch sawal hain.. Qabar kay sawalon jowab kay matliq.. yeh hadith sirf unn logon kay baray main batati hai jo tabi moot martay hain.. or jo log hadsati mott martay ya jin ko qabar nahi naseeb nahi hoti.. un kay baray main koi esi hadiths hai jo yeh batain un se kia sawal jowab fristhtay kartay hain..
Aap Filhaal Jo Hadees share ki gie hain Unhain perhain aur samjhen, Ager is se related mujhay koi Hadees mili tu main zurOr share kerOn ge..!
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
jazakillahi khaira hoorai
bht acha kaam karre ap Allah apki madad farmae ameen

hooria nisf shaban ki riwayat saqt zaeef hy balke mangharat hy ap isku edit karke del kardu agar apku is par tafseel huna tu my apku dedunga in shaa Allah
Ummm ager yah Hadees Authentic nahi tu phir aap zuror share keran..! Yah main nay Kaheen se li hain sO I'll try to Edit..! aap plz Share kijiye ga. :)
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Ummm ager yah Hadees Authentic nahi tu phir aap zuror share keran..! Yah main nay Kaheen se li hain sO I'll try to Edit..! aap plz Share kijiye ga. :)
إذا كانت ليلة النصف من شعبان ، فقوموا ليلها وصوموا نهارها ، فإن الله ينزل فيها لغروب الشمس إلى سماء الدنيا ، فيقول : ألا من مستغفر لي فأغفر له ألا مسترزق فأرزقه ألا مبتلى فأعافيه ألا كذا ألا كذا ، حتى يطلع الفجر " [سنن ابن ماجه - كتاب إقامة الصلاة والسنۃفیھا، باب ما جاء في ليلة النصف من شعبان - حديث:‏138۸‏]
" جب نصف شعبان کی رات آئے تو ا س قیام کرو اور دن کا روزہ رکھو ، بے شک اللہ تعالیٰ غروب شمس کے بعد آسمان دنیا پر آجاتے ہیں اور اعلان فرماتے ہیں کہ کیا کوئی مجھ سے معافی مانگنے والا نہیں کہ میں اس کو معاف کردوں ؟ کیا کوئی رزق مانگنے والا نہیں ہے کہ میں اس کو رزق دوں؟ کیا کوئٰ پریشانی میں مبتلا نہیں ہے کہ میں اسے عافیت دوں؟ کیا کوئی ایسا نہیں ہے؟؟ کیا کوئی ایسا نہیں ہے؟؟ حتی کہ فجر طلوع ہوجاتی ہے۔"
اس روایت کی سند میں ابوبکر بن محمد بن ابی سبرۃ السبری المدنی ہے، جو کہ ضعیف ہےبلکہ امام احمد بن حنبل اور یحییٰ بن معین نے کہا ہے کہ یہ روایتیں گھڑتا ہے۔ لہٰذا یہ روایت موضوع ہے۔ اور من گھڑت روایات ضعیف کی بدترین قسم ہے۔
 
Top