Gud Saying

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
haye rabba :oo
aap baat mukhtasir kr k nhi bta skty ? :-? har baat k jwab myn 50 lines k reply xruri hta hy? [-(
ab sbr kro main post parh lu phr jwab dyti hu :shifty
jahan tak fitrat ki baat he to wo Allah ke amar ko narrate karti he.., Allah ne MArd ki fitrat me thodi Tundi zaroor rakhi he aisey hi jasey Aurat ki fitrat me Narmi aur Mohabbat zyada rakhi he.. magar basically jo cheez hamen acha ya bura banati he to Sha'hoor aur Taleem he.. jab bhi insan self made customs ka shikaar hua he wahin se khrabi shuroo hui he.. aur Mard being teh dominant psrt of teh socity , zyada is kharabi ka sabab baney hen, magar un ki tabiyat ki yeh Tundi waqt ke sath sath evolution pe maael hui.. no doubt Zamana e Jahiliyat me Aurat ko sirf jismani khawheshat ki takmeel ke liye istamaal kiya jata raha.. kahin Badshahon ki nazar kar ke kahin Londiyan ban ake aur kahin Trade se.. magar jaisey jaisey zamana taraqqi karta gya Aurat ka ek muqaam samney aata gya.. jis ka parchaar Islam karta he.. Islam me to aurat ko mard ze zyada Haqooq o faraez ka zimma dar banaya gya.. ek poore Gharaney ki tashkeel o takmeel me aurat ka jo haath rakha gya us ki misal to milti nahi.. aur yeh cheez Mard ko b samaj aa gyee aaesta aaesta ke Aurat ko barabri ka muqaam dene se hi zindagi ki gaari properly chal pae gi.. aur wo Majbooran Aurat ko wo muqam dene par razi hua.. magar us ka impact yeh hua ke aaesta aaesta aurat ne apni ehmiyat manwa li.. aaj aap ya main apney gharon me dekhen to hamari behnen bhaion se zyada ladli aur active hen in every way of life.. door kyun jana aap apni hi misaal le len.. aap yahan yeh behes kar rahi hen is ka matlab he ke aap is qabil hen ke apney aap ko manwa saken.. haan hamarey Mohashrey me abhi bhi un Siyan Haseebon ki kami nahi he jo aurat ko paon ki jooti samjney wal akirdar ada karty hen.. magar over all mahol badal rah ahe.. balkey kafi had tak badal gya he.. nahi?
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313

Mohterma Behes to lambi hi hoti he :p ko karo to phir achey se karo.. warna rehny do :p
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
hmmm pehli baat education ki
ajkal jitna xyada jo parh likh raa hy wo utna xyada jahalat ki trf jaa raa hy .. ( gaur krny py pta chlta hy :p )
aur baqi jo points maary aapny wo mjhy irrelevant lagy :D
yahan baat mentality ki nhi feelings ki ho rhi hy :s
ap baat ko mentality ki trf ly gaye hyn..zahiri si baat hy zamany badlyngy to insani soch b badlygi

Pakhtun

KhurramShahzad
TM Star
Mar 30, 2010
2,094
579
1,213
39
Mardan , KP
یاد رکھیے گا! کہ عورت جب تک مرد کی پہنچ سے دور رہتی ہے تب تک وہ مرد کے لیے سب سے زیادہ حسین، دلکش اور نایاب چیز ہوتی ہے لیکن جس وقت وہ محبت کا اقرار کر لیتی ہے تو اسی وقت سے مرد کی نگاہوں میں عورت کی اہمیت اور دلکشی پہلے کی نسبت بہت کم ہو جاتی ہے جبکہ عورت کی نگاہوں میں مرد کی اہمیت بہت بڑھ جاتی ہے کیونکہ عورت اقرار کر کے قید ہو جاتی ہے اور مرد اقرار سن کر آزاد ہو جاتا ہے۔
100% agree.... ourat ka pyaar kabi kam nai hota...
 
  • Like
Reactions: Hira_Khan

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
hmmm pehli baat education ki
ajkal jitna xyada jo parh likh raa hy wo utna xyada jahalat ki trf jaa raa hy .. ( gaur krny py pta chlta hy :p )
aur baqi jo points maary aapny wo mjhy irrelevant lagy :D
yahan baat mentality ki nhi feelings ki ho rhi hy :s
ap baat ko mentality ki trf ly gaye hyn..zahiri si baat hy zamany badlyngy to insani soch b badlygi
lolzz.. Feelings ki nahi aap ne Fitrat ki baat ki he..
mere kahey gye sab points me yehi cheez he ke Feelings r there since teh begining but apna apna naam roshan karney ke liey aurat ka estehsaal kiya gya har zamaney me .. magar ab waqt badal gya he..
aur wese b .. wd u care to xplain Padhey Likhy Jahilon ke bare me??
r we talking about quality of education here??
aur me ne koi irrelevent point nahi mara.. aap na lena chahen to na consider karen.. magar aap ne khud keh diyaa ke Zamana badley gaa to Soch badley gi.. i rest my case :)
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
haha good for u @ case :p
han parhy likhy jahil myn quality of edu ni aati ..insan ki mentality aati hy .wo jitna educated hota jaa raa hy utna materialistic hta ja raa hy ..don't u thnk?
but wo alag behex hy lol
aur wysy b ye fact hy jo cheex aapko psnd hti hy jb tk wo aapko haasil ni hti uski value xyada rehti hy..jysy hi wo hasil hti hy uski value kam hojati hy apki naxar myn
aur rahi baat aadmi ki to aapny khud kaha k wo dominant hta hy hmari society myn..to jb wo dominant hy aur usy pta chal gya hy apni importance ka to wo khudko dominate aur xyada krny ki koshish kryga in the same way jysa uppr iqtibaas myn btaya gya hy...qn k fitrat hy uski

Mophterma muje i m sorry may b i dont see it that way but aap ki 1st point me conflist nazar aa raha he.. Quality of education is the base of what u wil bcome.. that will build and polish ur mental aproach.. and that gives u a whole new idea of social values too. starting from oneself it applies on the whole society.. anyway..
aap k iis baat se ittefaq karon gaa ke jo cheez Dastaras me ho wo apni dilchaspi Kisi Had tak kho deti he.. aur aaj kal insan materialistic approach zaroor rakhta he.. magar baat Feelings ki ho rahi ho to yeh comparison kuch odd lagta he.. magar phir b aap ke hi kehny ke mutabiq.. isi materialistic approach ko badla sirf aur sird quality education se hi jaa sakta he.. and i m not talking about Degree programs here.. Education starts from home.. so again i m on d same point.. :D
and as i said earlier.. Men hv started to relize the bedt fit for a woman in d socity.. so Soch badal rahi he.. which gives a fair chance to what is said above to b proved rong.. with the passage of time of course.. magar ek bata batiye is male mentality ko set karney me Aurat ka khud kitna bada hath he is pe aap kya kahen gi??
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
aurat ka haath hy ..but ek aadmi ki parwarish srf aurat akeli ni krti :p wrna uski dominatting feature nikal baher usko pani myn ghol k na pila dyti :shifty
parwarish aapki aapky parents aur SOCIETY krti hy ... aur hmari society myn aadmi ko dominate krna sikhaya jata hy :D jisy aurat akeli ni badal skti hy..
ofcourse soch badal rhi hy ..par fitratyn nhi :D jahan phly aurat ko ghar se nikalny ki ijazat ni thi aaj hy .. ye soch badli hy ...
par dominate wohi krta hy ... qn k admi ki fitrat wahin atki pri hy :D
aur mainy b quality of edu ki baat ni ki thi :s kher edu ko side py rehny dyn :p

yaha par phir Thoda sa ikhtalaaf karon ga.. ke Sir Akaili aurat nahi badal sakti.. infact AURAT HI badal sakti he.. ek bacha jab bada ho rah ahota he to Maan sikhati he.. sahi he ke agar wo bahir jaey gaa yaa ghar ke doosry Mardon s interact karey gaa to baat wahin a ajaey gi..magar UN mardon ki tarbiyat kis ne ki he.. ?? Aurat ne..
magar yahan kamzori aurat ki b aati he.. jab wo Maan hoti he to bachy ko Sab sahi sahi karna aur kehna sikhati he.. jab Biwi banti he to us ko apna mard apni Muthi me chhye.. aur jab Saas hoti he to us ko Beta aur Bahoo dono apney bas me chhyen.. to yeh conflist mard ko confuse karta he aur nateejatan wohi hota he jo aap farmaa rahi hen.. ke society badalti nai.. ek ghar ki ek Mohashrey ki BUNYAAD aurat he.. aur Sirf Aurat he.. aur Islam me is baat ki kitni Ehmiyat he is ke ooper aao ko kafi Ahadees bhi mil jaen gi..
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
nhi ssrf aurat ni hy ... mainy pehly b bola k ek bachy ki parwrish serf aurat nhi krti na wo krskti hy .. parwarish myn dono parents ka haath hta hy aur SOCIETY major role play krti hy ..

han theek he magar me yeh keh raha hon ke wo BAAP bhi kabi bacha raha he. tab us ki Bunyaad us ki Maan ne rakhi .. agar achi rakhi to wo acha nikley ga.. warna.. .

jaisey HAdees paak he ke Ek MArd ko taleem dena sirf ek MArd ko taleem dena he magar ek Aurat ko taleem dena poore ghar ko taleem dena he.. aur Society kon banata he. yehi Mard o Zan mil kar ek Society banty hen naa?? ek generation se jab achi values pass on hon gi to after some time cheezen behtri ki taraf jaen gi.. nahi??
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
qn ??wo bacha bina father k pala brha hy? uski bunyad b usky parents aur society e mil k rkhty hyn

uff us father ko.. us ke father ko.. us ke father ke fathe r ko Janam to kisi Aurat ne hi diya he naa.. yaa wo b Father ka karnamaa he?? aur Tarbiyat ki Bunyaad kisi aurat ne hi rakhi he na.. aur Wohi Mard aagey jaa kar SOCITY bana paya naA?? to Mohterma Bunyaad to Aurat hi hui naa?? Ulluuu...
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
arghhh :mad:
you are not getting my point
parwarish srf ek aurat ni krti mere bhai :(( 3 factors mil k 1 bachy ki prwarish hti hy ..aur wo factors main 2 br ginwa chuki hu
kahyn to teesri bar b ginwa dun? :-?

haan Ginwa den.. magar mera point wohi rahy ga.. ke in SAB factors ki BASE.. Aurat hi he.. aur rahy gi.. kisi Siyaney se pooch lo :p
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
basti k siyyany arsa hua kooch kar gaye :D
@ point
3 factors aurat , aadmi aur society hy :\
aurat parwarish krti zrur hy ..pr bacha seekhta wohi hy jo usky saamny hta hy ..aap khud dekh lo ..hmare zehn myn thoery jo thoosi jaati hy wo rehti hy k practicals?? jo hm khud perform krty hyn??
practicals ka stay taweel hta hy hmary zehn myn..ni??
maa to srf smjhati hy ..baatyn thoosti hy :p pr jysy jysy bacha bada hta hy usy mahol smjh aany lgta hy .. aur wo b usi jysa hta hy ...DOMINANT!!

me phir kahon ga.. ke Tarbiyat aur us ka nateeja Sirf aur Sirf is baat par he ke Maan khud kitni Roshan Zameer he..
kyunke mere apney Ghar ki misaal mere samney he.. so.. Sorry meri Theory me b aur practicals me b .. MAAN is the basic key /element of the whole building.. :)
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
ahh ok ..
case over {(order)}

Top