Farmayishi Program

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Salaam​

Okay farmayishi program haxir hy @Hoorain @h@!der @Kit_Kat :shifty
main xyada nhi share krrhi bas kuch kuch lines share krrhi hu
ye sab 2013 myn likha tha ..is saal kuch nhi likha X_X
Ab bachon ki tehreeryn aisi e hti hyn :p X_X

--------

''Hum wo log hoty hyn jo aadhi umar khwahishyn paalny myn laga dety hyn ..
aur jab wo khwahishyn sehat-mand ho kar hamary saamny aati hyn
to hum unka gala ghotny myn masurf hojaty hyn ..
aur isi duran hmari baqiya aadhi xindagi b tumam hojati hy''

-------

''Tanhayi
insan ka ayina hti hy .. wo insan ko wo sab dikhati hy
jo wo bheed myn dekh nhi sakta ..jo log tanhayi se darty hyn wo ahmaq hty hyn .. insan ko tanhayi myn khudse darna chahye ..
kyun k us waqt wo hudood se na-ashna hojata hy ..
uska zehn-o-dil aur uska wujood khala myn hty hyn ..aur yehi wo waqt hta hy jab insan ko apni hudood ki ashad zrurat hti hy ..
insan tanhayi myn achy se acha aur bury se bura faisla b kar sakta hy ..!! ''

----------

'' Hmary sath jab kuch bura hony wala hota hy to hmyn pehly se ilhaam hojata hy ..
magar ..humsy ghalti ye hojati hy k hum us ilhaam ko wehamm samajh k taal dyty hyn ..
Aur jab haadsa hojata hy tab nidamat k aansoo tezzab ki trhaan chubty hyn..''​
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313

bahut Khoob.. Bachon ne kafi aqalmandi ki baaten b likhi hen :p mashAllah..
well bahut shukriya.. Farmaesh poora karney ke liye..

muej Khwahishat waly ki Samaj to aa gyee he magar kyunke us firld me zyada xperience nahi he is liye.. kahon ga ke aap ne jo likha he acha likha he aur soch samaj kar likha he..

hmm Tanhai... well.. mere khyaal me.. thoda s aikhtalaaf karon ga.. Tanhai zaroori to he magar zyada der ki nahi.. kyunke phir wo negative asar chorti he..

magar last waly se me poora ittefaaq karon ga.. aur aap ne ek haqeeqat ko jisey ham samjty b hen magar samjna nahi chahty bahut aasan alfaaz me daala.. goya sub-conscious ko alfaaz de diye.. bahut khoob.. aur.. Mubarak ho :)

likhti rehiyee :)
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
@ tanhayi ..han mainy b yehi bat kahi hy :s pr wording different hy .. nichor bat ka yehi niklta hy jo aapny kaha :-?
Aur shukriya..psnd krny ka X_X

  • Like
Reactions: Zach

H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070
1,313
@ tanhayi ..han mainy b yehi bat kahi hy :s pr wording different hy .. nichor bat ka yehi niklta hy jo aapny kaha :-?
Aur shukriya..psnd krny ka X_X

shukriyaa.,.

aur .. pasandidgi ke shukriye ki zaroorat nahi he.. aap ne ek achi tehreer share ki.. us k ahaq ada karna hamari zaroorat b he aur farz b..

:)
 
  • Like
Reactions: Rubi

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Walaikum Assalaam

''Hum wo log hoty hyn jo aadhi umar khwahishyn paalny myn laga dety hyn ..
aur jab wo khwahishyn sehat-mand ho kar hamary saamny aati hyn
to hum unka gala ghotny myn masurf hojaty hyn ..
aur isi duran hmari baqiya aadhi xindagi b tumam hojati hy''

Wah bohat hii khoobsurat bayan hay...... acha laga paRh kar aur....

Waqayii insaan ki khuwaahishaat kitni MASOOM hotii hain... aur guzartay waqt kay saath saath woh khuwaishat yaa tou khudh hi dam touR daitii hain yaa phir hum khudh hi unka gala ghoont daitay hain!! very well said.

-----
''Tanhayi
insan ka ayina hti hy .. wo insan ko wo sab dikhati hy
jo wo bheed myn dekh nhi sakta ..jo log tanhayi se darty hyn wo ahmaq hty hyn .. insan ko tanhayi myn khudse darna chahye ..
kyun k us waqt wo hudood se na-ashna hojata hy ..
uska zehn-o-dil aur uska wujood khala myn hty hyn ..aur yehi wo waqt hta hy jab insan ko apni hudood ki ashad zrurat hti hy ..
insan tanhayi myn achy se acha aur bury se bura faisla b kar sakta hy ..!! ''

Waqayii har insaan azaad hota hay aur TANHAYII uss azaadi ka ehsaas dilaatii hay, jahan insaan apni saltanat ka khudh badshah hota hay, khudh hi riyaaya hota hay, aur apnay aap per hukumat kar kay khushii bhi mehsoos karta hay, kabhi apnay aap ko saza day kar, aur kabhi ghamoon ko rihayii day kar.... kia aseeri hay kia rihayii hay :)

---

'' Hmary sath jab kuch bura hony wala hota hy to hmyn pehly se ilhaam hojata hy ..
magar ..humsy ghalti ye hojati hy k hum us ilhaam ko wehamm samajh k taal dyty hyn ..
Aur jab haadsa hojata hy tab nidamat k aansoo tezzab ki trhaan chubty hyn..''

Haan shayed 'chatii hiss' iss baat ka naam hay.... magar zindagi kay umoor tou chalnay hain, ab hum har baat per yeh keh kar qadam na uthayain kay uss ka anjaam bura hona hay tou shayed hum zindagi main koi kaam naa kar paayay... Issay hurf-e-aam main RISK laina kehtay hain, kay insaan yeh jaantay huway bhi kay kuch bura hosakta hay RISK laita hay, aur RISK laina uss ki baahduri aur zindadili aur positive thinking ka naam hay.... humain iss dar say kay kuch bura honay waala hay aik Qaiydii ki zindagi nahin guzaarni chayeh apnay hissar say bahar aana chayeh .... aap ki qaidi waali post ka kuch hissa yahan lay aaya :)) itni aasaani say main haar nahin maanta :p wahan khamoosh raha, yahan wohii baat kehta hoon.. aap qaidi nahin balkay koi qaidii nahin hum sab azaad hay......

Furthermore, aap ki tehreer paRh kar bohat khushi hoye aur umeed kartay hain kay aap nay jo 2014 per zulm kia hay (kuch na likh kar) uss ko khatam karain giin aur apni khoobsurat teheer say hum sab ko mustafeed karain giii... khush rahyeh.

Salaam​
 
  • Like
Reactions: Rubi

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Thank you
konsi qaid wali post meri? :-?

Reactions: thefire1

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Salaam​

Okay farmayishi program haxir hy @Hoorain @h@!der @Kit_Kat :shifty
main xyada nhi share krrhi bas kuch kuch lines share krrhi hu
ye sab 2013 myn likha tha ..is saal kuch nhi likha X_X
Ab bachon ki tehreeryn aisi e hti hyn :p X_X

--------

''Hum wo log hoty hyn jo aadhi umar khwahishyn paalny myn laga dety hyn ..
aur jab wo khwahishyn sehat-mand ho kar hamary saamny aati hyn
to hum unka gala ghotny myn masurf hojaty hyn ..
aur isi duran hmari baqiya aadhi xindagi b tumam hojati hy''

-------

''Tanhayi
insan ka ayina hti hy .. wo insan ko wo sab dikhati hy
jo wo bheed myn dekh nhi sakta ..jo log tanhayi se darty hyn wo ahmaq hty hyn .. insan ko tanhayi myn khudse darna chahye ..
kyun k us waqt wo hudood se na-ashna hojata hy ..
uska zehn-o-dil aur uska wujood khala myn hty hyn ..aur yehi wo waqt hta hy jab insan ko apni hudood ki ashad zrurat hti hy ..
insan tanhayi myn achy se acha aur bury se bura faisla b kar sakta hy ..!! ''

----------

'' Hmary sath jab kuch bura hony wala hota hy to hmyn pehly se ilhaam hojata hy ..
magar ..humsy ghalti ye hojati hy k hum us ilhaam ko wehamm samajh k taal dyty hyn ..
Aur jab haadsa hojata hy tab nidamat k aansoo tezzab ki trhaan chubty hyn..''​
wowww zabardast,,,sab bohat acha likha :-bd

3rd one se main completely agree hun,,kuch ghalat krne laggo to hum alert ho jaate hain ehsas hota hy ghalat hy lakin aksar hum khud ko satisfy krne k liye ye b sochte hain k muje konsa pta ye ghalat tha and all that,,hala k ye koi excuse nhi...

tanhayi wala b zabardast hy,,,tanhayi insan ko moqa deti hay apne aapko khojne aur behtar bnane ka,,tanhayi bohat faidamand b hay bohat khatarnaak b

Keep sharing rubi ,,and farmaysh poori krne ka shukrya >:D<
 
  • Like
Reactions: Rubi

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Thnku X_X

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
Salaam​

Okay farmayishi program haxir hy @Hoorain @h@!der @Kit_Kat :shifty
main xyada nhi share krrhi bas kuch kuch lines share krrhi hu
ye sab 2013 myn likha tha ..is saal kuch nhi likha X_X
Ab bachon ki tehreeryn aisi e hti hyn :p X_X

--------

''Hum wo log hoty hyn jo aadhi umar khwahishyn paalny myn laga dety hyn ..
aur jab wo khwahishyn sehat-mand ho kar hamary saamny aati hyn
to hum unka gala ghotny myn masurf hojaty hyn ..
aur isi duran hmari baqiya aadhi xindagi b tumam hojati hy''

-------

''Tanhayi
insan ka ayina hti hy .. wo insan ko wo sab dikhati hy
jo wo bheed myn dekh nhi sakta ..jo log tanhayi se darty hyn wo ahmaq hty hyn .. insan ko tanhayi myn khudse darna chahye ..
kyun k us waqt wo hudood se na-ashna hojata hy ..
uska zehn-o-dil aur uska wujood khala myn hty hyn ..aur yehi wo waqt hta hy jab insan ko apni hudood ki ashad zrurat hti hy ..
insan tanhayi myn achy se acha aur bury se bura faisla b kar sakta hy ..!! ''

----------

'' Hmary sath jab kuch bura hony wala hota hy to hmyn pehly se ilhaam hojata hy ..
magar ..humsy ghalti ye hojati hy k hum us ilhaam ko wehamm samajh k taal dyty hyn ..
Aur jab haadsa hojata hy tab nidamat k aansoo tezzab ki trhaan chubty hyn..''​
walaikumusslaam.. inna zaberdast to likha hy:-bd last wala to bilkul theek hy :p
 
  • Like
Reactions: Rubi

naazii

TM Star
Mar 28, 2014
1,383
333
83
wow zabardast rubi khas kar khuwaish wala ziada acha laga mjy.... boht acha likhti hain aap to...
 
  • Like
Reactions: Rubi

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Thank you
konsi qaid wali post meri? :-?
oops aik tou yahan laRkiyan itni ziyada hain kay aap ko kisi aur kay nick say mixed-up kar gaya :)) sorry... it was not you jinn say 'Qayid' per baat hoee thii :)
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
Aap bar bar mjhy hi qn mix-up krty hyn ? :-w
pehly hoor se krdiya ab ksi aur bandi se krdiya :shifty
oops aik tou yahan laRkiyan itni ziyada hain kay aap ko kisi aur kay nick say mixed-up kar gaya :)) sorry... it was not you jinn say 'Qayid' per baat hoee thii :)
 
thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Aap bar bar mjhy hi qn mi. ...x-up karta. ...isa nahin karta. ... hyn ? :-w
pehly hoor se krdiya ab ksi aur bandi se krdiya :shifty
Aap ka shikwa baja hay mohtarma.... yaqeen karain yeh aik coincident hay main jaan kar aisa nahin karta.... :) sorry
 
Last edited:
Top