Salaam
Okay farmayishi program haxir hy @Hoorain @h@!der @Kit_Kat
main xyada nhi share krrhi bas kuch kuch lines share krrhi hu
ye sab 2013 myn likha tha ..is saal kuch nhi likha
Ab bachon ki tehreeryn aisi e hti hyn
--------
''Hum wo log hoty hyn jo aadhi umar khwahishyn paalny myn laga dety hyn ..
aur jab wo khwahishyn sehat-mand ho kar hamary saamny aati hyn
to hum unka gala ghotny myn masurf hojaty hyn ..
aur isi duran hmari baqiya aadhi xindagi b tumam hojati hy''
-------
''Tanhayi
insan ka ayina hti hy .. wo insan ko wo sab dikhati hy
jo wo bheed myn dekh nhi sakta ..jo log tanhayi se darty hyn wo ahmaq hty hyn .. insan ko tanhayi myn khudse darna chahye ..
kyun k us waqt wo hudood se na-ashna hojata hy ..
uska zehn-o-dil aur uska wujood khala myn hty hyn ..aur yehi wo waqt hta hy jab insan ko apni hudood ki ashad zrurat hti hy ..
insan tanhayi myn achy se acha aur bury se bura faisla b kar sakta hy ..!! ''
----------
'' Hmary sath jab kuch bura hony wala hota hy to hmyn pehly se ilhaam hojata hy ..
magar ..humsy ghalti ye hojati hy k hum us ilhaam ko wehamm samajh k taal dyty hyn ..
Aur jab haadsa hojata hy tab nidamat k aansoo tezzab ki trhaan chubty hyn..''