Eur/jpy: Technical Analysis

  • Work-from-home
Jan 8, 2016
280
0
716


EUR/JPY is hafte neutral raha 141 level se girne ka silsila 126 tak chala ab him wapis recovery dekhre hain aur agar ab 132.36 level par hojata ha to phir hum umeed kar sakte hain k agle kuch hafto mai 135 tak ja sakta ha magar agar ya nahi hota aur 129.03 k ander chala jata ha to phir 126 agla target rahi ga. Trend is Hafte: Neutral
 
Jan 8, 2016
280
0
716


EUR/JPY ne up jane ki koshish kari magar resistance level cross nahi hua jis ki waja se humne ise wapis neeche ate hue dekha aur peechle dino mai 300 pips giri aur filhal koi aisi sign nahi ha jis se hum keh sake bearish trend badle ga to abhe shayad acha chance ha short ka agar 126.75 k ander jati ha to.
 

StuartLaw

Newbie
Nov 19, 2015
135
2
68
Trading mai analysis ka boht importance hai aur is hi waja se OctaFX broker ko pasand karta hoon kiu k ya log mujhe roz free mai market ke analysis dete hain to ise kam karne mai asan rehta ha aur mujhe tension nahi lene parhti warna khud se analysis karne mai boht stress hota ha aur in ki expert analysis ki waja se woh stress hat jata ha to ise boht maza ata ha sukoon se kam kar sakta hon aur profit kamata hon.
 
Jan 8, 2016
280
0
716


EUR/JPY hafte k shuru mai gira magar phir mazbooti se wapis ghooma aur 125.45 tak paunch gaya jis se lagta ha k 130 tak jane k chance hain puri tara se magar shayad saaf movement nahi hogi bech mai kafi rokaowate ai gi magar filhaal trend bullish ha.
 
Jan 8, 2016
280
0
716


Aj bari news k baad EUR/JPY ne boht bari jump kari aur 200+ pips opar gaya magar aj hafte k akhiri din hum shayad thori correction dekhe gay magar agle hafte phir se bullish trend jari rehne k imkan hain.
 
Jan 8, 2016
280
0
716


EUR/JPY filhaal kafi zada neeche achuki ha to kafi chance ha k trend badle ga aur jese ki umeed ke jarahi ha wapis se 128 ki taraf jai gam agar is bech 126.45 ka level kafi maene rakhta ha to ise stop loss k lia istemal keya ja sakta ha.
 

DavidPiccolo

Newbie
Sep 13, 2015
198
1
318
Mujhe EUR/JPY mai kam karne mai boht maza ata ha kiu k ya kafi quick ha aur zada profit kama sakte hain magar mai ya bhe janta hon k yahan risk bhe zada ha magar shukar ha k mai OctaFX broker k sath kam kar rah hon jis se risk kam hojata ha khas tor pay in k cash back ki waja se jis se mai 50% wapis le sakta hon aur woh bhe dono hi mauka pay jab mai trade jeet jao ya har jao to ise mujhe kam mai maza ata ha.
 
Jan 8, 2016
280
0
716


EUR/JPY ne sare grounds lost kardia hain 115 tak ja chuki ha magar akhiri kuch dino mai humne pull back dekha ha to hume thora careful rehna hoga aur dekh k trade karnie hogi magar abhe short trade karne ka acha mauka ha.
 
Top