AssalamO Alaikum Dear TM Memberz
apni iS thread ka agaz may iS gazal k Saath karnay Chahta hOn
Eh naye Saal bata tujh may naya kia hai
har taraf khalQ nay Q Shor maCha rakha hai
rOshni din ki wOhi
tarOn bhari raat wOhi
Aaj humkO nazar ati hai har baat wOhi
Asman badla hai na badli ye afSurda zameen
Ek hindSay ka badalna kOi jiddat tO nahi
Aglay barsOn ki tarah hOngay Qareenay tere
kiSsay malOom nahi 12 maheenay tery
beSabad detay hain Q lOg mubarak badain
Sab kia bhOol gayeh waQt ki karwi yadain
tOo naya hai tO deka Subha nai Shaam nayi
warna in aankhO ne dekhain hain naye Saal kahin
kafi arSay Say may dekh raha hOn k TM par Groups ban gayeh hain Or yahan k Memberz ab Sirf apnay grOup k Meberz ki madad kartay hain ya On ki Thread ka visit kia jata hai ... afSOs ki baat tO yeh hai k in Group may eSsay eSsay members ka naam araha hai jin k baray may Zehan manta hi nahi hai jO lOg har aam khaS ki madad karty thay On kO appreciate karty thay aaj wO Contest may Sirf apnay Gruop Memberes k liyeh jatay hain warna wahan ka visit karna bhi gawara nahi karty
2011 tO guzargaya Sab nay New Saal ki mubarak bad bhi dedi Aik dOosry kO lkn afsOS k Saath kehna phar raha hai k hum abhi tak wOhi pOrani zehniyat lekar Chal rahay hain maza tO tab aayeh jab aap 2011 ki karwi batO Or yadOn kO bhi 2011 k Saath ChOrdO guzray Saal k Saath OS ki batain bhi dafan kardO OR naye Saal k Saath nayi umeed nay jOsh peda karO
meri aap Sab lOgo say darkhwaSt hai k plz yeh gruop bandi ab khatam kardO jO hOwa sO hOwa kOi faida nahi hai aakhir kab tak Aik dOosry Say naraz rahOgay patah nahi aglay Saal hum may Say kOn hOga yahan Or kiS kO hum khO dengay sO plz TM kO pehlay ki tarah banaday jiS tarah pehlay Aik dOosry k Saath muhabbat OR khalOos k Sath rehtay thay Ossi tarah phr Say wOhi pyar wala mahOl peda kardain
SAb Say pehlay may aap Sab lOgO say jO may nay galti ki hai janay anajnay may OS ki maafi mangta hOn iS umeed k Saath k aap lOg muhje maaf kardengay
umeed k karta hOn k aap lOg 2012 kO TM k liyeh behtareen Saal banayeh gain
Or New Year k Saath New Soch ka bhi agaz karengay
agar hum 2012 ka agaz aCha karengay tO inShaa Allah pOora Saal hi humara aCha guzray ga ... kehtay hain k lOgo kO eSsay maaf kia karO jeSay Allah Say maafi ki umeed rakhtay hO
mujhe umeed hai aap Sab lOg meri baat par amal karengay
Regards