Dukh Boltey Hai'n

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
wah bohat umdaaa n fantastic desiging bro....

aap bhi muhabbat ke sataye hoye lagte ho :-?

is it true?
Tumhara buhat shukria Shoaib keh tum ney mairi is kawish ko seraha,
jaha'n tek sawal iska hey key mai'n muhabbet ka sataya huwa lagta hoo'n tu ye sahi nahi'n mai'n Allah key fazal sey un logoo'n mai'n se hoo'n jin se be shumar log muhabbet kertey hai'n, kyoo'n? ye mai'n aaj tek khudd bhi nahi'n jan saka na tu mujh mai'n aisi koi salahiyatai'n hai'n keh log mujhey chahai'n tu isi liye mai'n isey Allah ka fazal kehta hoo'n tum jis muhabbet ka ziker ker rahey ho uskey liye mai'n ney apni dairi ka ek werq likha hey jo mai'n yaha'n aap sub key sath Inshallah share kroo'n ga wo roman mai'n likha hey laikin mai'n usey urdu mai'n likh ker share kerna chahta hoo'n us tehreer ka ek ek lafz mairi zindagi ki sachai hey aur us mai'n kuch bhi jhoot nahi'n ab ager roman mai'n hi perhna chahtey ho tu abhi share ker sakta hoo'n aur ager urdu mai'n perhna chahtey ho tu kuch waqt lag sakta hey, mairi shairi ki pasand ya designing se ager tum ney ye andaza lagaya hey tu mai'n sirf itna janta hoo'n keh Allah ney mujhey ye salahiyet zaror di hey key mai'n logoo'n key dukh aur takhlief ko na sirf mehsos ker sakta hoo'n bel keh unhai'n lafzoo'n key sanchey mai'n bhi dhal sakta hoo'n, ye hey mukhtaser se tasreeh, Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Walekum Assalam Wr Wb Sohail Bhai...
Awsome creation and poetry as well..

Bohot hi achi hai, aur mai bhi Shoaib bhai ki baat se sehmat hu, aisa kuch hai kya bro..:-?
Buhat shukria Wasif mairi is kawish ko serhaney key liye aur jo tfseel mai'n ney shoaib ko di hey wo tumharey liye bhi hazir hey,

jaha'n tek sawal iska hey key mai'n muhabbet ka sataya huwa lagta hoo'n tu ye sahi nahi'nmai'n Allah key fazal sey un logoo'n mai'n se hoo'n jin se be shumar log muhabbet kertey hai'n, kyoo'n? ye mai'n aaj tek khudd bhi nahi'n jan saka na tu mujh mai'n aisi koi salahiyatai'n hai'n keh log mujhey chahai'n tu isi liye mai'n isey Allah ka fazal kehta hoo'n tum jis muhabbet ka ziker ker rahey ho uskey liye mai'n ney apni dairi ka ek werq likha hey jo mai'n yaha'n aap sub key sath Inshallah share kroo'n ga wo roman mai'n likha hey laikin mai'n usey urdu mai'n likh ker share kerna chahta hoo'n us tehreer ka ek ek lafz mairi zindagi ki sachai hey aur us mai'n kuch bhi jhoot nahi'n ab ager roman mai'n hi perhna chahtey ho tu abhi share ker sakta hoo'n aur ager urdu mai'n perhna chahtey ho tu kuch waqt lag sakta hey, mairi shairi ki pasand ya designing se ager tum ney ye andaza lagaya hey tu mai'n sirf itna janta hoo'n keh Allah ney mujhey ye salahiyet zaror di hey key mai'n logoo'n key dukh aur takhlief ko na sirf mehsos ker sakta hoo'n bel keh unhai'n lafzoo'n key sanchey mai'n bhi dhal sakta hoo'n, ye hey mukhtaser se tashreeh,

Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Haan bhai abi parhi hai maine, agar roman english me bhi ho to koi baat nahi aap agar share kar sakte ho to karen ya phir aapko jo behtar lage, mujhe tag karden jab bhi aap apni wo poetry share karenge...
Jazakallah Khair!!
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

SHB_Bhaiya

محمد شعیب ںاصر
Super Star
Jan 31, 2010
51,098
10,427
1,313
39
Karachi
Tumhara buhat shukria Shoaib keh tum ney mairi is kawish ko seraha,
jaha'n tek sawal iska hey key mai'n muhabbet ka sataya huwa lagta hoo'n tu ye sahi nahi'n mai'n Allah key fazal sey un logoo'n mai'n se hoo'n jin se be shumar log muhabbet kertey hai'n, kyoo'n? ye mai'n aaj tek khudd bhi nahi'n jan saka na tu mujh mai'n aisi koi salahiyatai'n hai'n keh log mujhey chahai'n tu isi liye mai'n isey Allah ka fazal kehta hoo'n tum jis muhabbet ka ziker ker rahey ho uskey liye mai'n ney apni dairi ka ek werq likha hey jo mai'n yaha'n aap sub key sath Inshallah share kroo'n ga wo roman mai'n likha hey laikin mai'n usey urdu mai'n likh ker share kerna chahta hoo'n us tehreer ka ek ek lafz mairi zindagi ki sachai hey aur us mai'n kuch bhi jhoot nahi'n ab ager roman mai'n hi perhna chahtey ho tu abhi share ker sakta hoo'n aur ager urdu mai'n perhna chahtey ho tu kuch waqt lag sakta hey, mairi shairi ki pasand ya designing se ager tum ney ye andaza lagaya hey tu mai'n sirf itna janta hoo'n keh Allah ney mujhey ye salahiyet zaror di hey key mai'n logoo'n key dukh aur takhlief ko na sirf mehsos ker sakta hoo'n bel keh unhai'n lafzoo'n key sanchey mai'n bhi dhal sakta hoo'n, ye hey mukhtaser se tasreeh, Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
hmmmm zaroor share kejea ga bro but in urdu :s..... aur baki sub perh ke acha laga keh aap ko muhabbat ke naag ne nahi dassa :( werna akser shayron ki shayri kaa raaz yeah muhabbat he hoti hai:) Allah Pak aap ko aur pur kashish shaksiat ka malik banaye aur aap ke qalam ko aur taseer dai aameen....
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
ahhh bht khoob...mujy to sach bolo poetry ziada pasand i..pehlay b parh choki ho..lakin jub b parte ho utne ache lagte hay..and dizine b lajwab ki hay apnay..
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Haan bhai abi parhi hai maine, agar roman english me bhi ho to koi baat nahi aap agar share kar sakte ho to karen ya phir aapko jo behtar lage, mujhe tag karden jab bhi aap apni wo poetry share karenge...
Jazakallah Khair!!
Nahi'n wo koi poetry nahi'n ek choti si tehreer hey jo muhabbet key barey mai'n mairey ehsasaat aur khayalat ki akaasi kerti hey, mai'n ney post kerdi hey aur link de raha hoo'n,

http://www.tafrehmela.com/threads/sirf-uskey-liye-صرف-اسکے-لئے.199438/
 
Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
MASHA ALLAH bohot achi sharing hai

jo loug ye samjhtey hai pyar muhabbat se hi dukh milta hai.....g nhi ......dukh insan ko apni harkaton ki wajah sey milta hai:)

aur ye lazmi nhi k kisi ko kisi se mohabbat hi ho.....tou wo poetry likhey:)
 
Top