Deen and iman

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
Beautiful:)
wese ek baat batao farry, k jo aaj kal ka daur chal raha hai kya is main waqai purity of hearts n haya dekhi jaati hai??? i mean mene jitna notice kiya hai hamare society main, n even in Pakistan now, majority of men/women go for the looks, style, fashion, boldness etc of a person rather than their Imaan
so esi situations main kya kare banda???:(
Be a WOMAN of the DEEN so that you deserve to be his QUEEN!

Be a MAN of IMAN so that you deserve to be her MAN.
Dr. FarhaT Hashmi
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Beautiful:)
wese ek baat batao farry, k jo aaj kal ka daur chal raha hai kya is main waqai purity of hearts n haya dekhi jaati hai??? i mean mene jitna notice kiya hai hamare society main, n even in Pakistan now, majority of men/women go for the looks, style, fashion, boldness etc of a person rather than their Imaan
so esi situations main kya kare banda???:(
gud question...kyon nai dekhi jati....jin logo ko apne akhrrat ki parwa hogi..woh zaroor dekhte hein...
looks to aik fitri baat hai...
bas dua kare aur achi expectation rakhe..jo log fashion aur boldness ko dekhte hein...samjh lena ke woh sab is dunia ki hi fikar karte hein....
at the end...hamara imaan aur taqwa hi hamein akhrat ke imtehan mei kamyaabi dilayega...
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
very true :-bd

agar aap aik pure person ki khwahish rakhte hain as a life partner
to pehle khud ko us k qabil bnayain,,q k aik pure person hi dusre pure person ki khwahish karne aur usse paane ka haq rakhta hay!
agar khud kisi ki feelings n life pure nhi si mamle may ,to usse koi haq nhi k wo aisi koi bhi demand karey!
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion


..jo log fashion aur boldness ko dekhte hein...samjh lena ke woh sab is dunia ki hi fikar karte hein....
at the end...hamara imaan aur taqwa hi hamein akhrat ke imtehan mei kamyaabi dilayega...
Fashion aur boldness un ka zariey maash hai, agar woh akhirat ko dekhain to fashion ko chor dian to dunia se hath do betain gay. Har shaks chahta hai us ka pait har waqat full rahay.... Kia koi aesa shaks hai dunia main jo yeh na chahey kay uss kay pait kay ander kuch na jaye.... Rehbaniay ka naam ap ne suna ho gay. Jo log dil ki safai kay liey dunia ko chor detay hain or janglon main chalay jatay hain. Kia esa theek hai.

---------- Post added at 10:19 AM ---------- Previous post was at 10:12 AM ----------

very true :-bd

agar aap aik pure person ki khwahish rakhte hain as a life partner
to pehle khud ko us k qabil bnayain,,q k aik pure person hi dusre pure person ki khwahish karne aur usse paane ka haq rakhta hay!
agar khud kisi ki feelings n life pure nhi si mamle may ,to usse koi haq nhi k wo aisi koi bhi demand karey!
aksar esa hota hai, agar khawind naik hai to uss kia bevi theek nahi ho gi... agar bevi naik hai to khawind theek nahi ho ga.
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Fashion aur boldness un ka zariey maash hai, agar woh akhirat ko dekhain to fashion ko chor dian to dunia se hath do betain gay. Har shaks chahta hai us ka pait har waqat full rahay.... Kia koi aesa shaks hai dunia main jo yeh na chahey kay uss kay pait kay ander kuch na jaye.... Rehbaniay ka naam ap ne suna ho gay. Jo log dil ki safai kay liey dunia ko chor detay hain or janglon main chalay jatay hain. Kia esa theek hai.

---------- Post added at 10:19 AM ---------- Previous post was at 10:12 AM ----------


aksar esa hota hai, agar khawind naik hai to uss kia bevi theek nahi ho gi... agar bevi naik hai to khawind theek nahi ho ga.
ur reply was as expected...
kon kehta hai ke haath dhoo beithe gein.....and brother idhar hum intentions, hamara imaan aur hamare deen ki baat ho rahi hai..dunia ki nahi...
agar koi dunia aur deen ko balance karke chale to koi bhi thokar nai khaega...bare bare ulmao ko dekh lein...koi doctor hein to koi kuch aur.....
aur agar koi poori zindagi deen ke naam karta hai to uska bhi ajar hai....aur indeed woh bhi bhooke pait nai hote...akhir risq to Allah talah dete hein..ab woh jis tarah se dein...dete to hein...
insan ilm se insan banta hai...aur jinki ap baat kar rahe ho..unhe ilm nahi ....
2ndly, jee aisa bilkul aisa hota hai..bht se log hote hein jo bht bigre we hote hein..even zinnah mei bhi mubtila hote hein...magar agar koi dil se maafi maang le to Allah talah usey bhi maaf kardete hein...aur beshak Allah talah ne us insan ke lie bhi wife/husband rakha hoga jo pure hoon...
once again...yeh hamara imaan aur hamari intentions par hai...
jab non muslim galat kaam kar kar ke revert hota hai muslim mei to usey bhi new baby born ka darja dete hein..ap Allah talah ki shaan dekh lein..woh hum par kitne meharbaan hein...
.
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

ur reply was as expected...
kon kehta hai ke haath dhoo beithe gein.....and brother idhar hum intentions, hamara imaan aur hamare deen ki baat ho rahi hai..dunia ki nahi...
biyya dekho asan si baat hai. aik shaks movies/songs ki dukan kholta hai... kyun jis alaqay main woh rehta wahan ziada log movies dekhtay hain... lekan deen main ijazat nahi hia.. ap ko pata hia movies mian kia hota hai... ab woh kis cheez ko balanace karay... esi tarah do barabar hain... aik barbar ne apni dukan main dek/ganay lagay hoay hain... bhari LCD rakhi hoi.... jis mian har waqat film chal rahi hoti hai... to ziada log us ki dookan main jayen gay na kay uss shaks ki dokaan mian jis ne har waqat talawat lagai hoi hia... Yeh main ap ko natural baat bata raha hun... essi tarah fashion ka chakar bhi hia... fashion walay apnay pait kya liey business kartay hain takay dunia mian reh sakain agar woh fashion chor dain to kia cholon ki rerhi laga dain...... Rizq beshak har kisi ko Allah deta hai... lekan insan apnay pet full karnay kay liey khud tareeqa choose karta hai... jo us ki soch kay matabiq asan hota hai...

agar koi dunia aur deen ko balance karke chale to koi bhi thokar nai khaega...bare bare ulmao ko dekh lein...koi doctor hein to koi kuch aur.....
dekho biyya... Molna fazul rehman kia deen ka alam hai... woh kia kar raha hai... Meray khiyal main aj kal jo shaks paka deen pe chalta hai uss ka dunia mian chalna bohat mushkil hai.... Masal aj kar har gar main gana hai /tv hai behayi hai besharmi hai... Jab kay deen pe chalnay wala koi shaks esa nahi chahey ga... Aj kal log khushamand ko pasan kartay hain... deen pe chlanay wala shaks aj kal ki dunia mian nahi chal skta... kyun har jaga munafqat hai... us ko log pasand nahi karain gay... ab bolo biyya kia mian ghalat keh raha hun... deen pe chalnay wala shaks ess foram pe nahi tik skta... kyun kay uss ko ban kar dia jaye ga... waja yeh hai kay yahan pe buray commercial ki advertisement hoti hia... ganay post hotay hain... deen wala shks jab roknay ki koshish karay ga... to intimazia us ko ban kar day gi... samjay meri baat biyya..... khiyali dunia see nikal ao.... Quran mian likh hai

اے ایمان والو کیوں کہتے ہو وہ جو نہیں کرتے

kia hum log esa nahi kar rahay... hum khud to amal nahi kartay Islam, khud ko theek tarah se islam or Eman ka pata bhi lekan phir bhi na janay kis khiyali dunia mian reh kar... emaan or islam ki baat kar rahay hian..

kon hai jo maidan main a kar kahay woh paka musliman or paka momin hai... koi bhi nahi hai hum main see... bohat gehri baat hai biyya
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
As expected inko hamesha fitna khada karna hota hai Neelu, aur Waqas inke questions ko nazar andaaz karden aap bhi, kyun ke agar dil me zara sa bhi Imaan hota to ye har thread me ek bakhada khara nahi karte aur na ki har baat kio ultha thairate....
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
biyya dekho asan si baat hai. aik shaks movies/songs ki dukan kholta hai... kyun jis alaqay main woh rehta wahan ziada log movies dekhtay hain... lekan deen main ijazat nahi hia.. ap ko pata hia movies mian kia hota hai... ab woh kis cheez ko balanace karay... esi tarah do barabar hain... aik barbar ne apni dukan main dek/ganay lagay hoay hain... bhari LCD rakhi hoi.... jis mian har waqat film chal rahi hoti hai... to ziada log us ki dookan main jayen gay na kay uss shaks ki dokaan mian jis ne har waqat talawat lagai hoi hia... Yeh main ap ko natural baat bata raha hun... essi tarah fashion ka chakar bhi hia... fashion walay apnay pait kya liey business kartay hain takay dunia mian reh sakain agar woh fashion chor dain to kia cholon ki rerhi laga dain...... Rizq beshak har kisi ko Allah deta hai... lekan insan apnay pet full karnay kay liey khud tareeqa choose karta hai... jo us ki soch kay matabiq asan hota hai...
dekho biyya... Molna fazul rehman kia deen ka alam hai... woh kia kar raha hai... Meray khiyal main aj kal jo shaks paka deen pe chalta hai uss ka dunia mian chalna bohat mushkil hai.... Masal aj kar har gar main gana hai /tv hai behayi hai besharmi hai... Jab kay deen pe chalnay wala koi shaks esa nahi chahey ga... Aj kal log khushamand ko pasan kartay hain... deen pe chlanay wala shaks aj kal ki dunia mian nahi chal skta... kyun har jaga munafqat hai... us ko log pasand nahi karain gay... ab bolo biyya kia mian ghalat keh raha hun... deen pe chalnay wala shaks ess foram pe nahi tik skta... kyun kay uss ko ban kar dia jaye ga... waja yeh hai kay yahan pe buray commercial ki advertisement hoti hia... ganay post hotay hain... deen wala shks jab roknay ki koshish karay ga... to intimazia us ko ban kar day gi... samjay meri baat biyya..... khiyali dunia see nikal ao.... Quran mian likh hai

اے ایمان والو کیوں کہتے ہو وہ جو نہیں کرتے

kia hum log esa nahi kar rahay... hum khud to amal nahi kartay Islam, khud ko theek tarah se islam or Eman ka pata bhi lekan phir bhi na janay kis khiyali dunia mian reh kar... emaan or islam ki baat kar rahay hian..

kon hai jo maidan main a kar kahay woh paka musliman or paka momin hai... koi bhi nahi hai hum main see... bohat gehri baat hai biyya
ab ap apni baaton ko dosre rokh par le gae ho...
mujhe yeh samjh nai ata ke ap baaton ko itna complicated kyon banate ho...islam hamein akhir kehta hi kia hai...paanch waqt ki namaz ada karni hoti hai ..aur woh bhi hamare benefit ke lie hai taake hum sakoon se Allah talah ko yaad karsakein aur unse dua karein...
aur kia kehta hai islam...Quran paak parho taake deen ki samjh ho...hadees parho taake hazrat Muhammad Peace be upon him ke sunnat par amal karsakein...and sharing the knowledge to others...
how hard is it...
ap jinki baatein kar arhe ho...woh dunia mei khoye hoe hein...aur bajae hum taana dein...hum unke lie dua karein aur apne liye bhi karein ke hum kitna paani mei doobe we hein...
...
apke replies dekh kar ..mai itna to jhaan gaya hon ke ap sab ko Islam se dor karne ki khoshish kar rahe hon..aur ap ismei kabhi kamyaab nahi hoge.....
u r no more than a spammer...coz u r trying to manipulate people's mind..and take dis as a warning now..if not den unfortunately i ll have to request the admins to ban u.....
 
  • Like
Reactions: ~BaBaR-AzAm~

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
OMG howz dat possible? n how strongly u can say dat???:-ss???:-ss
main ne kaha askar esa hota... bevi agar naik to khawind theek nahi ho ga... ap ko shaks hai ess baat pe... main ne apni zindagi main dekha hai... meri ankhain jhoot nahi dekh sakti... mumkin hai ap ne bhi dekha ho.... Firon ki bevi Asia Kitni naik thi, Aziz e Misr ki bevi Zulkhain kitni kharab thi...Yeh rule hai dunia ka
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
But datz natural brov , or in other words its a test frm ALLAH(s.w.a) :) taa k jo sahi rsste pe ho wo ghalat ki islah kar sake n all.....
main ne kaha askar esa hota... bevi agar naik to khawind theek nahi ho ga... ap ko shaks hai ess baat pe... main ne apni zindagi main dekha hai... meri ankhain jhoot nahi dekh sakti... mumkin hai ap ne bhi dekha ho.... Firon ki bevi Asia Kitni naik thi, Aziz e Misr ki bevi Zulkhain kitni kharab thi...Yeh rule hai dunia ka
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
But datz natural brov , or in other words its a test frm ALLAH(s.w.a) :) taa k jo sahi rsste pe ho wo ghalat ki islah kar sake n all.....
to main ne jo baat ki ap ko ess se kia ikhtilaaf hai... Jab ap ne kaha yeh kesay mumkin hai... yani pehlay ap ne inkar kia phir ap ne khud hi apni baat se inkar kar dia
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
Fashion aur boldness un ka zariey maash hai, agar woh akhirat ko dekhain to fashion ko chor dian to dunia se hath do betain gay. Har shaks chahta hai us ka pait har waqat full rahay.... Kia koi aesa shaks hai dunia main jo yeh na chahey kay uss kay pait kay ander kuch na jaye.... Rehbaniay ka naam ap ne suna ho gay. Jo log dil ki safai kay liey dunia ko chor detay hain or janglon main chalay jatay hain. Kia esa theek hai.

---------- Post added at 10:19 AM ---------- Previous post was at 10:12 AM ----------


aksar esa hota hai, agar khawind naik hai to uss kia bevi theek nahi ho gi... agar bevi naik hai to khawind theek nahi ho ga.
im not agree kya pait bharne ka zariya ma'aash duniya main sirf fasion or boldness hi hota hai? hazaaron aise zariye hote hain jin se aap izzat se pait bhar sakte ho ap yeh to kehte ho ke dunya main koi shaks aisa nhi jo yeh na chahe ke uske pait ke andar kuch na jai phir yeh kyun nahi kehte ke dunya main sirf aise hi zariya e ma'aash nhi ke jin main fassion ko use kr ke kamaya jai?aise hazaaron paishe hote hain yr jinko use kr ke ap izzatdarana tarike se kama sakte ho or rahi baat fassion ya boldness type ke paishon ki to Allah ne insan ko aqal ke sath dunya main bheja hai so yeh uski aqal uske interest ya uske shoq per munhasir hota hai ke woh konsa paisha ikhtiyar kre kyunke jo log fassion ya boldness ko zariya ma'aash bana kr bethe hote hain un main unki apni marzi shamil hoti hai warna woh khud chahen to koi b qabil e izzat paisha apna sakte hain
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
biyya dekho asan si baat hai. aik shaks movies/songs ki dukan kholta hai... kyun jis alaqay main woh rehta wahan ziada log movies dekhtay hain... lekan deen main ijazat nahi hia.. ap ko pata hia movies mian kia hota hai... ab woh kis cheez ko balanace karay... esi tarah do barabar hain... aik barbar ne apni dukan main dek/ganay lagay hoay hain... bhari LCD rakhi hoi.... jis mian har waqat film chal rahi hoti hai... to ziada log us ki dookan main jayen gay na kay uss shaks ki dokaan mian jis ne har waqat talawat lagai hoi hia... Yeh main ap ko natural baat bata raha hun... essi tarah fashion ka chakar bhi hia... fashion walay apnay pait kya liey business kartay hain takay dunia mian reh sakain agar woh fashion chor dain to kia cholon ki rerhi laga dain...... Rizq beshak har kisi ko Allah deta hai... lekan insan apnay pet full karnay kay liey khud tareeqa choose karta hai... jo us ki soch kay matabiq asan hota hai...
dekho biyya... Molna fazul rehman kia deen ka alam hai... woh kia kar raha hai... Meray khiyal main aj kal jo shaks paka deen pe chalta hai uss ka dunia mian chalna bohat mushkil hai.... Masal aj kar har gar main gana hai /tv hai behayi hai besharmi hai... Jab kay deen pe chalnay wala koi shaks esa nahi chahey ga... Aj kal log khushamand ko pasan kartay hain... deen pe chlanay wala shaks aj kal ki dunia mian nahi chal skta... kyun har jaga munafqat hai... us ko log pasand nahi karain gay... ab bolo biyya kia mian ghalat keh raha hun... deen pe chalnay wala shaks ess foram pe nahi tik skta... kyun kay uss ko ban kar dia jaye ga... waja yeh hai kay yahan pe buray commercial ki advertisement hoti hia... ganay post hotay hain... deen wala shks jab roknay ki koshish karay ga... to intimazia us ko ban kar day gi... samjay meri baat biyya..... khiyali dunia see nikal ao.... Quran mian likh hai

اے ایمان والو کیوں کہتے ہو وہ جو نہیں کرتے

kia hum log esa nahi kar rahay... hum khud to amal nahi kartay Islam, khud ko theek tarah se islam or Eman ka pata bhi lekan phir bhi na janay kis khiyali dunia mian reh kar... emaan or islam ki baat kar rahay hian..

kon hai jo maidan main a kar kahay woh paka musliman or paka momin hai... koi bhi nahi hai hum main see... bohat gehri baat hai biyya
well bohot zabardast example di apne ke ek admi agar movie/songs ki shop kholta hai to log uski tarf hi zyada jainge or us shop ki tarf jane wale bohot kam honge jis ne quran ki tilawat ya islami books ki shop kholi ho
lekin ap yeh kyun bhool gaye ke Allah ne sirf jannat nhi banai dozakh b banayi hai ap yeh kyun bhool gaye ke Allah ne dunya main sirf peghamber nhi bheje balke un peghamber ki taleemaat ke munaafi kaam krwane ke lye shetan ko b azaad rakha ke woh chahe to jis insaan ko ja ke behka sakta hai or agr uska imaan mazbut hoga ya woh sahi or ghalt ki pehchan rakhta hoga to woh shetan ke behkawe main kaise ajai ga?Allah ne to ache or bure dono raaste apke saamne pesh kr dye hain or saath main ache or bure kaam ke result ke lye jannat or dozakh bana di hai or saath main insaan ko aqal or samjh b ata krdi hai so agar ek insan chahen woh main khud hi kyun na ho tilawat wali shop ke bajai movie n songs wali shop main entry krta hon to woh entry main khud krta hon na? shetan mujhe behkata zaror hai lekin mera haath pakar kr to nhi le kr jata na? main chahata to shetan ke behkawe main ane ke bajai us quran pak ki tilawat wali shop main b ja sakta na? lekin main movie n songs ki shop main gaya to us main qasur b mera hi hoa us shop ka nhi so fassion ka b aisa hi chakkar hai ke ache or bure dono zariye ma'aash apke saamne rakh dye gaye hain islye ap chahen to burai wale paishe apna sakte hain or chahen to achai wale paishe apna sakte hain lekin dono sorton main sawal ke javabdah ap khud honge kyunke dono sorton main woh awamil apke apne honge koi haath pakar kr zabardasti movie n songs ki shop per nhi le kr gaya hoga na or kisi ne zabardasti haath pakar kr ya gunpoint per majbur kr ke apse songs n movies ki shop open krwa di hogi
 

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

im not agree kya pait bharne ka zariya ma'aash duniya main sirf fasion or boldness hi hota hai? hazaaron aise zariye hote hain jin se aap izzat se pait bhar sakte ho ap yeh to kehte ho ke dunya main koi shaks aisa nhi jo yeh na chahe ke uske pait ke andar kuch na jai phir yeh kyun nahi kehte ke dunya main sirf aise hi zariya e ma'aash nhi ke jin main fassion ko use kr ke kamaya jai?
aj kal ap ki foram ki larkian or larkay samjtay hain kay reema ko Allah ne bohat izzat di hoi... woh bhi kehti hai Allah ka shukar hia mian shaan kay sath 100 kamyab filmain ki hai... to phir kahan se yeh soch le kay a gaya key fashion or boldness buri baat hai... Aj har larki ki profile pe indian actron ki tasveerain hain... kisi ne veena ki tasveer lagai... biyya apni soch change karo.... Izzat fashion mian hai hai... Izzhat beheyi mian hia... dekho veena ne kesay apnay mulk ka naam roshan kia... agar woh yeh kaam na karti to us ko koi apnay gar mian kia nokranai rakhta... Ab yeh log yeh asan kaam chor kar or kon sa dosra pesha choose karain... Kisi larki ya larkay ko keh kar to dekho ap yeh ghalat kaam kyun kartay ho... woh ap kay moon pe chaper maray ga... aj kal logon ki soch love wali hai... biyya... indian filmain or Pakistani daramon main jo dekhaya jata... bas soch yahi medood ho gai hai... Kab soodray kay fahad mian...


 
Status
Not open for further replies.
Top