naam > Farhan Alifanii apnay baray main kuch batain
naam kia hai
kia krtay ho
kahan rehtay ho
taleem kai hai
waghaira waghaira...
main welcome kay sath hi interview leta hn
age kia hainaam > Farhan Ali
Study kr rha hn filhal ...
Taleem > Doing Engineering Electrical Power Energy ...
waghera waghera
hahaha dar nhi raha yar knsa sawal skip kiyaage kia hai
kahan se kr rahay ho kon si univeristy dr dr kr kyun interview de rahay ho sawal skip kr rahay ho
good yar acha enginer tau bht tought field hai apni pasand se choose ki ya kisi ki pasand se.... islamabad se ho main b islamabad mian hnhahaha dar nhi raha yar knsa sawal skip kiya
Comsats University se karing ...
Age 22 years or kuch mahiny ..
waisay larkio ki tarha age chupai tau nhi sachi batanahahaha dar nhi raha yar knsa sawal skip kiya
Comsats University se karing ...
Age 22 years or kuch mahiny ..
yup bro tuff to boht hai ... main ne apne walid sahab ki pasand se choos kiya meri pasand aur thigood yar acha enginer tau bht tought field hai apni pasand se choose ki ya kisi ki pasand se.... islamabad se ho main b islamabad mian hn
hahaha nhi yar sachi wali batai hai intro main agay year of birth b bta donga dun worrywaisay larkio ki tarha age chupai tau nhi sachi batana
yar sirf horror lika kro ya dost ya phir yar --bro se larkio ko adat pr jati bro bro...yup bro tuff to boht hai ... main ne apne walid sahab ki pasand se choos kiya meri pasand aur thi
yes Islamabad se hi hn ....
acha us ki zaroorat nhi pata chal gaya... ap ki hobbiez kia computer games kheltay ho kiahahaha nhi yar sachi wali batai hai intro main agay year of birth b bta donga dun worry
hahaha ok yar kahunga manzooryar sirf horror lika kro ya dost ya phir yar --bro se larkio ko adat pr jati bro bro...
acha ap ki kia khawaish thi... ap ka ess lie engr main dil nhi lagta sara din foram main posting
dekha mje pata tha... meray sath b youni hi ami kehti thi pilot bano abu kehtay thay beta brigadier bano or main chahta tha farigh bano ... phr kichiri aisi paki kuch or ban gaya... par khair hai hota rehta hai... Pilot kia air force mian jana chahtay thay.. F 16 wala pilot ya PIA Walahahaha ok yar kahunga manzoor
meri khwahish thi k pilot bno but nhi ban saka :/
or ye bat to teek kahi dil nhi lagta bilkul b mera engr me but majbori hai ab
naa games main phele interest tha but ab nhi khelta bachpan main boht kheli hain ...acha us ki zaroorat nhi pata chal gaya... ap ki hobbiez kia computer games kheltay ho kia
ap kay pakistan kay baray mian kia khiyalat hain aj kal kon si parti kay sath ho aur kia chahtay ho kaisa pakistan dekhna chahta ho ..naa games main phele interest tha but ab nhi khelta bachpan main boht kheli hain ...
hahahahaha yar yahi hota hai family walon ki sb ki apni khwahishat hoti hain .. hamari khwahish dab hi jati hai kahin :/dekha mje pata tha... meray sath b youni hi ami kehti thi pilot bano abu kehtay thay beta brigadier bano or main chahta tha farigh bano ... phr kichiri aisi paki kuch or ban gaya... par khair hai hota rehta hai... Pilot kia air force mian jana chahtay thay.. F 16 wala pilot ya PIA Wala
yar siasat main bilkul b dilchaspi nhi hai meri but phir bhi PTI ka vision or Imran khan kyun k mera fav cricketr tha isliye uski party ki side hn or Pakistan jesa iqbal ne khwab dekha tha wesa ban jaye to kya hi baat ho ...ap kay pakistan kay baray mian kia khiyalat hain aj kal kon si parti kay sath ho aur kia chahtay ho kaisa pakistan dekhna chahta ho ..
main b kuch arsay kay PTI ka fan bana veena malik ne jb se shmoliyat iktiar ki thi achi parti hai ess tarah ki parti ho tau pakistan kafi tarqi kr skta haiyar siasat main bilkul b dilchaspi nhi hai meri but phir bhi PTI ka vision or Imran khan kyun k mera fav cricketr tha isliye uski party ki side hn or Pakistan jesa iqbal ne khwab dekha tha wesa ban jaye to kya hi baat ho ...
yaar sach kahun to PTI achi party thi shuru shuru main lekin jb se veena malik or kuch looton se join ki hai party ka satiya naas kr ho gaya hai .....main b kuch arsay kay PTI ka fan bana veena malik ne jb se shmoliyat iktiar ki thi achi parti hai ess tarah ki parti ho tau pakistan kafi tarqi kr skta hai
abi bhi achi yar aj kal imran khan bht josh mian hai ess dafa qadri or imran mian skhta muqabala haiyaar sach kahun to PTI achi party thi shuru shuru main lekin jb se veena malik or kuch looton se join ki hai party ka satiya naas kr ho gaya hai .....