COFFEE WITH RR
PART 4
31 ..No answer
32. No answe ..
33
Yeh saray hazrat se main wakif hun saray k saray bohat hi cute members hain TM k
34. sirf aur Sirf Pakistan , Agar hum hi Kch nai karain gay to Kon karay ga , bohat ho gayen baroon ki ghaltiaan , ab hami ko change lana hai , " Muj ko phr yad ata hai mere watan
main ne Jis roz phena tera perhan
meri maan ne kaha tha mje choom kar
Rah-e-haq main mere laal chal jhoom kar
Diloon Jaan se Jala kar wafa k diye
Main ne janma hai tujko watan k liye
Jab namaz-e-jihad-watan ho ada
Tu milay sab se pheli safooOn main khara
Jab zameen-e-watan kar rahi ho wazu
Pesh karna mere laal apna lahu
Aur khena sada tu salamat jiye
main ne janma hai tujko watan k liye
hmm Pesa ya mohabat ...Main mohabat ko tarjeeh dun ga , Pesa to ane jane wali chez hai , aj mere pas to kal kisi aur k pass LaKin isnan mohabat sirf aik baat karta hai , meain mohabat to tarjeeh Es liye dn ga kyun k Jahan mohabat Ho wahan yeh Paisa Koi mani nai rakhta aur aik haqeeer c cheez maloom hota hai
hmmmm Sacha Dost , kyun k Qareebi rishta dar to phr bi ap k qareebi rishta daar hi rahay gay , ap k couszen ap k couzan hi rahay gay , Haan Dost k mamle mai ap ko aik Acha aur Mukhlis insan mil jata hai , Jo ap ko samjata hai or Samjahana chahta hai
hmmmm Nice Questio RR, dimagh ki sun'ni cahiye ya dil ki , Dil ki sun'ni chaiye , Dil kbi jhoot nai bolte , haan faislay ka anjam kya hO yeh Aqal sochti hai Lakin maza dil ki man'ne main ata hai , n maine hamesha dil ki mani hai
hmmm coffee ya chaiye ...coffee , or wo bi David of black aroma
Strong c Ziada Strong rakhti hai ,aur kaam karni mai kaaafi madad karti hai
hmmm kitab ya internet ,, kitab ki apni ahmiyat hai ,or book ki apni ,main internet ko prefer karoon ga ..kyun k one can access alot more contents of the different topic's on internet
aur sath hi sath entertain bi ho jata hai ,
hmmm karach karna
...yeh temporary c chez hoti hai ,...to mere pas to jab bi ho main khul k kharach karat hn ...
Choose the Best One