Coffee With RedRose- Hans_Mukh

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
first of all thx sabah k app nay sawal poochnay ki himmat ki aur jaha tuk mind kurnay taulauq hay tu bohat broad minded he is liye mind kurnay ka sawal hhe nahi paida hota.

aur yeh raha app k sawal k jawab:

actually shadi say pehlay ma jis say engage tha woh meri cusion thi aur mujhey kabi us say mohabbat yeh love howa he nahi tha q k yeh totally arranged by parents tha bus us ma meri thodi si marzi sahmil thi

aur secondly ju love may nay paya aisa kuch bhi us may nahi tha q k meri 3 meray sath engage rahi lekin hum may kabi koi payar mohabbat wali bat he nahi hoe thi tu mujhey yeh kehnay ma koi muziaq nahi ka mujhey apni cusion say koi payar nahi howa tha aur na he engage k abad bhi acha reponse mila tha lekin meri dua hay k jaha bhi us ki shadi ho usay mujh say acha aur behter payar kaurnay wala milay (ameen)
thank you k aapne humare question ka reply diya..
but abhi bhi mai confuse hu...
aapne kahe jagah mei aapne wife ko as a good friend bhi discribe kiya hain
toh aapke wife se joh shadi hue kiya yeh ek arrange marriege hain ya love marriage...
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
ju shadi meri hoe hay na tu woh meri cusion hay aur na he relative and most of all out of cast also...

so it's purely love marriage

hope there is no confusion now
 
  • Like
Reactions: star24

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
ju shadi meri hoe hay na tu woh meri cusion hay aur na he relative and most of all out of cast also...

so it's purely love marriage

hope there is no confusion now
Mashallah aap toh kafi lucky nekle matlab passand ki shadi without any problem...Good

ek aur sawal yeh hain k loug kahte hain k akser love marraiges mei kamyabi nahin huti hain... joh loug parents k passand se shadi kare chahe voh khud unke passand ka ho ya na ho voh sahi hain...
I mean to say that k buss parents k passand k mutabke shadi kare toh insan hamisha khosh rah sakta hain aur aapne parents ki baat he mane chaye hainv shadi k mamle mei...
toh kiya ap es baat se sahmat hain..??
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
ju kuch apnay nay love marriage k baray may subn rakha hay woh kafi hud tuk sahi hay lekin zaroori nahi her love marriage k anjam bura hoo it depends on the situations

secondly yeh bat bilkul durast hay maa bapp ki hoe shadi say app ager khush nahi tu arguments kur saktay hain lekin pasanad ki sahdi may aisa kuch nahi hota us ka seedha jawab yeh hota hay k khud he ki hay tu khud he bhugtooo.

lekin app ku yeh batana zaroori samjhta hoon k love marriage ma bohat he muhkilat hay ju app ku arrange marriage may bilkul bhi paish nahi aati

humaray sath bhi shroo shroo may aisa bohat kuch howa tha lekin bura waqt samahj kur guzar diya lekin Aub Alhumdulliah sub set hay

reason is k love marriage may aisa q hota hay tu jub apna love pa letay hain tu us may aurat ku shko shobat bohat bad jatay hain...................halanka k shadi say pehlay woh in cheezo aur baton ku sun kur lutf andooz hoti hain jaisay app nay nay kis ladki yeh ladkey k baray bhi bat ki sghadi say pehlay us ku yeh story sunna acha luta hay lekin shadi k bad .......................o meray khudaya ma bata nahi sakta kitan mushkil hay

i think app samaj gaye hongi
 
  • Like
Reactions: star24

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
shukar hai hame bhi mouka mela pochne ka
nahi to Imran n Waqas to kisi aur ko mouka hi nahi de rahe sab questions poche

han to jab baat interview ki hai to zahar hai Personal batain bhi poche jaegi
to mere question muhafiz bhai se yeh hai k


1:Bhabi ki kounsi Adat aap ko bahut passand hai aur aap ko attract karte hai :p?
2:aur kis baat pe aap ko gussa ata hai...?
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Part 2



11: Simple Chanay ki Daal cooken inMutton with White Rice (Boiled)

12: Kheer

13: Blue, Green & Black

14: Traditional Pakistani Shalwar Kameez but usually use Dress paint with suitable shirt

15: Pakistan & Fav. City Makkah

16: Express News

17: Fav Weather Winter aur is asrat (sharam aa rahi hay) hum dono is may bohat romantic hotay hain

18: Holy Quran,
Poet Farhat Abbas Shah
Fav sher,

lot aye na kisi roz woh awara mizaj
isi aas per kholay rakhtay hay dar sham k bad

19: ajkal chatting, overall News dekhna

20: Rishton ki qadar kurni chaye aur jaha tuk ho sakay usay acha tareekay say anjam denay ki kosish kurni chaye aue mera sub say fav rishta meri Maa ka hay ........................ q k Maa ki jaga koi nahi la sakta .....................Allah say Dua hay k un lambi omer naseeb farmaye (Ameen)
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
shukar hai hame bhi mouka mela pochne ka
nahi to Imran n Waqas to kisi aur ko mouka hi nahi de rahe sab questions poche

han to jab baat interview ki hai to zahar hai Personal batain bhi poche jaegi
to mere question muhafiz bhai se yeh hai k


1:Bhabi ki kounsi Adat aap ko bahut passand hai aur aap ko attract karte hai :p?
2:aur kis baat pe aap ko gussa ata hai...?
1: sub say achi adat yeh hay k ager root jaye tu jald he man jati hay aur rahi bat attraction ki tu un ki her ada humay attract kurti hay

2: Gussa us waqt atta hay jub woh bhaija sawal kurti hay jis k haqeeqat say door doortuk tauluq nahi hota.
 
  • Like
Reactions: star24
Status
Not open for further replies.
Top