khuab main chupkali dekhna ye aam tor par mukhalfat ya asraat ya jaadu ki nishani hai
agar kisi sehatmand shaks ko khuab main chupkali nazar aye yani jo beemar na ho to is ka matlab us par jadu waghaira ki nishani hai
agar beemar shaks ko aksar chupkalian nazar ati hain to is ka matlab ye hai k us par asraat hain jo khuab main is ki shakal main zahir hotay hain...
khuab main 1 se ziada chupkali ka nazar ana jadu ki hi nishani hai aur insaan gardish waghaira main phans jaata hai.
khuab main agr ye dekhain k chupkali aap k peechay bhaag rahi hai,,ya aap k dress se nikal rahi hai to is ka ye matlab hai k ghair makhlookaat aap ko tang karrrahi hai aap is se beemarion preshanio aur kaamo main rukawaton ka shikaar hotay hain...
ulma nay is silsilay main diff waziaf aur surai batye hain us ka wird karain ya kisi molvi se rabta qaim karain..