chand sawalaat aur un ke jawabaat

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
JazakAllah bro veri informative questions
but ek sawal jo mein krna chahongi ap se wo ye k
mein jub kbhi isha ki qaza namaz ada kerty hn to sirf 4 farz perhti hon jub k yaha isha ki qaza namaz ka jo tareeka bataya wo 4 farz 2 sunatain or 3 witar hain...kia witar ki qaza bhi xaroor ada krni hoti hai?
kindly iska ans mje jald dejye ga
yes us,isha ki qaza nimaz may hamay 4 farz or 3 vitar ada karna hota hay,baqe qaza may sunnatay nae parhe jate..
witar b parhna lazme hay.
 
  • Like
Reactions: unique-style

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
پہلے سوال کے ضمن مین دو باتیں عرض کرنا چاہتا ہوں
ایک عورت اپنی فیملی کے ساتھ قادیانی ہے اور وہ فیملی اپنا مذہب چھپاتی ہیں جیسے قادیانی چھپاتے ہیں اور ایسی صورت میں نکاح ہوا تو وہ نکاح ہوا ہی نہیں ، عورت کے مذہب کا پتا بعد میں چلا تو اس صورت میں اگر وہ عورت کہے میں مسلمان ہوں تو ان سے حلف لیا جائے اور پھر تجدید نکاح ہو یعنی دوبارہ نکاح ہوگا
اگر عورت اپنے مذہب قادیانیت پر قائم رہتی ہے تو ایسی صورت میں لفظ طلاق کی کیا ضرورت جب نکاح ہوا ہی نہیں تو طلاق کس بات کی لہذا لفظ طلاق کے بغیر ہی دونوں علاحیدہ ہوجائیں گے
ایسے رشتوں میں بندہ پہلے اچھی طرح دوسرے خاندان اور ان کے عقائد کو دیکھ لے اور تسلی ہوجانے کے بعد ہی رشتہ قائم کرے کیوںکہ قادیانی ہمارے معاشرے میں اپنا مذہب چھپاتے ہیں
اللہ ہمیں علم نافع عظا فرمائے
ameen.........
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
masha Allah buhot hi acha lga ise read kr k sath hi buhot si baton ka pta chala hai..

ab main sawalat ki traf ati hon agar ijazat ho to..?

1. jese k likha gya hai k agar aurat qadiyani hai to aap ose talaq de do agar wo islam qubool na kare,to mera sawal ye hai k kia hum qadiyanon se friendship rakh sakte hain?bcoz meri aik friend hai jis se forum pe dosti hoi thi.to main on se sirf onka akhlaq dekh kr hi on se bat krne se khod ko n rok pati.to mojhe kia krna chahiye?

2.istekhara agar aap krte hain aur pehli hi rat acha jawab mil jata hai to aap os kam ki traf qadam bhi barhatey hain..aur phir kuch arse bad aap phir os pr istekhara karein aur jawab kuch theik se na mile..to main ye pochna chah rahi hon k kia esa momkin hai k aik bar jawab sahi ho aur dosri bar theik na hon..jese misal k tor pr jo kam main krna chah rahi hon os k lie maine istekhara kia to jawab sahi aya.aur phir osi kam k lie kisi aur ne mere lie istekhara kia to sahi na ae...kia esa momkin h?

3.Isha ki namaz k bare me.maine aik jga parha tha k tahajud se pehle pehle aap isha ki namaz ada kr lein to is me koi harj nahi ye qaza na ho gi agar aap is tha ada karein to.yani foran aap nahi prh sake to bad me is trha parh lein..is bat pr zara roshni dalein
1. qadiani ho ya kaafir mushrik sab bhai bhai hain apas me aur inka ek hi maqsad hai islam ko meetana khatam karna ye sare shaitan k pairukaar hain kuch khula aam karte hain kuch islam ka chola pahen kar karte hain

ham unse agar dosti karna chahen to dil me ye haqeeqi maqsad ho ke unko islam ki dawat di jaye unko islam samjhaya jaye aise nahi k bas jhidak kar kaafir keh kar fatwa lagakar door karden nahi balke aap pehle apni hujjat ko khayam karen unko Quran aur Hadees ki dawat den ache ahsan andaz me hikmat k sath unhe deen ki taraf bulayen apne aqlaq se unhe mutassir karen agar apki ye naiyyat hai to bilkul aap unki taraf badhen akhir hamari hi zimmedari hai unko dawat dena :)

2. isteqhara aap khud karen ye behtar aur yehi sahi hai sath me aap do ya teen saal pehle k kaam k liye bahi se isteqara na karen balke jo kaam kareeb me ho usme aap ko confusion hia to aap isteqara karen aur ek baar dil mutmain na hoto baar baar karen lekin jab apko dil mutmain hojaye iske karne ya na karne par to phir usse Allah ka hukm uski marzi samajh kar amal karen kisi dusre ki baat se zyada behtar hai ap khud amal karen :)

3. ishan ki namaz tahajjud se pehle tak padh sakte hain aisi to koi hadees hamare ilm me nahi agar apne padha hai to phir se tahqeeq karen aur daleel mile to hamse bhi share karen

jahan tak hamara ilm hiai wo ye k namaz to apne awwal waqt me padhni chahiye haan agar koi uzr ho to isme asaani hai lekin bina koi uzr ye sahi nahi aur ishan ka waqt adhi raat tak hai

lekin jaise hamara yahan 12 bajne ko adhi raat kehte hain ye sahi nahi 12 baje tak khas karna sahih nahi hai

balke suraj doobne se lekar suraj nikalne tak ke waqt ko do hisson main takqseem kijiye to jo aadha hoga wahi isha ka aakhri waqt hai ye sahi muslim ki hadees se sabit hai


Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
1. jese k likha gya hai k agar aurat qadiyani hai to aap ose talaq de do agar wo islam qubool na kare,to mera sawal ye hai k kia hum qadiyanon se friendship rakh sakte hain?bcoz meri aik friend hai jis se forum pe dosti hoi thi.to main on se sirf onka akhlaq dekh kr hi on se bat krne se khod ko n rok pati.to mojhe kia krna chahiye?

nae noor siso,ap kise qadyani say friendship b nae rak sakte,chahay unka iklaq kesa he q na ho?q k ink jo aqeid hay,unhay sun kar 1 mosalman ko khoon kolnay lagta hay,apko apnay pyaray nabi (saw)
say ziada mohabbat hay ya us larki say?fesla ap kud karay..
2.istekhara agar aap krte hain aur pehli hi rat acha jawab mil jata hai to aap os kam ki traf qadam bhi barhatey hain..aur phir kuch arse bad aap phir os pr istekhara karein aur jawab kuch theik se na mile..to main ye pochna chah rahi hon k kia esa momkin hai k aik bar jawab sahi ho aur dosri bar theik na hon..jese misal k tor pr jo kam main krna chah rahi hon os k lie maine istekhara kia to jawab sahi aya.aur phir osi kam k lie kisi aur ne mere lie istekhara kia to sahi na ae...kia esa momkin h?

ishtekhara ap kud jo kartay ho wo ziada behtar hota hay,lakin istekhara 1 bar he kam karnay say pehlay karna chahye,jo Allah ki raza hote hay wo insan ko feel hojata hay,ab agar ap waqfay waqfay say bar bar istekhara karo ge to to ap confuse hojao ge,is lie 1 bar ishtekhara karay,or musbit jawab anay par wo kam Allah ka nam lay k shoro kar day..
3.Isha ki namaz k bare me.maine aik jga parha tha k tahajud se pehle pehle aap isha ki namaz ada kr lein to is me koi harj nahi ye qaza na ho gi agar aap is tha ada karein to.yani foran aap nahi prh sake to bad me is trha parh lein..is bat pr zara roshni dalein

yes,manay b ye bat parhe te jaga,but i think matlab ye ta k agar ap bemare ki waja say,isha ki nimaz waqt par na parh paye to tahajud say pehlay pehlay zaror parh lay,ta k nimaz qaza na ho apki,pora nae to adha ssawab tozaror mil jaye apko,baqe hum urtay jitna jalde nimaz parhen gay utna he hamay sawab milay ga,
agar ap mehaz suste ki waja say isha ki nimaz adhe rat par chor day,to uska pir ap say hisab lia jaye ga,
baqe NASIR BHAI JAWAB DENGAY,MAY B I WAS RONG..
masha Allah aap kaafi hadd tak sahi ho Allah apke ilm me mazeed barkat de Aameen
Jazakallah khair
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
shukria bhai,ameen
agar koe galat kuch kaha ho to bata day,ta k may apni tashee kar lo..
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
jazak Allah Toobi sis.last do answer aap ne kie hai mojhe bhi is ka andaza tha lekin phir socha poch lon.

aur pehla answer aap ka bhi acha h.lekin main ye soch rahi hon k humara iman itna to nahi kamzor k wo agar kisi ghair maslik waley se bat kare to ye theik n.hum agar aik disre k maslik,firqey ko aik traf rakh k sochein to.wese im totally confused.......{(Sad1)}

kis trha on se bat krni band kr don.onhe kia kahon k aap se kiu bat n krna chahti
aap confuse na hon jawab apko dediya gaya hai agar phir bhi koi shubha hai to aap puch sakte hain :)

پہلے سوال کے ضمن مین دو باتیں عرض کرنا چاہتا ہوں
ایک عورت اپنی فیملی کے ساتھ قادیانی ہے اور وہ فیملی اپنا مذہب چھپاتی ہیں جیسے قادیانی چھپاتے ہیں اور ایسی صورت میں نکاح ہوا تو وہ نکاح ہوا ہی نہیں ، عورت کے مذہب کا پتا بعد میں چلا تو اس صورت میں اگر وہ عورت کہے میں مسلمان ہوں تو ان سے حلف لیا جائے اور پھر تجدید نکاح ہو یعنی دوبارہ نکاح ہوگا
اگر عورت اپنے مذہب قادیانیت پر قائم رہتی ہے تو ایسی صورت میں لفظ طلاق کی کیا ضرورت جب نکاح ہوا ہی نہیں تو طلاق کس بات کی لہذا لفظ طلاق کے بغیر ہی دونوں علاحیدہ ہوجائیں گے
ایسے رشتوں میں بندہ پہلے اچھی طرح دوسرے خاندان اور ان کے عقائد کو دیکھ لے اور تسلی ہوجانے کے بعد ہی رشتہ قائم کرے کیوںکہ قادیانی ہمارے معاشرے میں اپنا مذہب چھپاتے ہیں
اللہ ہمیں علم نافع عظا فرمائے
Aameen
Jazakallah khair

JazakAllah bro veri informative questions
but ek sawal jo mein krna chahongi ap se wo ye k
mein jub kbhi isha ki qaza namaz ada kerty hn to sirf 4 farz perhti hon jub k yaha isha ki qaza namaz ka jo tareeka bataya wo 4 farz 2 sunatain or 3 witar hain...kia witar ki qaza bhi xaroor ada krni hoti hai?
kindly iska ans mje jald dejye ga
Allahi barik feek :)

jee sunnat aur vitr ki bhi qaza padh sakte hain lekin ishan ki ho ya kisi aur namaz ki jo qaza zaroori hai wo farz namazon ki hai jaise ishan ki 4 rakat hi farz hai iski qaza lazim aur zaroori hai uske ilava vitr bhi aap padhlen aur koshish ya karen k kabhi namaz qaza na hone paye

Allah hame amal ki taufeeq de Aameen

yes us,isha ki qaza nimaz may hamay 4 farz or 3 vitar ada karna hota hay,baqe qaza may sunnatay nae parhe jate..
witar b parhna lazme hay.
vitr k talluq se wazhe karden yahan k vitr Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam se jo sabit hai wo 1, 3, 5, 7, 9, aur 11 rakat tak sabit hai lekin jo zyada tar padha karte the wo 3 rakat hai umeed hai baat clear hogayi hogi :)
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
g sahe kaha apnay,even yaha pak may ziada tar log 3 vitar he parthy hay..
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
witr mein dua qunut ruku se pehle ya baad padte hain?
witer may dowae qanot sorah fatiha,or koe b sorat parhnay k bad partay hay...yani raku say pehlay partay hay,raku k bad hagiz nae partay...
 

Hannia

challl oyeeeeeeee
TM Star
Feb 10, 2010
5,076
1,658
513
34
jaant
mje ak bat puchni h k Esha ki qaza namaz may 2 rakt sunat b prhte h?????
bs 4 farz or 3 wetr nhe prhte???

wese tu yehe qtion US ne b keya h magr u know na nalayk studentz ak bat bar bar puchte h...........

hope u'll understand.........
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
witr mein dua qunut ruku se pehle ya baad padte hain?
witer may dowae qanot sorah fatiha,or koe b sorat parhnay k bad partay hay...yani raku say pehlay partay hay,raku k bad hagiz nae partay...
vitr me dua e qunut ruku se pehle aur ruku k baad dono jagah sabit hai

Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ruku se pehle ruku k baad dono tarah padhte the

aur qunut padhna zaroori bhi nahi hai bina qunut padhe bhi vitr hojati hai

 

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley


1. qadiani ho ya kaafir mushrik sab bhai bhai hain apas me aur inka ek hi maqsad hai islam ko meetana khatam karna ye sare shaitan k pairukaar hain kuch khula aam karte hain kuch islam ka chola pahen kar karte hain

ham unse agar dosti karna chahen to dil me ye haqeeqi maqsad ho ke unko islam ki dawat di jaye unko islam samjhaya jaye aise nahi k bas jhidak kar kaafir keh kar fatwa lagakar door karden nahi balke aap pehle apni hujjat ko khayam karen unko Quran aur Hadees ki dawat den ache ahsan andaz me hikmat k sath unhe deen ki taraf bulayen apne aqlaq se unhe mutassir karen agar apki ye naiyyat hai to bilkul aap unki taraf badhen akhir hamari hi zimmedari hai unko dawat dena :)

2. isteqhara aap khud karen ye behtar aur yehi sahi hai sath me aap do ya teen saal pehle k kaam k liye bahi se isteqara na karen balke jo kaam kareeb me ho usme aap ko confusion hia to aap isteqara karen aur ek baar dil mutmain na hoto baar baar karen lekin jab apko dil mutmain hojaye iske karne ya na karne par to phir usse Allah ka hukm uski marzi samajh kar amal karen kisi dusre ki baat se zyada behtar hai ap khud amal karen :)

3. ishan ki namaz tahajjud se pehle tak padh sakte hain aisi to koi hadees hamare ilm me nahi agar apne padha hai to phir se tahqeeq karen aur daleel mile to hamse bhi share karen

jahan tak hamara ilm hiai wo ye k namaz to apne awwal waqt me padhni chahiye haan agar koi uzr ho to isme asaani hai lekin bina koi uzr ye sahi nahi aur ishan ka waqt adhi raat tak hai

lekin jaise hamara yahan 12 bajne ko adhi raat kehte hain ye sahi nahi 12 baje tak khas karna sahih nahi hai

balke suraj doobne se lekar suraj nikalne tak ke waqt ko do hisson main takqseem kijiye to jo aadha hoga wahi isha ka aakhri waqt hai ye sahi muslim ki hadees se sabit hai


Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

Jazak Allah...


aur jahan tak Qadiyanon ki bat hai to wo khod ko muslim hi kehte hain,kabhi kisi masley pe behs hoti to wo answer bhi bilkul humari trha hi krte th.yani ye Quraan & hadees humari trha hi parhte hain lekin bas ye apna aik aur nabi mantey hain.

Istekhara maine apne lie kia tha.apni shadi ko le kr kia ta.mere czn mojhe like krte th to on ki sisters ne mojhe btaya aur kaha k hum aap k haan rishta bhi jald laein ge to maine is pr istekhara kia tha.
Maine dekha mere czn(faince) aik jae namaz pr bethe hain aur abhi namaz parh k farigh hoe hain aur in k kapron ka color white hai,jae namaz green color ki feel hoti h.to ye namaz k bad Allah ki hamd o sana kr rahe hain.aur jis jaga ye bethe hain wahan aik ajeeb si roshni hai.yani jahan ye bethe hain wo jaga sirf roshan hai baqi nahi.

to maine to istekhara kr lia aur mojhe jawab bhi theik hi mila.ab kuch arsa pehle mere bhai ne mere bare me kia hai k aik bar phir krte h to inhu ne dekha k rastey mushkil h.kuch is trha se kia.aur wo bhi aik hi din.

mojhe yad nahi k maine kaha read kia tha k agar namaz aap tahajud se pehle parh lein to koi fark n prta.chalein agar dobara meri nazar pari to main with reference bat kron gi.kiu k is bat ko kai saal ho gae ho sakta h mojhe ghalt fehmi hoi ho.Allah behtar jane
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
jee isteqara ap hi karen aur aap ko jo ishare milen usse agar aap mutmainn hain to phir usse Allah ki marzi samajhen :)

baki dusre se isteqara karwana ye unho kuch ishare milne ya durust nahi aur nahi sunnat hai k kisi aur se karwayen

Allah apke liye raston ko aasan karde aur apko neik shareek e hayat naseeb farmaye Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
mje ak bat puchni h k Esha ki qaza namaz may 2 rakt sunat b prhte h?????
bs 4 farz or 3 wetr nhe prhte???

wese tu yehe qtion US ne b keya h magr u know na nalayk studentz ak bat bar bar puchte h...........

hope u'll understand.........
jee ishan ki namaz ho ya koi bhi aap sunnaton ki bhi qaza kar sakte hain

jawab to upar apko milgaya hoga insha Allah
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
oh okesh thanko k ap logo ne meri islah kr di warna mein hamesha se 4 farz he perhti ayi hn isha ki qaza namaz may
Affwann :)

aap sahi the ishan ki farz namaz k qaza karte the
lekin agar chahen to sunnat ki bhi qaza karsakte hain ye apk liye behtar hai
 
Top