Baat Baat Me Fark (بات بات میں فرق)

• Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
bohat khoob

bilkul sahi agar sahi tareeqe se aur sahi alfaaz may baat ki jaaey to koi sakht baat bhi aasani se kahi aur samjhayi ja sakti hay :-bd

thanx for sharing

jee bilkul sahi kaha apne bhi
bas hame thori hikmat se kaam lena hota hai
nahi to hamara acha mashwara bhi bura lagne lagta hai

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
hikmat ur baserat bohat cheez hai

ap k kahnay yahi matlab hai na Nasir bhai ? tu ap bilkul theek farmarhay han jo banda hikmat ur baserat say kam leta hai khus bakhte ur nek name ka muqadar baj nate hai :)

bohat shukria Nasir bhia jazak Allah
jee bilkul yahan hikmat hi murad hai
agar insan hikmat ikhtiar kare aur danishmandi se kaam kare to mushkil bhi asaan hojati hai

Top