Aurtaon Se Bila Takalluf Hona.

  • Work-from-home

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
بســم الله الرحمــن الرحيــم 0
الســلام وعليــكم




Dosto title se is baat ka pata chal gaya hoga k main aaj kis topic par baat karne wala hon inshaAllah.

dosto hum aaj dekhte hain k modern world k naam par log tarha tarha k ghalat harkaat karte nazar aate hain jinme se ek hai ghair muharram aurat/larki se bila takullaf baatein karna chahe wo aapki mumeri bahan,phoophi ki beti,qaala ki beti,bhabhi aur isi tarha dosre log hon jinse marasim barhaana aam hota jaa raha hai.halanke islam iski ijazat qattayi nahi deta.

rasool(pbuh) ne farmaya "tum me se ksi k sur(head) me nashana banakar sui maari jaaye to ye ksi ghair moharram ko chone se kahin ziada behtar hai-" ( tibraani-212/20 )

ksi ghair ajnabi aurat ko choona haath ka zina hai jis tarha k nabi(pbuh) ne farmaya "
(haraam cheezon ko dekh kar) dono aankhein zina karti hain.(haraam cheezon ko dekh kar) dono haath zina karte hain.(haraam kaamon ki taraf chal kar) dono pair(legs) zina karte hain.aur sharam gaah bhi zina karti hai-" ( masnad ahmed-412/01 ).

kia hazrat mohammed(pbuh) se bhi ziada koi paak dil hosakta hai?laikin iske bawajood nabi(pbuh) ne farmaya "yaani main ghair moharram aurton se haath nahi milaata".( masnad ahmed-357/06 )

hazrat amma aayesha raziAllahu anha bayan karti hain "
Allah ki qasam.(aurton se bait lete waqt bhi) rasool(pbuh) k haath ne kabhi ksi ghair moharram k haath ko nahi chua(touch) balke aap(pbuh) zubani aurton se bait lia karte thei.( sahih muslim-1489/03 )

in sahih aahadees se hame is baat ka pata chalta hai k ksi bhi ghair moharram aurat/larki se baatein karna aur unse dosti o marasim barhana islam ki roshni me na jaayez o haram hai.laikin aaj hum apne culture ko dekhte hain to pata chalta hai k ye cheezein dosti aur rishtaon k naam par aam hogayi hai.khaana kaahte waqt dewar aur bhaabhi aur isi tarha dosre aur rishtedaar ek saath hi baithkar khaane ko tarjeeh dete nazar aate hain.jabke ye amal zina k darwaaze kholne k mutaraadif hai.

lehaza hame aisi cheezon se bachna chahiye jisse islam ne mana farmaya ho.
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
JAZAKALLAH for sharing Bro :)
aur ye Word MEHRAM hay i think ..Muharram to aik islamic month ko bolte hain
thanx for sharing
ALLAH tala hum sabko amal ki taufeeq ata farmayain AAMEEN
 
  • Like
Reactions: Don and Atif-adi

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
JAZAKALLAH for sharing Bro :)
aur ye Word MEHRAM hay i think ..Muharram to aik islamic month ko bolte hain
thanx for sharing
ALLAH tala hum sabko amal ki taufeeq ata farmayain AAMEEN
Allahi baarik feek sis.
jazakAllah khair islah karne keliye mujhse likhne me ghalti hogayi.mehram sahih lafz hai.:)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Jazak Allah khair....Allah humein amal karne ki taufeeq de...hum gunahgar bande...aksar jante samajhte huwe bhi ye gunah kar baithte hain...
 

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
بســم الله الرحمــن الرحيــم 0
الســلام وعليــكم




Dosto title se is baat ka pata chal gaya hoga k main aaj kis topic par baat karne wala hon inshaAllah.

dosto hum aaj dekhte hain k modern world k naam par log tarha tarha k ghalat harkaat karte nazar aate hain jinme se ek hai ghair muharram aurat/larki se bila takullaf baatein karna chahe wo aapki mumeri bahan,phoophi ki beti,qaala ki beti,bhabhi aur isi tarha dosre log hon jinse marasim barhaana aam hota jaa raha hai.halanke islam iski ijazat qattayi nahi deta.

rasool(pbuh) ne farmaya "tum me se ksi k sur(head) me nashana banakar sui maari jaaye to ye ksi ghair moharram ko chone se kahin ziada behtar hai-" ( tibraani-212/20 )

ksi ghair ajnabi aurat ko choona haath ka zina hai jis tarha k nabi(pbuh) ne farmaya "
(haraam cheezon ko dekh kar) dono aankhein zina karti hain.(haraam cheezon ko dekh kar) dono haath zina karte hain.(haraam kaamon ki taraf chal kar) dono pair(legs) zina karte hain.aur sharam gaah bhi zina karti hai-" ( masnad ahmed-412/01 ).

kia hazrat mohammed(pbuh) se bhi ziada koi paak dil hosakta hai?laikin iske bawajood nabi(pbuh) ne farmaya "yaani main ghair moharram aurton se haath nahi milaata".( masnad ahmed-357/06 )

hazrat amma aayesha raziAllahu anha bayan karti hain "
Allah ki qasam.(aurton se bait lete waqt bhi) rasool(pbuh) k haath ne kabhi ksi ghair moharram k haath ko nahi chua(touch) balke aap(pbuh) zubani aurton se bait lia karte thei.( sahih muslim-1489/03 )

in sahih aahadees se hame is baat ka pata chalta hai k ksi bhi ghair moharram aurat/larki se baatein karna aur unse dosti o marasim barhana islam ki roshni me na jaayez o haram hai.laikin aaj hum apne culture ko dekhte hain to pata chalta hai k ye cheezein dosti aur rishtaon k naam par aam hogayi hai.khaana kaahte waqt dewar aur bhaabhi aur isi tarha dosre aur rishtedaar ek saath hi baithkar khaane ko tarjeeh dete nazar aate hain.jabke ye amal zina k darwaaze kholne k mutaraadif hai.

lehaza hame aisi cheezon se bachna chahiye jisse islam ne mana farmaya ho.







masha Allah buhat hi zabardast baatein ki hein lkn aj kal koi nae samjhta k ankh ka hath ka zana kese hota hai thanks
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Masha'ALLAH bohot zabardast sharing ki hai aapne Arshad Bhai...

hum sab baaten to jaan lete hai lekin amal koi nahi karta, hame ALLAH TAALA sabse pehle amal karne ki taufeeq de..AMEEN

ALLAH TAALA Jazae Khair de aapko AMEEN...
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
jazakallah khair arshad bhia once again very informative sharing....bilshuba ye baat b ajkal culcture ka aik hissa bangya hy ..jse smjh ker b na smjhi me shumar kiya jata hy..ALLAh hmen islam ki baaton per aml kerne ki toufeeq ata farmaye aameen
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
JAZAKALLAH Aaraf Bro
ap k sab articles waqai bohat informative hain.. ALLAH ap ko is naik kaam ka ajar dein AMEEN...
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
JAZAKALLAH Aaraf Bro
ap k sab articles waqai bohat informative hain.. ALLAH ap ko is naik kaam ka ajar dein AMEEN...
Allahi baarik feek mohtarma.
shukriya mere articles ko samahne keliye.
main to samjha tha is baar bhi neglect kardengi.laikin aap aagayin.khushi mahsoos hui.
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Sisters Before shAking hands with strange men think of your value

A British man came to Sheikh and asked, "Why is not permissible in Islam for women to shake hands with a man?"
The Sheikh said, "Can you shake hands with Queen Elizabeth?"
British man replied, "Of course not, there are only certain people who can shake hands with Queen Elizabeth".
Sheikh replied with a smile on his face, "Our Women are Queens and Queens do not shake hands with strange men"...


JazakAllah Khair for sharing...
 
Top