Auraten Farz Namaz Ke Liye Masjid Ja Sakti Hain ??

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
ye to thek ha n mujhy pata ha is bary me lakn me bajumat nawafil ki bat nahi kr rahi thi me ti bs ese hi ghar me
jo nawafil ada krty han binna jummaat k uska tareeka poch rahi thi
sis ap un sey 2 qadam peechey nimaaz ada kr sakti hai,,,,kyon k admi ki nimaaz nhi hoti ager aurrat unk sath khari ho,,,,

ap jaisey nimaaz ada krti ho ye sahi hai,,,aurrat hamesha admi sey peechey hi nimaaz ada krti hai,,,,
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
JAZAKALLAH khair bohot hi informative sharing ki hai
Detective siso lekin ye aap ne ba jamaat namaz ka kaha hai
jab ke bina jamaat nawaafil per sawaal hai @Bela sis ka
so is mutaliq Tm ke old s.mod aur ISLAMIC ke mutaliq
achha khaasa ilm rakhne waale Saviou bhai se mene poocha
to woh bhi yehi bole ke parh sakte hain miyan biwi eik saath

ab chande qadam peeche rahen jese aap ne pichli sharing me kaha
to zyaada behetter hai .
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
THANk u

pr jab 2 log bhi nimaaz ada kr rhey ho wo jimaat hi kehlati hai,,,,aur aurrat hamesha admi sey peechey hai her ammal mai ye tou aap jantey hai na,,isi liye aurrat wo chahey baiti ho ya bivi ho ya maa ho ya bahan wo admi sey peechey hi rahey gi,,,,chahey tou kuch qadmon ka fasla ho,,,
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
THANk u

pr jab 2 log bhi nimaaz ada kr rhey ho wo jimaat hi kehlati hai,,,,aur aurrat hamesha admi sey peechey hai her ammal mai ye tou aap jantey hai na,,isi liye aurrat wo chahey baiti ho ya bivi ho ya maa ho ya bahan wo admi sey peechey hi rahey gi,,,,chahey tou kuch qadmon ka fasla ho,,,
Ji siso mene yehi kaha ke aisa hoga ke zara peeche rehna ho biwi ko lekin
ye baat @Bela sis teyh hai ke aap dono nawafil eik saath ada kar sakte ho there is nt any problem ;)
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
jazakAllah nicee sharing[DOUBLEPOST=1349889887][/DOUBLEPOST]yr mujhe thora boht hi pta hai ke masajid main aurton ke lye parde ka intizaam hota hai so aurten chahen to parh b sakti hain or phir namaz e jumma main to bari tadaad main ati b hain lekin aurat or mard chahen rishte main koi b hon saath nhi parh sakte imaam ke peeche parh sakte hain lekin aisi surat main jab sirf 2 hi afrad ho jamaat ke lye tab b aurat ko imaam ke peeche hi khara hona pre ga saath nhi parh sakti
or han main apni posting main hadeesen islye likhta kyunke mujhe lafz ba lafz hadees or uska hawala yad nhi hota per phir b meri bat main kisi bat ki tasdeeq krni hoa kre to mujhe bta dya kro main inshAllah lafz ba lafz likh dya krunga parh kr
 
JAZAKALLAH khair bhai jan

agar bina jamaat ke bhi aurat aur mard eik saath namaz nahin parh sakte
to is per hadeeth jo aap ne parhi hai use tasdeeq ke liye peish kar dein .
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ye to thek ha n mujhy pata ha is bary me lakn me bajumat nawafil ki bat nahi kr rahi thi me ti bs ese hi ghar me
jo nawafil ada krty han binna jummaat k uska tareeka poch rahi thi
jahan tak my ne tahqeeq ki hy aur jo hadees pesh ki hy us se bi ye baat wazeh hoti hy ke sath parhne me koi harj nahi
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
@S_ChiragH
@*Muslim*
@hoorain
@lovelyalltime

Aurraton k liye nimaaz afzaal ghar mai hai....pr ager masjid jana chahey tou koi burai nhi,,,,

@Bela sis apk swal ka jwaab

jazakillah bahen apki share karda tamam ahadees sahi hy
lekin @Bela aapi ka sawal kch aur tha aur apki jitni bi ahadees hy is me biwi ka zikr nahi aur naa hi do logon ki namaz ka zikr hy isme do se zyada logon ki namaz ka zikr hy aur biwi ke elawa aurton ka zikr hy to aisi surat me jo apne share kie hy wo sahi hy ke aurat piche karhi rahegi

lekin agar do hi log namaz parh rahe hy to wo sath khare rahenge ab isme mard maqsoos nahi
aur shadi ki raat bhi jo shohar aur biwi namaz parhte hy wo bi sath me hi hy

agar do logon ki namaz aur shohar aur biwi ki namaz me alag taherna hadees me hy to zarur batana

wallahu aalam
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
mujhy ak or bht eham sawal pochna ha
@*Muslim* @S_ChiragH @Detective

eisha ki namaz raat k kis peher tk adda ki jasakti ha?

mujhy Sunat e Nabi s a w ka pata ha k wo late nite wittar add krty n pehly farz adda kr chuky hoty......
ye nai pochna

kese samjhaou.......
ok aksar me isha k waqt kafi thakki hoti hon to namaz adda krna bojh sa lagta ha pher me raat me uth k namaz adda kr leti hu takriban 5 bajy(q k yahan fajar subho 7 bajy hoti ha) to kya ye sahi ha? agr nai to kis waqt ada kru k namaz makroh na ho?
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
mujhy ak or bht eham sawal pochna ha
@*Muslim* @S_ChiragH @Detective

eisha ki namaz raat k kis peher tk adda ki jasakti ha?

mujhy Sunat e Nabi s a w ka pata ha k wo late nite wittar add krty n pehly farz adda kr chuky hoty......
ye nai pochna

kese samjhaou.......
ok aksar me isha k waqt kafi thakki hoti hon to namaz adda krna bojh sa lagta ha pher me raat me uth k namaz adda kr leti hu takriban 5 bajy(q k yahan fajar subho 7 bajy hoti ha) to kya ye sahi ha? agr nai to kis waqt ada kru k namaz makroh na ho?

Achha @Bela sister is hawaale se
hum ne ahadeeth me aadhi raat tak ka parha hai
lekin fajar se before 2 hours aadhi raat me to nahin aata :s

Sahih Bukhaari,Mawaqeet us salaat,hadeeth#600

حدثنا عبد الله بن الصباح، قال حدثنا أبو علي الحنفي، حدثنا قرة بن خالد، قال انتظرنا الحسن وراث علينا حتى قربنا من وقت قيامه، فجاء فقال دعانا جيراننا هؤلاء‏.‏ ثم قال قال أنس نظرنا النبي صلى الله عليه وسلم ذات ليلة حتى كان شطر الليل يبلغه، فجاء فصلى لنا، ثم خطبنا فقال ‏"‏ ألا إن الناس قد صلوا ثم رقدوا، وإنكم لم تزالوا في صلاة ما انتظرتم الصلاة ‏"‏‏.‏ قال الحسن وإن القوم لا يزالون بخير ما انتظروا الخير‏.‏ قال قرة هو من حديث أنس عن النبي صلى الله عليه وسلم‏.‏
ہم سے عبداللہ بن صباح نے بیان کیا ، کہا ہم سے ابوعلی عبیداللہ حنفی نے ، کہا ہم سے قرہ بن خالد سدوسی نے ، انھوں نے کہا کہ
ایک دن حضرت حسن بصری رحمہ اللہ علیہ نے بڑی دیر کی ۔ اور ہم آپ کا انتظار کرتے رہے
جب ان کے اٹھنے کا وقت قریب ہو گیا تو آپ آئے اور ( بطور معذرت ) فرمایا کہ میرے ان پڑوسیوں
نے مجھے بلا لیا تھا ( اس لیے دیر ہو گئی ) پھر بتلایا کہ انس بن مالک رضی اللہ عنہ نے کہا تھا کہ ہم
ایک رات نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کا انتظار کرتے رہے ۔ تقریباً آدھی رات ہو گئی تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم
تشریف لائے ، پھر ہمیں نماز پڑھائی ۔ اس کے بعد خطبہ دیا ۔ پس آپ نے فرمایا کہ دوسروں نے نماز پڑھ لی اور
سو گئے ۔ لیکن تم لوگ جب تک نماز کے انتظار میں رہے ہو گویا نماز ہی کی حالت میں رہے ہو
امام حسن بصری رحمہ اللہ علیہ نے فرمایا کہ اگر لوگ کسی خیر کے انتظار میں بیٹھے رہیں تو وہ بھی خیرکی حالت ہی میں ہیں
قرہ بن خالد نے کہا کہ حسن کا یہ قول بھی حضرت انس رضی اللہ عنہ کی حدیث کا ہے
جو انھوں نے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم سے روایت کی ہے
Iske ilaawa bhi bohot se ahadeeth me aadhe raat ko namaz e isha ki baat tehreer ki gaiy hai
ab agar aapki taraf wo waqt jab aap namaz parhti hain aadhi raat ka hissa hai to bila shuba theek hai
lekin agar wo aadhi raat ka hissa nahin to WALLAHU AALAM .
 
  • Like
Reactions: kool~nomi and Bela
Top