** As Slaam U Alaikum ** "hadees صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم "

  • Work-from-home

razi_dil206

Active Member
Oct 27, 2012
477
525
143
LAHORE
Abdullah bin Umer ( رضی اللہ عنہ ) se riwayat hai k aik shakhs ne Rasool ALLAH صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم se poocha kon sa islam behtar hai? Aap ne fermaya ( yeh k too bhookey aur mehmaan ko ) khaana khilaawey aur her shakhs se alsalaam alaikum kerey khawah too us ko pehchaanta ho ya na pehchaanta ho _

Saheeh Muslim Shareef - Jild awal -page # 138-139 - Hadees # 160-Baab :khazayil islam ki fazeelat aur us baat ka bayaan k islam mein kon sey kaam afzal hain _-

~*~ plz forward it if u can ~*~
 

razi_dil206

Active Member
Oct 27, 2012
477
525
143
LAHORE
** as slaam u alaikum **
Aanhazrat صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ne fermaya k murdon (dead) ko burra bhalla na kaho , is liye k wo us cheez k paas pohanch gayey jo unho ne kiya tha _

reference = sahih bukhari volume # 3 ... page #591... Hadees # 1436 ...baab848..kitabul Raqaaq***

~*~ plz forward it if u can ~*~
 

razi_dil206

Active Member
Oct 27, 2012
477
525
143
LAHORE
w salam ......baeshak .jazakAllah
JAZAKALLAH​
644022_124487667704393_618326567_n.jpg
[DOUBLEPOST=1351659015][/DOUBLEPOST]** as slaam u alaikum **

Aap صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم ne fermaya: kisi musalman ka khoon halaal nahi mager teen (3) cheezon se , aik yeh k wo shaadi shuda honey k bawajood badkaari mein mubtala ho jaayey_doosrey yeh k us ne kisi ko na haq qatal kiya ho , us k qassas mein maara jaayey _ teesrey yeh k apna deen haq chor ker murtad ho gaya ho ( Bukhari )

~*~ plz forward it if u can ~*~
 
Top