Apni Nazroon se jo gir jaye woh chera na bana
Mujh ko lamhe-a-fursat ka kilona na bana
Saikaron raste hain ajnabi ho jane ke
Tark karna hai talook tu bahana na bana
Jhoat ehsaas ki qandeel ko booja deta hai
Muhje insaan samja khud ko firishta na bana
Apni yaadein tu mere dil main nihan rehne de
Iss mekhte houy gulzar ko sehra na bana
Mein tu pehle hi zakhum lie phirti hoon
Muhje ab shehar dard-e-tamsha na bana
Thak gayi hain mere ehsaas ki aakhaein aab tu
Naqash deewar per ab koi purana na bana