Jis k sath hum ko maza ata that
Suna hy ajh kal woh khoob mazay main hy
Wese to ik aur b baat hy
Wese main b mazay main houn
Aur ik ider kado laga phirta tha
Suna hy kisi ne us ko kado kash kiya
Magar us ka halwa nahi banaya
Aur woh pheeki atma ban k mujh ko tanz kr k Jaan raha
K main kon houn,,
wese ik aur baat
Woh phir bataoun ga