kero kero jo acha sa milta hy kero... koi to new ho ga naab kya kru main ?
kero kero jo acha sa milta hy kero... koi to new ho ga naab kya kru main ?
kero kero jo acha sa milta hy kero... koi to new ho ga na
wah wah waaaaaaahBadli jo rut guroor k gird-o-gubaar ki
Dastaar khul gyi tre jhooty waqaar ki
Humny kaha na tha k na bad-mast ho k chal
Mehngi bahut paregi ye " Izzat Udhaar Ki "
great yrAna hai tum mein bhi thori bohat batana ose
woh ab mile bhi to mat haal dil sunana ose
akele kis se othaya jata hai taluqat ka bojh
woh tum ko yaad na rakhe, to bhool jana ose
awwwANA ki mae nahi qaayin muhabbat hy mujhy sb sy
jo dill mae bughaz rkhty haen mae un apnu sy darti hun
Har su raqabaton ka dehakta alao tha
Us shehr-e-dostan myn ajab sa tanao tha
Phr yun hua k uski anaa usko kha gyi
Wrna us aadmi myn bada rakh rakhao tha
I agreed with youana oar muhabbat ki kashmaksh mae
ana jeet jaye to zindagi haar jati hy