yaqeen ata nahe dil ko ky aisa ho bhi sakta hai
hamara haal e dil sun kar wo zalim ro bhi sakta hai
khabi insan akela ho ky bhi tanha nahe hota
sare mihfil khabi bety betai kho bhi sakta hai
taajub kiun hai tum ko humari be gunahi per
karam ka ek qatra daghe daman dho bhi sakta hai
zameene aarzu num hai musalsal ashk baari se
agar tu chahy to kuch khuwab is mai bo bhi sakta hai
wo kehty hain teri khatir sitary toor lain gy
bazahir yun nahe hota magar yun ho bhi sakta hai...