Ahkam-e-zil Hajj

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
jazak Allah khaira bhai

ek sawal hy bhai daleel k sath jawab mil sake to zarur bataiyega

arafa kis din ko kehte hy wo din jis din haaji arafat ke maidan me jama hote hy ya phir 9zil hajja ko?
agar jis din haji jama hote hy tu phir us din saari dunia me log roza rakh sakte hy agr nahi to phir jis din haji arafat ke maidan me jama honge us din to saudi arab me 9zil hajja hogi aur wahi arafa ka din keh laega aur usi din ki fazeelat b hy lekin us din ko india pakistan me 8 tareekh hogi

to ab banda tareekh ke hisab se roza rakhe ya arafa ke hisab se?
aur hadees me kya tareekh ka zikr hy ya arafa ke din ka?

shukria
 
better to ask this question with mufti . aur har amal chand ki tareekhon se hota hai so mere khayal main chand ki tareekh pe he amal karna behtar hai
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
better to ask this question with mufti . aur har amal chand ki tareekhon se hota hai so mere khayal main chand ki tareekh pe he amal karna behtar hai
bhai my ne tahqeeq ki hy pehle bht confuse rehta tha lekin phir is post se baat yaad ayi to parhne walon ko b clear ho islie apse pucha

bhai bhai ramzan ke rozon ki hadees me tareekh ka zikr hy aur aise hi muharram ke rozon me lekin arafa ke rozon me tareekh ka zikar nahi hy jaise aap ne upar hadees ka tarjuma pesh kiya hai 9zil hajja to hadees me ye zikar nahi hy sirf arafa ka zikr hy

bhai aap bhi tehqeeq kijie aur muje b bataiye
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
bhai my ne tahqeeq ki hy pehle bht confuse rehta tha lekin phir is post se baat yaad ayi to parhne walon ko b clear ho islie apse pucha

bhai bhai ramzan ke rozon ki hadees me tareekh ka zikr hy aur aise hi muharram ke rozon me lekin arafa ke rozon me tareekh ka zikar nahi hy jaise aap ne upar hadees ka tarjuma pesh kiya hai 9zil hajja to hadees me ye zikar nahi hy sirf arafa ka zikr hy

bhai aap bhi tehqeeq kijie aur muje b bataiye
ok InshaAllah
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Zee bhai mene tehqeeq krli hai or aj Ittifaq se same hadees jummay mai b hamare imam sahab yani mufti sahab ne yehi hadees 9 Zil hajja with date bayan ki thi jisse apki mushkil b hal hogai or Muslim ko b un k sawal ka jawab milgia or 1 or sawal tha k kia 9 zil-hajja yahan k hongay ya wahan k to mene namaz k baad mufti sahab se pocha unho ne kaha k yahan k honge or hamare chand k mutabiq wo roza next Jummay ko hai... ok Muslim bhai ab ap mutmaen hogaye ?
 
bhai confusion to ab aur barh gai
aap zara mufti sahab se daleel aur wazahat talab ki jie aur unke alfaaz me hi idar share ki jie taa ke samajhne me asaani ho shukria
 
  • Like
Reactions: F-iceage

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
bhai jan apko agr itna he masla hai to ap ye sub khud Q ni poch lete hen ? wo ziada behter ni rahega ?
bhai my ne pucha hy aur clear bhi hua tha lekin zee bhai ki post se aur phir apki post se confusion barhi hy aur my ny chahta ke koi galat msg logon tak jae islie bol raha hun aap jo bhi kahen deen ke mamle me daleel se kahen naa ke bas kisi ne kaha to sach ho gaya
 
  • Like
Reactions: F-iceage

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
bhai my ne pucha hy aur clear bhi hua tha lekin zee bhai ki post se aur phir apki post se confusion barhi hy aur my ny chahta ke koi galat msg logon tak jae islie bol raha hun aap jo bhi kahen deen ke mamle me daleel se kahen naa ke bas kisi ne kaha to sach ho gaya
jo mene kaha wo huq or such hai or aapne jo suna wo b kehdijiay ? daleel in sha Allah pochlonga lekin agr daleel de b di or apko kisi ne kaha ho k ni ye ghalat hadees hai tub b to ap inkar he krogay na ? isliay agr apko kisi ne is hadees ka inkar kia hai to better yehi hai k is mamle ko yahin khatam kren Q k phir wahi bat firqay pe ajati hai...
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
jo mene kaha wo huq or such hai or aapne jo suna wo b kehdijiay ? daleel in sha Allah pochlonga lekin agr daleel de b di or apko kisi ne kaha ho k ni ye ghalat hadees hai tub b to ap inkar he krogay na ? isliay agr apko kisi ne is hadees ka inkar kia hai to better yehi hai k is mamle ko yahin khatam kren Q k phir wahi bat firqay pe ajati hai...
auzubillah bhai my hadees ka inkar karunga ye apne kese kaha ye to sara sar ilzam hy buhtan hy
aur apne jo baat kahi wo haq hy kese maano jab tak aap sahih daleel na do?

mere daleel to yehi hadees hy jisme wazeh hy ke arafa ke din ka roza hy
kahin bhi 9zil hajja ka zikr nahi agar hy to aap batao
 
Top