Aapka Manzar Apaki Kahani( 21st November 2013)!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hi frndz this is my sharing please bataiye ga zarur kaisi lagi meri sharing kahani ka unwaan hai

Kursi Pe Betha Hoa Ek Ghareeb Burha...
purane waqton ki baat hai kisi ghar main ek burha admi rehta tha bechara itna ghareeb tha ke har waqt neele colur ka ek hi jora pehne rehta tha
burhape ki waja se bechare ke sar ke aadhe baal bhi ur chuke the or uske ghar pe ek kursi b thi lakri ki or brown colur ki
bechara jab b ghar aata tha ussi kursi per hi beth jata tha or apne halaat ke bare main sochta rehta tha ke akhir kaise theek honge mere halaat or yeh gham uss bechare burhe ko din raat deemak ki tarha khaye ja raha tha
or abi abi maine note kya to pta chala bechara burha to itna ghareeb tha ke uske dono shoes bhi alag alag the
i mean dono shoes ko ghor se dekhen to left wale paon ka juta chota or right wale paon ka juta bara nazr arha tha or designe main b farq tha
kher jo b ho wo to ghareeb tha na or ghareeb log aise hi to hote hain
to ek dafa ka zikar hai woh burha routine ke mutabiq ghar per apni brown colur ki kursi pe betha hoa tha or apne halaat ka jaiza le rha tha ke achanak kahin se dhool mitti urti hoi ayi or uski ankhon main chali gayi
bechara burha dono haathon se apni aankhen chupa leta hai bilkol jaisa pic main nazr arha haina ap logon ko same ussi tarha
or jaise hi wo burha apni aankhon se haath uthata hai to us bechare ki beenayi hi chali jati hai or usko kuch nazar hi nhi arha hota yeh sara majra dekh kr to uske pairon tale zameen hi nikal jati hai
or wo zor zor se chillane lagta hai bachaoooooo bachaooooooo
yeh shor sharaba sun ker aas paros ke log bhagte hoye aate hain or uske ghar ka kibara khatkhatane lagte hain or bechara burha tatool tatool ker darwaze ki tarf jata hai or jaise hi darwaza kholta hai foren hi usse chakkar ajate hain or wo girta hai or behosh hojata hai
bechare parosi usko utha ker hospital main le jate hain or sara maajra doctor ko sunate hain itna dukh bhara maajra doctor jab sunta hai to uski aankhon main aanso ajate hain or woh elaan krta hai ke is burhe ka ilaaj wo free main karega ye sun ker parosiyon ki aankhon main b khushi ke aanso ajate hain or wo thank u doctor sahab keh kr hospital se nikal jate hain
lekin qismat dekhen us burhe ke bure din abi khatam nhi hoye the jaise hi doctor uska free ilaaj shoro karta hai achanak se police ati hai or doctor ko kisi mareez ko ghalt davai de kr halak krne ke jurm main giraftar kar ke le jati hai
ab bechara burha hospital main be yaro madadgaar para hota hai or apni bachi kuchi zindagi ke din gin gin ker kaat raha hota hai ke achanak hi kisi admi ki nazar us burhe pe parti hai uske dil main hamdardi ka jazba paida hojata hai or woh us burhe ki madad karne ki thaan leta hai
or phir wo farishta sift insan apne kharche per us burhe ka ilaaj karwata hai or is tarha uska ilaaj chalta rehta hai or ahista ahista us burhe ki beenayi wapis ane lag jati hai or phir us burhe ko pehle ki tarha sab kuch saf saf nazar ane lagta hai or phir wo ek dam theek hojata hai or hospital se usse chutti mil jati hai
or jaise hi wo burha hospital se bahar nikalta hai saamne hi wo farishta sift insan arha hota hai or wo burhe se pochta hai ke apka ghar kahan hai ap kahan rehte ho or apke ghar main kon kon rehta hai
to phir ghareeb burha us farishta sift insan ko apni dukh bhari kahani sunana shoro krta hai or burhe ki dukh bhari kahani ap log ussi ki zubani suniye...
mera asli naam Abdul Quddos hai or hum chaar behen bhai the jab maine aankh kholi to khud ko ek ghareeb ghar main paya
mera baap mehnat mazduri kar ke apne bv bachon ka pait bhara karta tha or aye din ghurbat ki wajah se hamara pura pura din faaqo main guzra karta tha
apne ghar ka yeh haal mujse dekha nhi jata tha isliye ek din maine b apne baap ka baazu banne ki thaan li or apne baap ke sath mazduri karne ghar se nikal para
ittifaq dekhiye abi maine mehnat mazduri shoro hi ki thi or ghar ke halaat thore thore kar ke ache hone hi lage the per qismat ko kuch or hi manzur tha or ek din mera baap mazduri karne gaya to kisi truck wale ne usse takkar maar di or mera baap moqe pr hi jaan bahaq hogaya
yeh khabar hamare ghar main kuhraam ban ker pohonchi or meri maa yeh sadma bardasht nhi kar payi or foren hi usse heart attack hogaya or wo b moqe pr hi jan bahaq hogayi
jaise hi bare bhai ko pta chala ke unke maa baap ab is duniya main nhi bechara ussi waqt hi yeh sadma bardasht na kar pane ki waja se mar gaya
uski laash jaise hi bari behen ne dekhi uski cheekhen nikal gayin or bechari wo b mar gayi
bari behen ki mout ki dekh ker choti behen se b raha na gaya or bechari wo b mar gayi or is tarha is zalim duniya main main akela reh gaya
abi itne sare gham bardasht kar hi nhi paya tha ke malik makan aya or usne kaha ke pichle 6 maah se ap logon ne makan ka kiraya nhi dya isliye hamara makaan khali kardo
or phir maine apne sare kapre ek sandoq main bhare or sandoq pakar ker bojhal qadmon ke sath sheher ki tarf chal para
or sheher main pohonch ker maine ek kamre ka makan kiraye per liya or mehnat mazduri kar ke apna pait paalne laga waqt ka pahiyya dheere dheere chalta raha or main bachpan ki haden paar kar ke jawan hogaya
phir ek din muje ek larki pasnd ayi or maine us se shadi karli or phir Allah ne hamen aulaad ki nemat se nawaza or hum sab hansi khushi rehne lage lekin qudrat ko to shayed kuch or hi manzor tha meri bv ko dimme ki bemaari lag gayi or jald hi wo apne khaliq e haqiqi se jaa mili
or main tanha apne 4 chote chote bachon ka pait bharne ki khatir mehnat mazduri karta raha or unhe paal pos kr bara krta raha
phir bache jab bare hogaye to mere dast e baazu ban gaye or meri tarha mehnat mazduri karne lage
phir bachon ki shadi ka time aya to maine apne chaaron baiton ki shadi bari dhoom dhaam se ki lekin uska anjam yeh hoa ke jab unki biviyan agayin to yeh burha baap unhe bojh lagne laga
mujse yeh sab dekha na gaya or maine wo ghar jo kiraye pr liya tha lekin mehnat mazduri kar kar ke paisa jama kar ke khareed lya tha wo ghar apne bachon ke naam kya or mazeed bojh banna pasand nhi kya or ghar chor ker ek kiraye ka makan le kr rehne lga
pehle pehel to jism main itni taqat mojod b thi ke mehnat mazduri kar ke apna pait bhar lya karta tha per waqt ke sath sath burhapa barhta chala gaya or ab to itni b himmat nhi ke uth kr pani pee sakon
isliye ghar main jo brown colur ki kursi hai uss pe beth kr zindagi ke baaqi din guzarta rehta hn or mout ka intizar karta rehta hon
yeh kahani sun ker to us farishta sift insaan ki aankhon se aanso jaari hojate hain or wo us burhe aadmi se kehta hai ke mere maa baap to mere paida hone se pehle hi mar gaye the lekin unho ne mere liye boht sari dolat chori hai
or meri wife b naik sift aurat hai or mera ek beta b hai lekin baap ki kami hamesha mehsos hoti hai or main chahta hon ke main apka baita ban ker puri zindagi apki khidmat karta rahon isliye plz uthiye or aaj se ap mere ghar pe rahenge jo boht bara hai
yeh sun ker to us burhe ki aankhon main aanso ajate hain or wo us farishta sift insan ko gale lagata hai or uske sath uske ghar chale jata hai jahan per us farishta sift insan ko na sirf ek baap balke uske uske bache ko ek dada or uski bv ko ek susar mil jata hai or phir sab log hansi khushi rehne lagte hain.....Khatam Shud
bohat achi kahani hay:p
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Barson Baad
Kitab Khol Rha tha wo APne maazi ki
Warq Warq par bikharta gya maira chehra
ye Log kio muje pechaante nhi mohsin
Main sochta hun kahan reh gya maira chehra?
Aaj phir zindagi ki kitab mazzi k awrqa palt'tey huye 30 saal pichle us baab par le gai jo 30 saal pehle meri zindagi ka haseen tar baab tha Lakin us ne meri zindagi k aaynda tmam saalon ka husan nigal liya.
wo khubsurat din jab har taraf befikri thi,ronaqain thi, ayashiyan thi, parhayi,saer-o-tafreehh doston k sath halla gulla aur pur josh zindagi ,,kabhi na kisi ne kisi baat se roka aur na maine kabhi kisi ki baat suni, Maan Baap ka iklota ladla baita hone ki haysiyat se har har mor par un se apne haq se zziada wasulta rha,muhabbat,dolat, tawajja,waqt sab kuch
in sab cheezon ne muje is qadar khudgarz bna diya k maine dusron k ehsasat ka khayal rakhna seekha hi nhi,
na tab jab school may papers chori karne k ilzam may maine apni jaga apne best friend ko phassa diya...
na tab jab raat ko dair se ghar aane pe abbu ki daant k jawab may maine unhe un se ziada unchi awaz may jhirka....
na tab jab apne ghussa apni maan par nikalta aur maheeno un se baat na akrta,,unki aankhon k aansu aur minnat b muj par asar nhi karti!
na tab jab apne maan baap ko tanha rotey huye chor k unki tmama jama punji samait kar un k ehsanat aur muhabbat ko nazar andaz karte huye abroad chla gya, aur baap k inteqal pey b pakistan na aaya!
aur jis din pakistan aaya ussi din meri maan ki boorhi muntazir nigahain meri aik jhalak daikhte hi hamesha k liye band ho gai!
maie dil may wo jazba wo ehsas hi nhi tha k muje dukh hota muje ye sab zindagi k aam mamulaat ka hissa laggey!
phir zindagi ka agla baab shuroo hua,Meri shadi maira ghar meri family well established business aur har tara ki aasaysh main to hamesha se inhi aasayshon ka aadi tha, Main zindagi key in 45 saalon may kabhi nhi roya muje is baat par ,apne is record par fakhar tha!
Phir aik baar may zindagi may pehli baar roya ," jab maira business partner ne muj se dhoka kiya aur business down hote daikh kar meri aaram pasand biwi ne muje chora,phir main roya jab Maire farmabardar bachey muej tanha chor k maire ehsanat bhula kar barri ebhissi abroad shift ho gey,main apni maan ka shehzada bohat ,aasyashon ka aadi aalishan mehal se aik jhompri may aa gya,,jaise Khuda ne muje aasman se zameen par patkha ho,muje meri auqat yaad dilayi ho ,tab may bohat ziada roya, apni maan ko pukar kar roya unki qabar ko dhundtey huye roya par sahyed meri maan aur maira Khuda muj se naraz hain muje unki qabar b nhi mili aur us k baad se main aaj zindagi k is painsathwey (65) saal tak har roz rota hun,tanha,majbur,apne zameer ka qedi,Shayed yhi Mkafat-e-amal hay, jo maien sari zindagi boya ab usse katne ki muddat hay jo shayed martey dam tak chalegi.....
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi

hmmmmm achi kahani hai u ki b
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113

zabardast :-bd hmari kahani kuch milti julti hy :p
 
  • Like
Reactions: Hoorain

*Sarlaa*

Moderator
VIP
Apr 16, 2013
17,846
7,109
363
32
Pakistan.. karachi

awsome sis and wording is too gud and concept :) @Hoorain
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Guriya_Rani

❥❥ღ ☆º ❥❥SuB Ki LaAdAli GuRiYa❥❥ღ ☆º ❥❥
VIP
Oct 18, 2013
24,325
8,905
1,313
Aisa waqt har kisi par ataa hai
Ek Din ,main Apni Beti Ko TRip Par Lekar gayaa tha Taake main Use Dikha Sakon K Ghareeb Log Kaise Rahte Hain,
mene or meri beti ne Apna Waqt Ek Ghareeb family K Farmhouse main guzara Aur Wahan Kuch Din Rahne Ke Baad Jab me Aur meri Beti Ghar K liye niklay thy Toh mene Raaste Me apni Beti Se Poocha
Kya Tumne Dekha, We Kitne Ghareeb Hain ?
Tumne Isse Kya Seekha ??
meri Beti ne kaha
"Hamare Paas Swimming Pool Hai, Unke Paas Nadiyan (Rivers) Hain,
Hamare Paas Raat Ke Liye Lantern Hai, Aur Unke Paas Sitaare (Star),
Ham Khaana (Food) Khareedte Hain Aur Wo Ugaate Hain,
Hamari Hifaazat Ke Liye Diwaaren Hain, Aur Unke Paas Dost (Friends)
Hamare Paas Encyclopedia Hai, Aur Unke Paas Padhne Ko Quraan,"
phir meri beti ne kaha
"Shukriya Dad , Mujhe Dikhaane K Liye K Ham Kitne Ghareeb Hain"
Sirf Paison Se Hi Aadmi Ameer Nhi Ho Jaata, Allah Ki Zaat Ke Aage Hamari Auqaat Sirf Ek Faqeer Jaisi Hai
meri beti ne mujhy sekha dia k jeeny ka asal maqsad kya hai
aaj mujhy ehsaas hai k gareebi kesy kehty hen bura waqt har kisi par ata zindagi me kbi bhi apni dolat or shuhrat par garoor nhi karna chahiye qk bura waqt any me dair nhe lagti
@NamaL @Fa!th @Sana_20 @huny @Advocate @RedRose64 @Miss_Tittli @marib @Azeyy @Chaya
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Barson Baad
Kitab Khol Rha tha wo APne maazi ki
Warq Warq par bikharta gya maira chehra
ye Log kio muje pechaante nhi mohsin
Main sochta hun kahan reh gya maira chehra?
Aaj phir zindagi ki kitab mazzi k awrqa palt'tey huye 30 saal pichle us baab par le gai jo 30 saal pehle meri zindagi ka haseen tar baab tha Lakin us ne meri zindagi k aaynda tmam saalon ka husan nigal liya.
wo khubsurat din jab har taraf befikri thi,ronaqain thi, ayashiyan thi, parhayi,saer-o-tafreehh doston k sath halla gulla aur pur josh zindagi ,,kabhi na kisi ne kisi baat se roka aur na maine kabhi kisi ki baat suni, Maan Baap ka iklota ladla baita hone ki haysiyat se har har mor par un se apne haq se zziada wasulta rha,muhabbat,dolat, tawajja,waqt sab kuch
in sab cheezon ne muje is qadar khudgarz bna diya k maine dusron k ehsasat ka khayal rakhna seekha hi nhi,
na tab jab school may papers chori karne k ilzam may maine apni jaga apne best friend ko phassa diya...
na tab jab raat ko dair se ghar aane pe abbu ki daant k jawab may maine unhe un se ziada unchi awaz may jhirka....
na tab jab apne ghussa apni maan par nikalta aur maheeno un se baat na akrta,,unki aankhon k aansu aur minnat b muj par asar nhi karti!
na tab jab apne maan baap ko tanha rotey huye chor k unki tmama jama punji samait kar un k ehsanat aur muhabbat ko nazar andaz karte huye abroad chla gya, aur baap k inteqal pey b pakistan na aaya!
aur jis din pakistan aaya ussi din meri maan ki boorhi muntazir nigahain meri aik jhalak daikhte hi hamesha k liye band ho gai!
maie dil may wo jazba wo ehsas hi nhi tha k muje dukh hota muje ye sab zindagi k aam mamulaat ka hissa laggey!
phir zindagi ka agla baab shuroo hua,Meri shadi maira ghar meri family well established business aur har tara ki aasaysh main to hamesha se inhi aasayshon ka aadi tha, Main zindagi key in 45 saalon may kabhi nhi roya muje is baat par ,apne is record par fakhar tha!
Phir aik baar may zindagi may pehli baar roya ," jab maira business partner ne muj se dhoka kiya aur business down hote daikh kar meri aaram pasand biwi ne muje chora,phir main roya jab Maire farmabardar bachey muej tanha chor k maire ehsanat bhula kar barri ebhissi abroad shift ho gey,main apni maan ka shehzada bohat ,aasyashon ka aadi aalishan mehal se aik jhompri may aa gya,,jaise Khuda ne muje aasman se zameen par patkha ho,muje meri auqat yaad dilayi ho ,tab may bohat ziada roya, apni maan ko pukar kar roya unki qabar ko dhundtey huye roya par sahyed meri maan aur maira Khuda muj se naraz hain muje unki qabar b nhi mili aur us k baad se main aaj zindagi k is painsathwey (65) saal tak har roz rota hun,tanha,majbur,apne zameer ka qedi,Shayed yhi Mkafat-e-amal hay, jo maien sari zindagi boya ab usse katne ki muddat hay jo shayed martey dam tak chalegi.....
Bohat Hi Umdaaa...
 
Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941

duniya makafat-e-amal ka nam hai..
boht acha likha !
kisi Maa'n Baap k gustakh ko izat nahi milti
jahan izat nahi milti wahan jannat nahi milti !
 
  • Like
Reactions: Hoorain and Star24

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
Ye Rahi Meri Sharing...
Main Aur Meri Tanhayi..!!
Aaj bhi jab tanha baith ta hoon toh khayal aata hai ke kaash mera bhi koi saathi hota,jisse main apne dili jazbaat bant ta,uski khushi main khush hota aur uske ghum main afsurda.
Jawani main toh bohat se mawaqay aaye,har cheez mayassar thi,
Daulat ,Shaohrat ,itraaf main haseeno ka majma,apno ka pyaar aur dost wo ahbaab ka saath.Magar in tamam baaton par bas aik hi lafz ghalib aajata hai,,
Kaash......!!
Aey kaash ke us waqt jab sab kuch sehel tha,jab sab meri dastaras main tha tab hi aik adad naik hamsafar chun leta toh Main aur Meri Tanhayi yun tanha na hotay.Agar us waqt hi daulat ko ache kaamo main istemaal karta ,apne baap ka kehna maan kar use naik kaamon main lagata,toh shayad kisi ghareeb ki dua hi lagty,
aur aaj is waqt ye ghurbat mera muqaddar main na hoyt,meri tanhayi baantne k liye is kursi ke ilawa shayad koi ze-nafs bhi majood hoti .
Daulat bhi mayassar thi ,
shohrat bhi mayassar thi
us dor-e -jawani main,
har cheez mayassar thi
Tha dor -e- jawani jab,
kuch ho na saka mujhse
Ab baith k tanha main,
afsos hi karta hoon
Aey kaash ke us waqt mene,
kuch kaam kiye hote
to aaj Main Aur Meri Tanhayi,
yun tanha na hotay.
 
AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
hi frndz this is my sharing please bataiye ga zarur kaisi lagi meri sharing kahani ka unwaan hai

Kursi Pe Betha Hoa Ek Ghareeb Burha...
purane waqton ki baat hai kisi ghar main ek burha admi rehta tha bechara itna ghareeb tha ke har waqt neele colur ka ek hi jora pehne rehta tha
burhape ki waja se bechare ke sar ke aadhe baal bhi ur chuke the or uske ghar pe ek kursi b thi lakri ki or brown colur ki
bechara jab b ghar aata tha ussi kursi per hi beth jata tha or apne halaat ke bare main sochta rehta tha ke akhir kaise theek honge mere halaat or yeh gham uss bechare burhe ko din raat deemak ki tarha khaye ja raha tha
or abi abi maine note kya to pta chala bechara burha to itna ghareeb tha ke uske dono shoes bhi alag alag the
i mean dono shoes ko ghor se dekhen to left wale paon ka juta chota or right wale paon ka juta bara nazr arha tha or designe main b farq tha
kher jo b ho wo to ghareeb tha na or ghareeb log aise hi to hote hain
to ek dafa ka zikar hai woh burha routine ke mutabiq ghar per apni brown colur ki kursi pe betha hoa tha or apne halaat ka jaiza le rha tha ke achanak kahin se dhool mitti urti hoi ayi or uski ankhon main chali gayi
bechara burha dono haathon se apni aankhen chupa leta hai bilkol jaisa pic main nazr arha haina ap logon ko same ussi tarha
or jaise hi wo burha apni aankhon se haath uthata hai to us bechare ki beenayi hi chali jati hai or usko kuch nazar hi nhi arha hota yeh sara majra dekh kr to uske pairon tale zameen hi nikal jati hai
or wo zor zor se chillane lagta hai bachaoooooo bachaooooooo
yeh shor sharaba sun ker aas paros ke log bhagte hoye aate hain or uske ghar ka kibara khatkhatane lagte hain or bechara burha tatool tatool ker darwaze ki tarf jata hai or jaise hi darwaza kholta hai foren hi usse chakkar ajate hain or wo girta hai or behosh hojata hai
bechare parosi usko utha ker hospital main le jate hain or sara maajra doctor ko sunate hain itna dukh bhara maajra doctor jab sunta hai to uski aankhon main aanso ajate hain or woh elaan krta hai ke is burhe ka ilaaj wo free main karega ye sun ker parosiyon ki aankhon main b khushi ke aanso ajate hain or wo thank u doctor sahab keh kr hospital se nikal jate hain
lekin qismat dekhen us burhe ke bure din abi khatam nhi hoye the jaise hi doctor uska free ilaaj shoro karta hai achanak se police ati hai or doctor ko kisi mareez ko ghalt davai de kr halak krne ke jurm main giraftar kar ke le jati hai
ab bechara burha hospital main be yaro madadgaar para hota hai or apni bachi kuchi zindagi ke din gin gin ker kaat raha hota hai ke achanak hi kisi admi ki nazar us burhe pe parti hai uske dil main hamdardi ka jazba paida hojata hai or woh us burhe ki madad karne ki thaan leta hai
or phir wo farishta sift insan apne kharche per us burhe ka ilaaj karwata hai or is tarha uska ilaaj chalta rehta hai or ahista ahista us burhe ki beenayi wapis ane lag jati hai or phir us burhe ko pehle ki tarha sab kuch saf saf nazar ane lagta hai or phir wo ek dam theek hojata hai or hospital se usse chutti mil jati hai
or jaise hi wo burha hospital se bahar nikalta hai saamne hi wo farishta sift insan arha hota hai or wo burhe se pochta hai ke apka ghar kahan hai ap kahan rehte ho or apke ghar main kon kon rehta hai
to phir ghareeb burha us farishta sift insan ko apni dukh bhari kahani sunana shoro krta hai or burhe ki dukh bhari kahani ap log ussi ki zubani suniye...

mera asli naam Abdul Quddos hai or hum chaar behen bhai the jab maine aankh kholi to khud ko ek ghareeb ghar main paya
mera baap mehnat mazduri kar ke apne bv bachon ka pait bhara karta tha or aye din ghurbat ki wajah se hamara pura pura din faaqo main guzra karta tha
apne ghar ka yeh haal mujse dekha nhi jata tha isliye ek din maine b apne baap ka baazu banne ki thaan li or apne baap ke sath mazduri karne ghar se nikal para
ittifaq dekhiye abi maine mehnat mazduri shoro hi ki thi or ghar ke halaat thore thore kar ke ache hone hi lage the per qismat ko kuch or hi manzur tha or ek din mera baap mazduri karne gaya to kisi truck wale ne usse takkar maar di or mera baap moqe pr hi jaan bahaq hogaya
yeh khabar hamare ghar main kuhraam ban ker pohonchi or meri maa yeh sadma bardasht nhi kar payi or foren hi usse heart attack hogaya or wo b moqe pr hi jan bahaq hogayi
jaise hi bare bhai ko pta chala ke unke maa baap ab is duniya main nhi bechara ussi waqt hi yeh sadma bardasht na kar pane ki waja se mar gaya
uski laash jaise hi bari behen ne dekhi uski cheekhen nikal gayin or bechari wo b mar gayi
bari behen ki mout ki dekh ker choti behen se b raha na gaya or bechari wo b mar gayi or is tarha is zalim duniya main main akela reh gaya
abi itne sare gham bardasht kar hi nhi paya tha ke malik makan aya or usne kaha ke pichle 6 maah se ap logon ne makan ka kiraya nhi dya isliye hamara makaan khali kardo
or phir maine apne sare kapre ek sandoq main bhare or sandoq pakar ker bojhal qadmon ke sath sheher ki tarf chal para
or sheher main pohonch ker maine ek kamre ka makan kiraye per liya or mehnat mazduri kar ke apna pait paalne laga waqt ka pahiyya dheere dheere chalta raha or main bachpan ki haden paar kar ke jawan hogaya
phir ek din muje ek larki pasnd ayi or maine us se shadi karli or phir Allah ne hamen aulaad ki nemat se nawaza or hum sab hansi khushi rehne lage lekin qudrat ko to shayed kuch or hi manzor tha meri bv ko dimme ki bemaari lag gayi or jald hi wo apne khaliq e haqiqi se jaa mili
or main tanha apne 4 chote chote bachon ka pait bharne ki khatir mehnat mazduri karta raha or unhe paal pos kr bara krta raha
phir bache jab bare hogaye to mere dast e baazu ban gaye or meri tarha mehnat mazduri karne lage
phir bachon ki shadi ka time aya to maine apne chaaron baiton ki shadi bari dhoom dhaam se ki lekin uska anjam yeh hoa ke jab unki biviyan agayin to yeh burha baap unhe bojh lagne laga
mujse yeh sab dekha na gaya or maine wo ghar jo kiraye pr liya tha lekin mehnat mazduri kar kar ke paisa jama kar ke khareed lya tha wo ghar apne bachon ke naam kya or mazeed bojh banna pasand nhi kya or ghar chor ker ek kiraye ka makan le kr rehne lga
pehle pehel to jism main itni taqat mojod b thi ke mehnat mazduri kar ke apna pait bhar lya karta tha per waqt ke sath sath burhapa barhta chala gaya or ab to itni b himmat nhi ke uth kr pani pee sakon
isliye ghar main jo brown colur ki kursi hai uss pe beth kr zindagi ke baaqi din guzarta rehta hn or mout ka intizar karta rehta hon

yeh kahani sun ker to us farishta sift insaan ki aankhon se aanso jaari hojate hain or wo us burhe aadmi se kehta hai ke mere maa baap to mere paida hone se pehle hi mar gaye the lekin unho ne mere liye boht sari dolat chori hai
or meri wife b naik sift aurat hai or mera ek beta b hai lekin baap ki kami hamesha mehsos hoti hai or main chahta hon ke main apka baita ban ker puri zindagi apki khidmat karta rahon isliye plz uthiye or aaj se ap mere ghar pe rahenge jo boht bara hai
yeh sun ker to us burhe ki aankhon main aanso ajate hain or wo us farishta sift insan ko gale lagata hai or uske sath uske ghar chale jata hai jahan per us farishta sift insan ko na sirf ek baap balke uske uske bache ko ek dada or uski bv ko ek susar mil jata hai or phir sab log hansi khushi rehne lagte hain.....Khatam Shud
Woww...
nice sharing..:p
u ko lkhna bhi aata hai,,aaj pata chala:oops:
 
  • Like
Reactions: Hoorain and Fahadd

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Ye Rahi Meri Sharing...
Main Aur Meri Tanhayi..!!
Aaj bhi jab tanha baith ta hoon toh khayal aata hai ke kaash mera bhi koi saathi hota,jisse main apne dili jazbaat bant ta,uski khushi main khush hota aur uske ghum main afsurda.
Jawani main toh bohat se mawaqay aaye,har cheez mayassar thi,
Daulat ,Shaohrat ,itraaf main haseeno ka majma,apno ka pyaar aur dost wo ahbaab ka saath.Magar in tamam baaton par bas aik hi lafz ghalib aajata hai,,
Kaash......!!
Aey kaash ke us waqt jab sab kuch sehel tha,jab sab meri dastaras main tha tab hi aik adad naik hamsafar chun leta toh Main aur Meri Tanhayi yun tanha na hotay.Agar us waqt hi daulat ko ache kaamo main istemaal karta ,apne baap ka kehna maan kar use naik kaamon main lagata,toh shayad kisi ghareeb ki dua hi lagty,
aur aaj is waqt ye ghurbat mera muqaddar main na hoyt,meri tanhayi baantne k liye is kursi ke ilawa shayad koi ze-nafs bhi majood hoti .
Daulat bhi mayassar thi ,
shohrat bhi mayassar thi
us dor-e -jawani main,
har cheez mayassar thi
Tha dor -e- jawani jab,
kuch ho na saka mujhse
Ab baith k tanha main,
afsos hi karta hoon
Aey kaash ke us waqt mene,
kuch kaam kiye hote
to aaj Main Aur Meri Tanhayi,
yun tanha na hotay.
kbi kbi galtiyon ka ehsas boht dair se hota hai aur sirf pachtawe hi hath aate hain..

achi koshish..!
 
Top