ok, my punjabi is not that good.Ab is baat ki tasdeeq k liay hum ne paas bethi aik mohtrma se poocha (jin ki maadri zuban punjabi hai) to unho ne is ka alag hi matlab nikaal diya.... jo socha jaaey to sahi bhi hai
kehti haiN
aisa banda jo bahot saara khana khata hai lakin phir bhi khaaya huwa us ki body se nazar nahi aata kyunkay woh itna khanay k baad bhi smart hai.
condition is tarah se aa gayi k riddle punjabi mein hai to iss ka qareeb tareen matlab andar wali condition ki tarf hi ishara karta hai.
Wrong counting ki hai