Idea A step before posting Islamic Posts

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Thanks savio bro bohat achi bat batai hai aapne aainda islamic section me post kerne se pehle zaroor in baton ka dhyan rakha karenge hum log...
Jazakallah khair :)

thanko so much bro ap ne itni ache suggestion di INSHALLAH ab se asa nai hoga
Jazakallah khair :)

al-salamu alaykum!

masha'llah bohat achi suggestions pesh ki gai hain. umeed hai moderators in tamaam suggestions per sirf ghor nahin balke amal karein gey. mein ne aksar if forum par dheka kai achi mufeed posts zaya ho jati hain, ye nahin ke dosri posts achi nahin hoti, lekin kuch posts ziada zuroori hati hain dosron ki nisbat. so agar aisi posts to kuch din ke liye stick kar diya jaey to yaqinan fayda-mand hoga. insha'llah

salam!
Jazakallah khair :)
aur shukriya janab ye cheez to amal me agayi hai
ab baki dost bhi isko amal me layen insha Allah
 

~Pari~

Newbie
Aug 18, 2010
212
109
0
Walykum as Salaam
bhai apne bhut hi achi bat kahi hai,
ji bilkul without any refrnces koi bi thread
approve nahi honi chahiye...
Deen ki koi bi bat jab banda agy phunchye, tab ye bat zehen main
rakhy k konsi hadith ya quran ki kon si ayat se wo bat sabit hai...
bagair daleel k koi bat agy tak na puchanchye..
InshAllah is bat ka ba khoobi khyal rakha jayega...
Allah SWT ap sab ko kush rakhy...Ameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Walykum as Salaam
bhai apne bhut hi achi bat kahi hai,
ji bilkul without any refrnces koi bi thread
approve nahi honi chahiye...
Deen ki koi bi bat jab banda agy phunchye, tab ye bat zehen main
rakhy k konsi hadith ya quran ki kon si ayat se wo bat sabit hai...
bagair daleel k koi bat agy tak na puchanchye..
InshAllah is bat ka ba khoobi khyal rakha jayega...
Allah SWT ap sab ko kush rakhy...Ameen
Aameen
Jazakallah khair Pari :)
 
Top