5 things??

  • Work-from-home

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
salam to all ji janab aik sawal sub k liye..

hum aksar kahte hein there is
nothing important than love,nothing is
precious than true love, sacha piyar aik hi baar milta hai waghaira waghaira tu kia kuch a-c bhi cheezain hein which are more important ap k khayal mein aisi kon c cheezain hein jin k khatir insan apne piyar ki qurbani de deta hai har aik ka apna miyar bhi ho sakta hai kisi k liye dolat bhi important ho sakti hai waghaira waghaira.

name five things of this world for which you can sacrifice your love

ummeed hai aap loug apne dilchasp jawab dain gai gudbye tc all
 

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
nice topic.
maine bhi aik insan se buhot hi ziyada pyar kia tha.apni har sans k sath ose yad krti thi.5 saal tak humara pyar qaim raha lekin last week hi meri on se larai ho gai jis ki waja se ab sab kuch khtam ho gya.

waja mere parents th aur izzat.insan ki izzat se barh kr kuch nahi aur na hi aap k walidein se barh kr koi hota hai.maine in do cheezoun k lie apna pyar qurbaan kr dia jise main kabhi khone ka soch bhi nahi sakti thi.{(cray)}

bas is k bad zindagi ese jese bilkul khtam hi ho jati hai.lekin dil pe pathar rakh ker jee rahi hon{(cray)}{(cray)}{(cray)}
kiu k donya me sab kuch mil jata hai lekin ye nahi.
 

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
ab aap k sawal ka jawab detial se btati hon.

1. Deen o Imaan
... agar kissi non-muslim say love hojaa.ay aur woh shadi par raazi bhi ho, lekin apna deen choR kar islaam laanay par raazi nah ho to apnay deen o imaan k liyeh true love ko bhi chora jasakta hai......... wazah rahay k ajkal india /west main muslim laRkay /laRkiyaaN bahoot tezi say non-muslim say shadi kar rahay haiN.... ghaleban love hi ki wajah say

2. parents: parents agar ap k love k haq main nah houn to ap ko apnay love ko qurban kardena chhaiyeh.... nah k love ki khatir parents ko qurbaan karna chahaiyeh (jaisaa k amooman hota hai)
3. mission: agar ap ka koi aisa mission ho jo ap k deen, mulk o qaum k liyeh iimportant ho aur ap ka love iss mission k aaray arahaa ho to love qurban kardaiN, mission nahi...... example dr. Qadeer nay aik ghair mulki laRki say love ki shadi ki... phir onhaiN pakistan k jauhri project ko chalanay ka mission milaa...... agar iss mission ki aaR maiN Dr sb ka love (onki biwi) aaRay aati k mai pakistan maiN nahi rah sakti aur woh bhi etni pabandiyoun k saath... tum bhi paksitan nah jaa'o...... to asiee soorat maiN Dr. sb yaqeenan apnay love ki qurbaani day detay.... Allah k shukar hai k Dr sb ko yeh aazmaish nahi milli
4. opposite-culture: agar ap k love k culture /routine /life style aap say bilkul bar.aks ho (yahaaN ghalat /sahih ki baat nahi horahi) to bhi ap ko apnay love ko qurbaan kardenaa chhaiyeh k love to kissi say bhi hosakta hai, kia jasakta hai... lekin zindagi kissi opposite life style walay k saath nahi guzaari jasakti
5. social status main wasee faraq: agar aisaa ho k aik fareeq ki familly billioner aur doosri ki ausat darjay ki...... aik family bahoot zeyadah deeni (say) ulemaa ki family aur doosra group aam dunyaa daar...... aik bilkul qadamat pasand..... doosra bilkul advance etc etc to aisay waseekhaleej ki soorat maiN bhi love ko qurbaan karnaa h behtar saabit hota hai
 
  • Like
Reactions: Pari

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
well itsh true kay true lov aik he bar hta hai life may ager dil se kia jaye nd baki jahan tk kch ker dene ki bat hai to it depends k kia kya ja sakta hai but in short i can say k ager wo mere sath sincere howa to mein b us ki khushi k lie sab kch qurban ker sakti hon but not jaiz kaam...
 
  • Like
Reactions: Pari

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
nice topic.
maine bhi aik insan se buhot hi ziyada pyar kia tha.apni har sans k sath ose yad krti thi.5 saal tak humara pyar qaim raha lekin last week hi meri on se larai ho gai jis ki waja se ab sab kuch khtam ho gya.

waja mere parents th aur izzat.insan ki izzat se barh kr kuch nahi aur na hi aap k walidein se barh kr koi hota hai.maine in do cheezoun k lie apna pyar qurbaan kr dia jise main kabhi khone ka soch bhi nahi sakti thi.{(cray)}

bas is k bad zindagi ese jese bilkul khtam hi ho jati hai.lekin dil pe pathar rakh ker jee rahi hon{(cray)}{(cray)}{(cray)}
kiu k donya me sab kuch mil jata hai lekin ye nahi.

dats very sad.. Allah app ko app ke pyaar se wapis milwade.. or app k prtns bhi razi hojaye...
 
Top