╔══════════✿♥ ♥ •collection For Me•♥ ♥ ✿═════════╗

  • Work-from-home

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore

Taluq torta hun to mukam'mal toor deta hun
Jise main chor deta hun muk'kamal chor deta hun

Muhabat ho k nafrat,bhara rehta hun shid'dat se
Jidher se aye yeh derya,udher hi mor deta hun
...

Yqeen rkhta nahin hun main kisi kache taluq pr
Jo dhaga tutne wala ho is ko tor deta hun

Mere daikhe hue khwaab lehren na le jaen
Gheronde rait kay tameer kr k chor deta hun

Ajnabee abh tk wohi bachpan,wohi takhreeb kari hai
Qafas ko tor deta hun , prinde chor deta hun.,........................!
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Socha tha K kisi se Piyar Na krain gy hm,
badl gya Irada tujhy Dekhny k baad..

Chain se So jata Tha Ma In Sohani Ratoun mein,
Neendain Urh gyi Meri Tujhy dekhny k Baad..
...

Boht Naaz tha Chand ko Apni Chandni Par,
Chup gya Badloun mein wo B tjhy dekhny K Baad..

Bari Fursat se Bnaya hoga Khuda Ne tujh Ko,
Uth Rhy hyn Sawal tujhy dekhny K Baad..

Apny Chehry ko Chupa k Rkho Khuda k Wasty,
Dil ho Jata hy Be Qabu tujhy Dekhny k Bad.!
 

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Taluq torta hun to mukam'mal toor deta hun
Jise main chor deta hun muk'kamal chor deta hun

Muhabat ho k nafrat,bhara rehta hun shid'dat se
Jidher se aye yeh derya,udher hi mor deta hun
...

Yqeen rkhta nahin hun main kisi kache taluq pr
Jo dhaga tutne wala ho is ko tor deta hun

Mere daikhe hue khwaab lehren na le jaen
Gheronde rait kay tameer kr k chor deta hun

Ajnabee abh tk wohi bachpan,wohi takhreeb kari hai
Qafas ko tor deta hun , prinde chor deta hun.,........................!
Awsome poetry bro:-bd
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Meri ujrri hui Basti Ko Yunhi Sunsan Rehne Do,

Khushiyan Raas Nhi Aati Muje Pareshan Rehne Do,

Zeenat Nhi Banta To Na Ban Dil K Aangan Ki,
...

Par Apne Aashyane Tak Meri Uraan Rehne Do,

Nhi Main Mangta Tujh Se Pholon Se Bhri Tehni,

Jo Jalta hai Mere Dil Me Wo Aatishdan Rehne Do,

Peeny Ko Nhi Deta To Mat De Jaam Ay Saqi,

Piyen Gy Tere Maikhaane Se Ye Armaan
Rehne Do...
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Ek Lafz E Mohabbat Ka Itna Sa Fasana Hai
Simtey To Dil E Aashiq, Failey To Zamana Hai

Yeh Kiska Tasavvur Hai, Yeh Kaisa Fasana Hai
Jo Ashk Hai Aankhon Mein Tasbeeh Ka Dana Hai
...

Ham Ishq Key Maaro'N Ka Itna Hi Fasana Hai
Roney Ko Nahin Koi, Hasney Ko Zamana Hai

Kya Hushn Ney Samjha Hai, Kya Ishq Ney Jana Hai
Ham Khak-Nashino'N Ki ThokaR Mein Zamana Hai

Ye Ishq Nahin Aasaa'N,Bas Itna Samajh Leejey
Ek Aag Ka Dariya Hai Aur Doob Ke Jana Hai...!!!
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Bechain Boht Phirna, Ghabraaye Huay Rehna
Ek Aag See Jazbu Kee Dehkaaye Huay Rehna

Chhalkaaye Huay Chalna Khushboo Lab-E-Lahalein Kee
...
Ek Baagh Saa Saath Apnay Mehkaaye Huay Rehna

Iss Hussan Kaa Shewa Hai, Jab ISHQ Nazar Aaye,
Parday Mein Chaly Jana, Sharmaaye Huay Rehna

Ek Shaam See Kar Rakhna Kajal K Kirishmay Say
Ek Chaand Saa Aankho'n Mein Chamkaaye Huay Rehna

Adat Hee Bana Lee Hai, Tum Ny To MUNEER* Apni.....!!!
Jiss Sheher Mein Bhi Rehna Uktaaye Huay Rehna .......!![DOUBLEPOST=1346010138][/DOUBLEPOST]Is Se Pehlay Ke Bewafa Ho Jayein
Kiun Na Ay Dost Ham Judaa Ho Jayein ?

TU Bhee Heeray Se Ban Gaya Patthar
Ham Bhee Kal Jaanay Kia Se Kia Ho Jayein
...

Hum Bhee Majboorion Ka Uzar Karain
Phir Kaheen Aur Mubtala Ho Jayein

Ab Ke Gar TU Milay Tou Ham Tujhse
Aisay Liptain Teri Qabaa Ho Jayein

Bandagi Ham Ne Chhod Di Hai “Faraz”
Kia Karain Jub Loog Khuda Ho Jayein
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
kisi bhi baat per ab maiN kabhi hairaaN nahi hota
bohat say dared haiN jin ka koyee dermaaN nahiN hota
ajab is taur say yeh zindagi apni guzarti hai
kabhi chat hi nahi hoti, kabhi saamaaN nahi hota
kia aabaad hum nay dil ko yadoN kay jazeeroN say
yeh ik aiasa samunder hai keh jo veeraaN nahi hota
meri azaad haiN sochaiN hamesha qaid e mantaq say
yehaaN woh ho bhi sakta hai keh jo amkaaN nahN hota
kayee toofaaan jab simtaiN tou bunta hai phir ik aaNsoo
wo kya ansoo hai jis maiN koye bhi toofaaN nahi hota
milay ga kya tujhay zalim humaiN aisay sataanay say
jisay tujh say na ho nisbat, gham e jaanaaN nahi hota
ajab si kash makash rehti hai apnay aap say hamdam
yahi woh jang hai jiska kabhi eilaaN nahiN hota
usay hum soNp detay haiN yehaN ki mezbaani bhi
humaray dil maiN koyee gham kabhi mehmaaN nahi hota
lahu deta hooN maiN unko hamesha dil ki shiryaaN say
meri sochoN ko bus is wastay yerqaaN nahiN hota
kutch aisi peR gayee aadat humaiN sail e hawadas ki
keh ab tou khauf aata hai keh jab toofaaN nahiN hota
SABA yeh pul sraat aasa kayee lamhoN ka haasil hai
kali say phool ban nay ka amal aasaaN nahiN hota
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
niceeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee sharingggggggggggg
 
  • Like
Reactions: reality

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Log bugz apnoun say rkhtay hain rfaqtain logoun say
Main ney suni hain akser yeh kahawtain logoun say

Jab apnay ishq main hi sadiq nahen ho tum!!!!!!!!
...
to khaak kro gay batao bagawtain logoun say

Kam goi say he berhti hai insaan ki qader
Lab kushai main na berto skhawtain logoun say

Apna Smjha hai to shikwa kia hai werna
koi kerta nahe yon dost shkaitain logoun say

Yakhbstg-e-jazbaat k is dsht-e-weeran main
mang raha hai Usman tamaztain logoun say.....
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
yeh jo dil main khushi machalti hai
ab saNbhalay kahaN saNbhalti hai

dal jab bhi kisi ki galti hai
sub kay seenay pay moong dalti hai

mujh ko jalna umr bhar k liay
shama’ tou eik raat jalti hai

waey qismat ki tez raftari
mujh say aagay hamesha chalti hai

jab buRhapa jawaan hota hai
tab jawani bhi haat malti hai

yeh paseena hai meray dahqaaN ka
miTTi sona kahaN ugalti hai

yani khwahisoN ki sarhadaiN kaisi
yeh tou her eik dil main palti hai

kehnay ko tajraba tou baRhta hai
umr bhi saath saath ghaTti hai

is say baRh ker hayaat kya hog
rait muThThi main jooN phisalti hai

maut say koyee kis trah say bachay
kis kay talay, kahaN yeh yalti hai

توُ صبا کیوں خموش رہتا نہیں
بات تیری سبھی کو کھلتی ہے
too SABA kyuN khamosh rehta nahi
baat teri sabhi ko khalti hai
 
  • Like
Reactions: *fajar*

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Aag k shehr mein tinke ki haqiqat kya thi.
Dasht par phool ka saya tha Mohabat kya thi.

Zakhm thy dard tha tanhai thi Veerani thi.
Kya bataon ke tere ishq mein rahat kya thi.

Tujko chaha hi nahi teri Ibadt ki hai.
Ek pathar ko magar us ki zarurat kya thi.

Aik muddat huwi Izhar-e- Mohabat kar k.
Aaj tak soch rahi hun k himaqat kya thi.

Kya bataon k yahan pooch rahe hain sab log..
Wo jo guzri hai mere Dil pe Qayamt kya thi
 
  • Like
Reactions: *fajar*

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Saari raat beth kar barbadi ka afsana likhe

Jab bhi kalam uthai khud ko deewana likhe

Ye manzar ye chand sitaare sab lagte he beghane se.

in apno ki bheed me apne dil ko beghana likhe

Kabhi sath rehte the mera wo sayaa bankar.

Aaj unhi pyaar ke Lamho ko Beeta zamana likhe

Wo mujhse pyaar karke bhi rahe Ghero ke sath

Unki is Bewafai ko bhi majburi ka bahana likhe

Jab jal gaye arman unke pehlu me aakar.

Tab usko 1 sama or khud ko parwana likhe

Jab lagi hanth mere Muqaddar ki Qalam.

Khuda Jaanta hai uski taqdeer me Zamana or Khud ko Veerana likhe
 
  • Like
Reactions: *fajar*

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
sunno!!!!!!
tum say zaroori baat karni hay
samundar k kinaaray per
chaley aao bahaanay say
mujhy tum per bhrosa hay
...

tumhein mujh per bhrosa hay
mujhy tum say mohabbat hay
tumhein mujh say mohabbat hay
mager yeh b haqeeqat hay

hamaarey darmiyaan jab b
milney ki baat hoti hay
kabi mein taal dey-ta hoon
kabi tum rooth jatey ho

hay aisa iss liye shaahyed
tumhein mein pa nahi skta
mujhey tum kho nahi saktey
chalo phir aaj hum dono

samandar mein utar jaaein
mohabbat ki kahaani ko
ajal k naam kar jaaein !!!!
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Na Gila hai koi halaat se Na Shikayten Teri Zaat Se.
Khud hi sare warq juda huey Meri Zindgi Ki Kitab Se.

Tujhe chaha tha Tujhe pa lia Tujhe pa k b Tujhe kho dia.
Mujhe khwa'hishon ki thi arzu Meri zindgi me azab thy.
...

Meri wehshaton ki rah me Faqat mehfilon k sarab thy.
Kati umr jinki talash me Mere rat'jagon k khuwab thy.

Yun bhatk bhatk k tamam umr Kabhi asar hi na ho saka.
Jinhen kho diya Tere ishq me Wo sapny be-hisab thy.....!
 

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
khwab ki tarah bikhar jane ko ji chahta hai
aisi tanhai k mar jane ko ji chahta hai

ghar ki wehshat se larzta hun magar jane kyon
sham hoti hai to ghar jane ko ji chahta hai

dub jaun to koi mauj nishan tak na bataye
aisi nadi mein utar jane ko ji chahta hai

kabhi mil jaye to raste ki thakan jag pare
aisi manzil se guzar jane ko ji chahta hai

wahi paimana jo kabhi ji ko khush aya tha bahut
usi paimana se mukar jane ko ji chahta hai........
 

zoonia

TM Star
Jul 1, 2012
1,216
1,073
163
Meri ujrri hui Basti Ko Yunhi Sunsan Rehne Do,

Khushiyan Raas Nhi Aati Muje Pareshan Rehne Do,

Zeenat Nhi Banta To Na Ban Dil K Aangan Ki,
...

Par Apne Aashyane Tak Meri Uraan Rehne Do,

Nhi Main Mangta Tujh Se Pholon Se Bhri Tehni,

Jo Jalta hai Mere Dil Me Wo Aatishdan Rehne Do,

Peeny Ko Nhi Deta To Mat De Jaam Ay Saqi,

Piyen Gy Tere Maikhaane Se Ye Armaan
Rehne Do...
bohet khoooooooooob usmaaan:)[DOUBLEPOST=1350589782][/DOUBLEPOST]
khwab ki tarah bikhar jane ko ji chahta hai
aisi tanhai k mar jane ko ji chahta hai

ghar ki wehshat se larzta hun magar jane kyon
sham hoti hai to ghar jane ko ji chahta hai

dub jaun to koi mauj nishan tak na bataye
aisi nadi mein utar jane ko ji chahta hai

kabhi mil jaye to raste ki thakan jag pare
aisi manzil se guzar jane ko ji chahta hai

wahi paimana jo kabhi ji ko khush aya tha bahut
usi paimana se mukar jane ko ji chahta hai........
again very toucheeeeeeeee
 
  • Like
Reactions: reality

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Dil-e-aabaad ko weran nhi likh skta
bagair ghm k Usman nhi likh skta

ghm mamuli agr ho to likha jata hai
ziyada gham main insan nhi likh skta

daikh ker ser-kshi ibn-e-aadam ki
main Iblees ko shaitan nhi likh skta

jo waldain ki tazeem say na-waqif ho
aisay shkhs ko insaan nhi likh skta

main ne daikha hai nizza ka aalam
kaisay nikalti hai jaan nhi likh skta

kisi ka drd kisi k dil main uth'ta hy
mzeed ishq ki pehchan nhi likh skta

kya likhoun main ruth ker tujh sy
kis qdr tha preshan nhi likh skta...........


@zoonia@zeri@rockerxx @ZAR@zari@Hoor@hoorain@hafsa91@F-iceage@anoush
 
  • Like
Reactions: zoonia

zoonia

TM Star
Jul 1, 2012
1,216
1,073
163
Dil-e-aabaad ko weran nhi likh skta
bagair ghm k Usman nhi likh skta

ghm mamuli agr ho to likha jata hai
ziyada gham main insan nhi likh skta

daikh ker ser-kshi ibn-e-aadam ki
main Iblees ko shaitan nhi likh skta

jo waldain ki tazeem say na-waqif ho
aisay shkhs ko insaan nhi likh skta

main ne daikha hai nizza ka aalam
kaisay nikalti hai jaan nhi likh skta

kisi ka drd kisi k dil main uth'ta hy
mzeed ishq ki pehchan nhi likh skta

kya likhoun main ruth ker tujh sy
kis qdr tha preshan nhi likh skta...........


@zoonia@zeri@rockerxx @ZAR@zari@Hoor@hoorain@hafsa91@F-iceage@anoush
bohet khoob lajwab intakhab keep sharing:)
 
  • Like
Reactions: reality

reality

Active Member
Jul 23, 2012
398
575
243
lahore
Pani ankh main bhar k laya ja sakta hai
ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai

aik mohabat aur wo bhi nakam mobhat
lekin is se kam chaleya ja sakta hai

Dil par pani piny ati hain umeeden
is chashmy main zeher milaya ja sakta hai

mujh benam se pujhty hain Farhad-o-Majnoo
ishq main kitna naam kamaya ja sakta hai

phatta puran khwab hai mera phir bhi Tabish
is main apna aap chupaya ja sakta hai
 

zoonia

TM Star
Jul 1, 2012
1,216
1,073
163
Pani ankh main bhar k laya ja sakta hai
ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai

aik mohabat aur wo bhi nakam mobhat
lekin is se kam chaleya ja sakta hai

Dil par pani piny ati hain umeeden
is chashmy main zeher milaya ja sakta hai

mujh benam se pujhty hain Farhad-o-Majnoo
ishq main kitna naam kamaya ja sakta hai

phatta puran khwab hai mera phir bhi Tabish
is main apna aap chupaya ja sakta hai
boht zberdast janab
 
  • Like
Reactions: reality
Top