مسئلہ رفع یدین صحیح احادیث کی روشنی میں

  • Work-from-home

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Asalam o alikum to all muslims
بھائی آپ کا کہنا رفع یدین کے بارے میں ہے تو اس بات کی وضاحت ہو چکی ہے کہ رفع یدین نہ کرنے سے نماز میں کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ ہی نماز باطل ہوتی ہے تو اس بات پہ اتنی بحث اور بار بار زور دینا کہاں صحیح ہے.
یا تو آپ یہ کہو کہ آپ کے نزدیک رفع یدین کے بغیر نماز نہیں ہوتی یا نماز باطل ہے تو پھر آپ اس پہ زور دو لیکن جب آپ یہ بات تسلیم کرتے ہو کہ رفع یدین نہ کرنے سے نماز میں کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ ہی نماز باطل ہوتی ہے تو پھر اسی بات پر تکرار کی کیا ضرورت ہے.
walaikum salam brother aap bas itna bata do kay is sawab se aap kiun mehroom ho rahay hain koi khaas waja ho toh humien bhi batao yar hum bhi kuch apna muhasiba karain na ... aise toh koi sawab nhn chor sakta jo itna asaani se mil raha hun please to the point reply karain
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572

Muhtaram mery nazdeek rafa yaden na karny se nimaz pe koi farq nahin parta aor rafa yaden na karny se koi gunnah bhi nein hota..........
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia

apke nazdeek???????????????????????
aap kya daleel ho jo apke nazdeek ki baat chalegi
bhai ye kaho ke islam ke nazdeek shareeat ke nazdeek rafulyadain kya hy
deen kya aap ka hy jo apke nazdeek keh rahe ho aap
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
apke nazdeek???????????????????????
aap kya daleel ho jo apke nazdeek ki baat chalegi
bhai ye kaho ke islam ke nazdeek shareeat ke nazdeek rafulyadain kya hy
deen kya aap ka hy jo apke nazdeek keh rahe ho aap

Asalam o alikum to all muslims
Muslim sahib pehly noomi bahi ki posts perh lety phir mujh se ye sawal karty..
noomi bahi ne meri raye pouchi wo mien ne bata di..
ye baat to mien ne sab se pehly poucha tha jab lovely ne rafa yaden pe post ki thi k rafa yaden ki heseyat ka bata dain k kiya hay?/
sunnat hay, nafal hay, farz hay ya wajab hay ya mustahab lakin unhun ne wazhaat nein ki aor noomi bahi se baat start hoi......
doosra mie ne poucha tha k rafa yaden na karny waly ki nimaz hoti hay ya nahin?????
noomi bahi ne to tasleem kiya k nimaz ho jaati hay agar koii rafa yaden na kary to phir ikhtelaf kis baat pe hay??????
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
bhai ap apni adaat se majboor ho point pe to baat karte ny idar udar ki kahani sunani shuru kar dete ho
apne mujse pucha sab muqallid nafs parast hy kia to my ne pucha muqallid ka matlab batao to apko chahie ke muqallid ka matlab batae ye wo baten kiun karre seedhe se muqallid ka matlab batao phir apko jawab milega in sha Allah
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
bhai ap apni adaat se majboor ho point pe to baat karte ny idar udar ki kahani sunani shuru kar dete ho
apne mujse pucha sab muqallid nafs parast hy kia to my ne pucha muqallid ka matlab batao to apko chahie ke muqallid ka matlab batae ye wo baten kiun karre seedhe se muqallid ka matlab batao phir apko jawab milega in sha Allah

Asalam o alikum to all muslims

Muslim sahib mujhy malum hay k muqaliden se aap ko bahut nafrat hay aor dushmani hay lakin post karny se pehly perh lo k koun sa topic hay aor kiya post karni hay.
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims

Muslim sahib mujhy malum hay k muqaliden se aap ko bahut nafrat hay aor dushmani hay lakin post karny se pehly perh lo k koun sa topic hay aor kiya post karni hay.
my jis tarah se parhta hun wese aap parh nahi sakte my haq ko haq parhta hun lekin aap log sirf haq ko bhi jaa ke apne imam ke qaul se tol kar parhte ho

aap logon ko na Allah ka darr hy na khauf bht nikle hue ho aap muqallid ye to my achi tarah jaanta hun islam ke bigadh me sabse bada kirdar aap logon ne nibhaya hy
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Asalam o alikum to all muslims
بھائی آپ کا کہنا رفع یدین کے بارے میں ہے تو اس بات کی وضاحت ہو چکی ہے کہ رفع یدین نہ کرنے سے نماز میں کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ ہی نماز باطل ہوتی ہے تو اس بات پہ اتنی بحث اور بار بار زور دینا کہاں صحیح ہے.
یا تو آپ یہ کہو کہ آپ کے نزدیک رفع یدین کے بغیر نماز نہیں ہوتی یا نماز باطل ہے تو پھر آپ اس پہ زور دو لیکن جب آپ یہ بات تسلیم کرتے ہو کہ رفع یدین نہ کرنے سے نماز میں کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ ہی نماز باطل ہوتی ہے تو پھر اسی بات پر تکرار کی کیا ضرورت ہے.
walaikum Assalam sahaba bhai maine apse ek baat pochi thi apne bataya hi nhi chalen dobara poch leta hon
apke nazdeek raffa yadain sunnat hai to ap din main 5 times ki jo namazen parhte hain unke saath time na hone ke bawajod bhi atleast kisi ek namaz main to sunnaten parhte hi honge na?
to din main jo ap 5 times namazen parhte hain un main kitni namazon main raffa yadain karte hain?
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
my jis tarah se parhta hun wese aap parh nahi sakte my haq ko haq parhta hun lekin aap log sirf haq ko bhi jaa ke apne imam ke qaul se tol kar parhte ho

aap logon ko na Allah ka darr hy na khauf bht nikle hue ho aap muqallid ye to my achi tarah jaanta hun islam ke bigadh me sabse bada kirdar aap logon ne nibhaya hy
Asalam o alikum to all muslims

Muslim sahi kaha.......
aap to shayed bahut barry muhaqiq hain aor shayed aap ko arabic pe bhi mukamal aboor hay k quran aor hadees ko asaani se perh lety hain aor os ko khud samajh k os se khud hi masayel bhi akhaz kar lety hain bina ksi imam ki madad liye beghair
lakin meri itni heseyat nahi hay aor na hi mujhy arabic aati hay k mien quran ki ayaat ka tarjuma kar saku aor os ko samajh k khud masayel akhaz kar saku.........................

aor agar aap ye samjhty hain k islam k bigarrh mien sab se bara kirdar muqalideen( HANFI, HAMBLI, SHAAFI AOR MALAKI) ne pahunchaya hay to bahut achy. mujhy es se koi problem nahin hay ye aap ki apni tehqeeq hay..
bas apni es baat pe pakky qayem rehna k muqalideen( HANFI, HAMBLI, SHAAFI AOR MALAKI) ne islam k bigarrh mian sab se barra kirdar ada kiya...

walaikum Assalam sahaba bhai maine apse ek baat pochi thi apne bataya hi nhi chalen dobara poch leta hon
apke nazdeek raffa yadain sunnat hai to ap din main 5 times ki jo namazen parhte hain unke saath time na hone ke bawajod bhi atleast kisi ek namaz main to sunnaten parhte hi honge na?
to din main jo ap 5 times namazen parhte hain un main kitni namazon main raffa yadain karte hain?
mr fahad mera ab bhi yehi sawal hay k sirf aor sirf rafa yaden pe hi itna zoor kyun????????
ya to rafa yaden k beghair nimaz na hoti ho to phir aap ka zoor dena banta hay to kiya aap yehi samjhty hain k rafa yaden k beghair nimaz nahin hoti?????
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Asalam o alikum to all muslims
Muslim sahib pehly noomi bahi ki posts perh lety phir mujh se ye sawal karty..
noomi bahi ne meri raye pouchi wo mien ne bata di..
ye baat to mien ne sab se pehly poucha tha jab lovely ne rafa yaden pe post ki thi k rafa yaden ki heseyat ka bata dain k kiya hay?/
sunnat hay, nafal hay, farz hay ya wajab hay ya mustahab lakin unhun ne wazhaat nein ki aor noomi bahi se baat start hoi......
doosra mie ne poucha tha k rafa yaden na karny waly ki nimaz hoti hay ya nahin?????
noomi bahi ne to tasleem kiya k nimaz ho jaati hay agar koii rafa yaden na kary to phir ikhtelaf kis baat pe hay??????
mere bhai mene aap ki raaye puchi thi kay aap is swab se mehroom kiun rehnaa chahtay ho yeh nhn pucha tha kay nimaz hoti hai ya nhn

Yeh meri post """""walaikum salam brother aap bas itna bata do kay is sawab se aap kiun mehroom ho rahay hain koi khaas waja ho toh humien bhi batao yar hum bhi kuch apna muhasiba karain na ... aise toh koi sawab nhn chor sakta jo itna asaani se mil raha hun please to the point reply karain"""""

Ab aap batayien[DOUBLEPOST=1355674564][/DOUBLEPOST]
Asalam o alikum to all muslims
بھائی آپ کا کہنا رفع یدین کے بارے میں ہے تو اس بات کی وضاحت ہو چکی ہے کہ رفع یدین نہ کرنے سے نماز میں کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ ہی نماز باطل ہوتی ہے تو اس بات پہ اتنی بحث اور بار بار زور دینا کہاں صحیح ہے.
یا تو آپ یہ کہو کہ آپ کے نزدیک رفع یدین کے بغیر نماز نہیں ہوتی یا نماز باطل ہے تو پھر آپ اس پہ زور دو لیکن جب آپ یہ بات تسلیم کرتے ہو کہ رفع یدین نہ کرنے سے نماز میں کوئی فرق نہیں پڑتا اور نہ ہی نماز باطل ہوتی ہے تو پھر اسی بات پر تکرار کی کیا ضرورت ہے.
Mene aap se yeh bhi pucha tha aap nay jawab nhn diya :)
Walaikum salam theek hai bhai hum sab aap sab kabhi kabhi suntain padhtay hain gair moqida jaise aap nay kaha apni pichli post mien aap yeh batayein kay aap Kabhi kabhi Rafaylyadain ki sunnat ko apnatay hain mere mohtram bhai ? Agar nhn toh aisa kiun ?
[DOUBLEPOST=1355674608][/DOUBLEPOST]
Muhtaram mery nazdeek rafa yaden na karny se nimaz pe koi farq nahin parta aor rafa yaden na karny se koi gunnah bhi nein hota..........
Yeh mere sawal ka jawab nhn hai mien aap se nimaz honay ya na honay ka nhn puch raha bhai mien ne jo pucha tha woh batayein na ya to the point baat karain please ...
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Asalam o alikum to all muslims

Muslim sahi kaha.......
aap to shayed bahut barry muhaqiq hain aor shayed aap ko arabic pe bhi mukamal aboor hay k quran aor hadees ko asaani se perh lety hain aor os ko khud samajh k os se khud hi masayel bhi akhaz kar lety hain bina ksi imam ki madad liye beghair
lakin meri itni heseyat nahi hay aor na hi mujhy arabic aati hay k mien quran ki ayaat ka tarjuma kar saku aor os ko samajh k khud masayel akhaz kar saku.........................

aor agar aap ye samjhty hain k islam k bigarrh mien sab se bara kirdar muqalideen( HANFI, HAMBLI, SHAAFI AOR MALAKI) ne pahunchaya hay to bahut achy. mujhy es se koi problem nahin hay ye aap ki apni tehqeeq hay..
bas apni es baat pe pakky qayem rehna k muqalideen( HANFI, HAMBLI, SHAAFI AOR MALAKI) ne islam k bigarrh mian sab se barra kirdar ada kiya...

mr fahad mera ab bhi yehi sawal hay k sirf aor sirf rafa yaden pe hi itna zoor kyun????????
ya to rafa yaden k beghair nimaz na hoti ho to phir aap ka zoor dena banta hay to kiya aap yehi samjhty hain k rafa yaden k beghair nimaz nahin hoti?????
mere bhai iska nihayat hi asaan javab hai ke ap namaz se pehle sunnaten bhi to ada karte hain
phir asaan sa javab de ker bata di jiye na ke raffa yadain ko b to sunnat hi kehte hain ap phir woh apni kisi ek namaz main b kyun nhi karte?
kya sunnaton ke bina namaz nhi hoti jo ap sunnaten ada kar lete hain chahen 5 times ki namazon main ek baar hi sahi?
phir aap agar raffa yadain ko sunnat samjhne se munkir nahi to phir raffa yadain kyun nhi karte 5 times ki namazon main ek baar hi sahi?
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
Asalam o alikum to all muslims
Muslim sahib pehly noomi bahi ki posts perh lety phir mujh se ye sawal karty..
noomi bahi ne meri raye pouchi wo mien ne bata di..
ye baat to mien ne sab se pehly poucha tha jab lovely ne rafa yaden pe post ki thi k rafa yaden ki heseyat ka bata dain k kiya hay?/
sunnat hay, nafal hay, farz hay ya wajab hay ya mustahab lakin unhun ne wazhaat nein ki aor noomi bahi se baat start hoi......
doosra mie ne poucha tha k rafa yaden na karny waly ki nimaz hoti hay ya nahin?????
noomi bahi ne to tasleem kiya k nimaz ho jaati hay agar koii rafa yaden na kary to phir ikhtelaf kis baat pe hay??????
Bhaijan Aap meri itni baatain maantay ho ? toh mien toh yeh bhi kehta hun kay rafaylyadian karna chaye aur zarur karna chaye Is sawab ko haasil karna chaye aap yeh baat bhi maan rahay hain meri ?
Aur Nimaz ALlah ko Pata hai Kay Huwi ya nhn Kabool karnay walay Allah Hain Mien koi nhn yeh kehne wala kay nimaz huwi ya nhn ... Aur Mene yeh bhi kaha tha kay Allah ko Pata hai nimaz huwi ya nhn Allah kabool karnay walay hain .. aap aik seedi si baat ka jawab nhn de rahay kay aap Is Sawab se mehroom kiun rehna chahtay hain Humien bhi batayein taakay hum bhi kuch sochaini is baaray mien kay akhir kiya waja hai ke Rafaylyadain ka sawab chor rahay hain aap ... Shayad Kuch ziyda importnt hai is se sawab se aap kay nazdeek
 
  • Like
Reactions: Fahadd

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
@i love sahabah bhai my apni baat pe qaim hun in sha Allah
@kool~nomi bhai @Fahadd bhai wo misaal to ap dono ne suni hi hogi ke inke samne quran aur hadees ki baat karna ........... ke samne been bajane k barabar hy

aap seedha sawal puchenge to wo ghuma kar dusri bataon me hi apna aur sab ka waqt zaya karenge[DOUBLEPOST=1355675657][/DOUBLEPOST]@i love sahabah bhai my apni baat pe qaim hun in sha Allah

aap seedha sawal puchenge to wo ghuma kar dusri bataon me hi apna aur sab ka waqt zaya karenge
 
Muhtaram ye baat to aap os ko kaho jo RAFA YADEN ka inkaar karta ho................
mein ab bhi yehi pouchu ga k aap logu k taraf se sirf aor sirf RAFA YADEN pe hi itna zoor kyun??????????????????????
jab mery nazdeek rafa yaden karna aor na karna barabar hay aor nimaz dono tarah ho jaati hay nimaz main koi farq nahin to rafa yaden k beghair nimaz perhny pe koi qabahat hay?????????
ya to ye ho k rafa yaden k beghair meri nimaz main koii nuqas ho phir aap mujhy bataow.....
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
hmmmmmmmmmmm yeh to sahi kaha muslim bro lekin sawal ka javab na dene per sawal khatam nhi ho jata woh wese hi mojod rehta hai zehno main gonjta rehta hai phir Allah jisko hidayat dena chahta hai usko uska javab Quran o hadees main dikha deta hai or isi tarha insaan seedhi rah pr b ajata hai lekin jo log Quran o hadees per aitebar hi kho chuke hain phir wo apni marzi se hi amal krte hain or islaam main apni marzi se amal karne ko biddat kaha gaya hai or biddat ka anjaam har musalman ko apne zehn main rakhna chahiye Allah hum sab ko hidayat farmaye Ameen
 
Bilkul Sahi kaha bhaijan .. Waqt zaaye karnay ka koi faaida nhn yeh to the point jawab hi nhn day rahay ... Beshak Allah Kareem hai Wohi hidayat dene walaa hai JazakaAllah[DOUBLEPOST=1355676288][/DOUBLEPOST]
hmmmmmmmmmmm yeh to sahi kaha muslim bro lekin sawal ka javab na dene per sawal khatam nhi ho jata woh wese hi mojod rehta hai zehno main gonjta rehta hai phir Allah jisko hidayat dena chahta hai usko uska javab Quran o hadees main dikha deta hai or isi tarha insaan seedhi rah pr b ajata hai lekin jo log Quran o hadees per aitebar hi kho chuke hain phir wo apni marzi se hi amal krte hain or islaam main apni marzi se amal karne ko biddat kaha gaya hai or biddat ka anjaam har musalman ko apne zehn main rakhna chahiye Allah hum sab ko hidayat farmaye Ameen
Ameen Bro jazakaAllah Sahi kaha Humnay Apna Farz pooray tariqay se Nibhaya Allah Hidayat Day Sab ko Ameen[DOUBLEPOST=1355676415][/DOUBLEPOST]
Muhtaram ye baat to aap os ko kaho jo RAFA YADEN ka inkaar karta ho................
mein ab bhi yehi pouchu ga k aap logu k taraf se sirf aor sirf RAFA YADEN pe hi itna zoor kyun??????????????????????
jab mery nazdeek rafa yaden karna aor na karna barabar hay aor nimaz dono tarah ho jaati hay nimaz main koi farq nahin to rafa yaden k beghair nimaz perhny pe koi qabahat hay?????????
ya to ye ho k rafa yaden k beghair meri nimaz main koii nuqas ho phir aap mujhy bataow.....
Wah Bhai wah Aap toh rafaylyadain ka inkaar nhn kartay per rafaylyadain kartay nhn .. JO Rafaylyadain na karay toh woh us ko tasleem karega kaise ... Woh kehte hain na Kay Aap bhalay jitna bhi ahaadees batado mien karunga wohi jo meri marzi hogi :) ... Seedhi Si Baat Hai aap Waqt zaaye kar rahay hain To The point jawab na de kar JAzakaAllah Allah hafiz
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
@i love sahabah bhai my apni baat pe qaim hun in sha Allah
@kool~nomi bhai @Fahadd bhai wo misaal to ap dono ne suni hi hogi ke inke samne quran aur hadees ki baat karna ........... ke samne been bajane k barabar hy

aap seedha sawal puchenge to wo ghuma kar dusri bataon me hi apna aur sab ka waqt zaya karenge
Asalam o alikum to all muslims
chalin shukar hay k kam az kam aap ne ksi wajah se hambli, malaki aor shaafi muqalideen ko bhi hanfi muqalideen k barabr qaraar diya k ye tamam muqalideen aap k nazdeek islam k bigaarny main barabar k shareek hain.
jiysa seedha sawal aap pouchty hain aysa hi seedha jawab mien deta hun es liye mery jawabat pe aap ko naraz hony ki zarurat nahin.
baaqi jin logu ka waqt zaya ho raha hay un ko mien ne nahi kaha k yahan aa k waqt zaya karo.
 
فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Muhtaram ye baat to aap os ko kaho jo RAFA YADEN ka inkaar karta ho................
mein ab bhi yehi pouchu ga k aap logu k taraf se sirf aor sirf RAFA YADEN pe hi itna zoor kyun??????????????????????
jab mery nazdeek rafa yaden karna aor na karna barabar hay aor nimaz dono tarah ho jaati hay nimaz main koi farq nahin to rafa yaden k beghair nimaz perhny pe koi qabahat hay?????????
ya to ye ho k rafa yaden k beghair meri nimaz main koii nuqas ho phir aap mujhy bataow.....
yar sahaba bhai apne to zid hi bana lya hai is masle ko halanke hum log kitne asaan alfaz main bata chuke hain ke jisko ap sunnat maan rahe ho us sunnat per amal karne ko kyun nhi maan rahe
or jis tarha apke nazdeek raffa yadain krna na karna barabar hai ussi tarha hamare nazdeek b namaz ki sunnate parhna or na parhna barabar hi hai isliye hum log namaz ki sunnaten parhte b hain or nahi b parhte lekin raffa yadain ko bilkol hi tarak kar dene ki kitni baar pochne ke bawajod b apne ek wajah nhi batayi
jabke aap khud tasleem b krte hain ke raffa yadain sunnat hai
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims
chalin shukar hay k kam az kam aap ne ksi wajah se hambli, malaki aor shaafi muqalideen ko bhi hanfi muqalideen k barabr qaraar diya k ye tamam muqalideen aap k nazdeek islam k bigaarny main barabar k shareek hain.
jiysa seedha sawal aap pouchty hain aysa hi seedha jawab mien deta hun es liye mery jawabat pe aap ko naraz hony ki zarurat nahin.
baaqi jin logu ka waqt zaya ho raha hay un ko mien ne nahi kaha k yahan aa k waqt zaya karo.
waqt zaya karne k liye koi dawat nahi deta bas aap jaisi harkaten karta hy
sab muqallideen barabar hy lekin awwal number apka hi hy
 
  • Like
Reactions: kool~nomi

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
Asalam o alikum to all muslims
chalin shukar hay k kam az kam aap ne ksi wajah se hambli, malaki aor shaafi muqalideen ko bhi hanfi muqalideen k barabr qaraar diya k ye tamam muqalideen aap k nazdeek islam k bigaarny main barabar k shareek hain.
jiysa seedha sawal aap pouchty hain aysa hi seedha jawab mien deta hun es liye mery jawabat pe aap ko naraz hony ki zarurat nahin.
baaqi jin logu ka waqt zaya ho raha hay un ko mien ne nahi kaha k yahan aa k waqt zaya karo.
sahaba bhai Allah janta hai main apko bohot hi samjhdar or respectfull user ke tor per janta hon lekin ap apni postings read karen ab aap firqa parasti per b bat nhi kr rhe ab aap sirf ana parasti per baat kr rhe hain jabke sawal ek dam simple sa hai ke namaz ki sunnaten na parhne per b namaz hojati hai or raffa yadain na karne per b namaz hojati hai
to phir namaz ki sunnaten kyun parh li jati hain or raffa yadain karne ke lye dil kyun razi nhi hota?
 
  • Like
Reactions: kool~nomi
Top