apne mujhe kaha think before saying?jo b bomb blast karwa raha hai totally ghalat hai aur yeh kisi musalman ka kaam nahe but if v call him talib or taliban then its again wrong who is talib? the student of the Holy Quran thk before saying anything.........................aaj jo pak army america ko khush karny k liay qabail mai kar rahe hai wo insan ko tab pata chalta hai jab khud wahan visit kary begunah lougun per bambari aur news mai ajata hai itny dehshat gard halak. afsos ka makam hai Allah ki qasam hum saab pakistanio k liay sharam ani chahiay humay..... peshawar aur isb black water se bhara para hai yeh kon nahe janta............hum qn kuch nahe kehty wo kiya kar rahy hain humary mulk mai???
aaj se chand saal pehlay yeh taliban kahan thy????????? yeh achanak itne taqat,aslahy aur paisay k sath itnay time mai tu pakistan ne itne taraqi nahe ki jo in lougun ne kuch saalun mai ki.............
Everybody who is giving that name to terrorists..............
apne mujhe kaha think before saying?
me apko kehta hun read before posting...
jo topic hia us per bat ki jae...to behter hoga...
yehi to sawal tha...mere bhai ap ne ek bat yaha ye achi ki k gov ki ghalti hai,ye sab security ki kami hi to hai na,is bat se humare dost RV ne kaha tha k pakistan ko responsible mat kaho,but fact to ye theek hai,ager hum apni ghalti manenge n usey sudharenge to hi mulk ka better future hoga na...Brother har kisi ka apna point of view hota hai but mai apna point of view nahe bata raha bal k jo bata raha hun khud daikh k aya hun......jo kuch hu raha hai jo b kar raha hai yeh blasts wo ghalat hai but is k liay responsible hum pakistani hain ,our govt and our army.........
you are right man ye America he hain jo in talibaan ko fund karta hai warna in k pass itny paisy kaha k k itna barood and army chala sakain apni ye Talibaan ni Talibaan k roop main American Agent hain. Baki jo ap puch rahy ho k wo kyu yaha pe hai kya kar raha hai to Pakistan to America k kadmo main para hua hai tabhe Obama ny kal india man ja k ye bol diya k Pakistan Terroroist ko khatm karny main serious ni hai jab k Khud ULLU KA PATTHA America ny he kuch weeks pehly Pakistan Army k fauji mar diye thy or mafi mangi the Pakistan sy. America ki halat wo hai jis thali main khata hai usi main cheed karta hai or hum is ko phir b bahir ni nikal pa rahy coz hum us k jaal main buri trha phansy pary hain humara Budget tk to wo approve karta hai or reh kya gya humary pass ab.jo b bomb blast karwa raha hai totally ghalat hai aur yeh kisi musalman ka kaam nahe but if v call him talib or taliban then its again wrong who is talib? the student of the Holy Quran thk before saying anything.........................aaj jo pak army america ko khush karny k liay qabail mai kar rahe hai wo insan ko tab pata chalta hai jab khud wahan visit kary begunah lougun per bambari aur news mai ajata hai itny dehshat gard halak. afsos ka makam hai Allah ki qasam hum saab pakistanio k liay sharam ani chahiay humay..... peshawar aur isb black water se bhara para hai yeh kon nahe janta............hum qn kuch nahe kehty wo kiya kar rahy hain humary mulk mai???
aaj se chand saal pehlay yeh taliban kahan thy????????? yeh achanak itne taqat,aslahy aur paisay k sath itnay time mai tu pakistan ne itne taraqi nahe ki jo in lougun ne kuch saalun mai ki.............
ab me batata hun k is topic ko kyu lagaya,
mere office me watch man hai jo pathan hai jab mene use news sunai k paksitan me masjid me dhamaka hogaya to kehta hai "acha hua,sare kafir hain asli muslman to wo hai jo lar rahe hain amrica se,or acha hoga ager taliban ye girls school band kerde her cheez pak me band kerwade"...ye un logun k alfaz they
isi waja se mene wohi bomb blast ki news n wohi sawal apne dostun se pochne yaha behes lagai...
yehi to ager wo amercian hai or ager america unhein taliban hi kehta hai,you are right man ye America he hain jo in talibaan ko fund karta hai warna in k pass itny paisy kaha k k itna barood and army chala sakain apni ye Talibaan ni Talibaan k roop main American Agent hain. Baki jo ap puch rahy ho k wo kyu yaha pe hai kya kar raha hai to Pakistan to America k kadmo main para hua hai tabhe Obama ny kal india man ja k ye bol diya k Pakistan Terroroist ko khatm karny main serious ni hai jab k Khud ULLU KA PATTHA America ny he kuch weeks pehly Pakistan Army k fauji mar diye thy or mafi mangi the Pakistan sy. America ki halat wo hai jis thali main khata hai usi main cheed karta hai or hum is ko phir b bahir ni nikal pa rahy coz hum us k jaal main buri trha phansy pary hain humara Budget tk to wo approve karta hai or reh kya gya humary pass ab.
To apny watch man ko wahe kehna tha k TALIBAN ap k jaisy he log hain jo PAKISTANI ni hain or na he MUSALMAN hain. warna koi MUSALMAN apny bhai ko mar k khush ni hota or na he ye kehta hai k acha hua.
....... yar keya baat ke hai app ney talibaan America ney benaye hain...
mere bhai ye to koi kahani lagti hai k esa kerne se wo esa ker rahe hain,is bat ka koi proof koi saboot nai dikhta ager esa hota to koi na koi zaroor ata...
kher ap ye to mante ho na k afghan me taliban america ne banae? jise ap sahi keh rahe ho (wo taliban jo afghanistan me hai) jise pehle mujahideen kaha jata tha... ager nai yad to 1980 russia invade afghanistan parho...
to phir ap log ye bhi kehte ho wo jo pakistan me hai wo bhi american taliban hai,
matlab seedha hai,
koi kehta hai taliban ka wajood nai hai wo amrican siyasat hai, koi kehta hai k wo jihad ker rahe hain n theek hai america k khilaf??
guys pehle khud ap log thora samjhe is bat ko phir kahien,mene pehle bhi kaha hai k me kisse kahanio per nai chalta...
ok ab baat kerte hain k thread ka topic esa kyu?
to pehle ap yes k votes dekhlo 3
phir smajh jaoge k ye topic me yes ya no kyu option dia...
ab me batata hun k is topic ko kyu lagaya,
mere office me wathc man hai jo pathan hai jab mene use news sunai k paksitan me masjid me dhamaka hogaya to kehta hai acha hua,sare kafir hain asli muslman to wo hai jo lar rahe hain amrica se,or acha hoga ager taliban ye girls school band kerde her cheez pak me band kerwade...
isi bat per kafi logun ne kaha k han esa hi hona chaiye,
isi waja se mene wohi bomb blast ki news n wohi sawal apne dostun se pochne yaha behes lagai...
per jawwab ap sab k samne hai....
nai nai buddy me jahan bhi rahun pakistani hun...
....... yar keya baat ke hai app ney talibaan America ney benaye hain...
acha ab serious baat karta hoon........
haan yaad aa geya janab talibaan America ney nehi benaye wo apny mulak ko Russia sey becha rehy they jab russia ney hamla keya tha...ok? aur keu k Russia us waqat behoot beri taqat thee too America ney us ko khtam krny k lea Afghanion ke madad ke.... ok?
baki yeh hai k main ager kush aur kehu ga too baat aur aagy cheli jaye ge main app ko apna cell no PM kr reha hoon PAK aa k mujy aik baar call zaroor krna ok
mujy lagta hai jis Country main gey ho un jesy ho gey ho app be
buddy ek bat main ap k knowledge main dalna chahta hoon wo ye k AMERICA hmesha achy nasal k GHORY (HORSE) ko choose karta hai us ny Taliban apny faidy k liye bnaye unhai training di unhai weapons diye you know why coz us waqt RUSSIA sb sy bari power tha or AMERICA ko RUSSIA sy he dar tha usy khatm karny k liye us ny sath diya na k Afghanistan bacha raha tha khud ko.
haan yaad aa geya janab talibaan America ney nehi benaye wo apny mulak ko Russia sey becha rehy they jab russia ney hamla keya tha...ok? aur keu k Russia us waqat behoot beri taqat thee too America ney us ko khtam krny k lea Afghanion ke madad ke.... ok?
aaj hum musalmanaon ka yahi haal hogaya hai har koi subha ko deen ka kuch ilm hasil karliya aur shaam tak mufti bangaya.aur rahi baat k kya taalibaan sahih kar rahe hain ya ghalat.ab me batata hun k is topic ko kyu lagaya,
mere office me watch man hai jo pathan hai jab mene use news sunai k paksitan me masjid me dhamaka hogaya to kehta hai "acha hua,sare kafir hain asli muslman to wo hai jo lar rahe hain amrica se,or acha hoga ager taliban ye girls school band kerde her cheez pak me band kerwade"...ye un logun k alfaz they
isi waja se mene wohi bomb blast ki news n wohi sawal apne dostun se pochne yaha behes lagai...
yahe to bhai samajnay ki asal bat hay,jo hum samajna nae chatay,aaj hum musalmanaon ka yahi haal hogaya hai har koi subha ko deen ka kuch ilm hasil karliya aur shaam tak mufti bangaya.aur rahi baat k kya taalibaan sahih kar rahe hain ya ghalat.
1. pahle hame is baat ko samajhna hai k jo kuch horaha hai kia wo taalibaan kar rahe hain.
2. aisa bhi to haoskta hai k ye cia aur mossad ka kaam ho.jo afghanaon ko dollars me khareed kar suicide bomber bana rahe hon.aur unhe taaliban ka label de rahe hon.kyunke america aur israel ye nahi chahte k koi bhi muslim country me islami nizam e hukomat ho.
3. aaj int.media jo hai wo yahudiyaon k hataon me hai.aur wo kayi martabe aisi khabraon ki tashheer karte hain jo sirf propaganda hota hai.
laikin main ye bhi wasooq se nahi kah sakta k isme taaliban mulawwis nahi hain.Allah hame is maamle me seedhi rah dikha aamen.