Baraay maharbani Emo apna avatar & signature remove karain main is tarha ki tashaddud wali cheezain daikh naheen sakti.
Bohat takleef da manazir hain. Pata naheen kioon administration nain aisi pictures ko chora huwa hai. Logon ko azeeat danay matradif hai. Main site par naheen aa sakti is tarha ki cheezain daikhnay kay mujhay kafi zahni azeeat hoti hai.
Is kay ilawa wahiaat ads say bhi ijtinaab barta jaay to bahtar hai. Sukria.