Koi Jab Tumhara Redhay torr dey
Tarrapta howa jab Koi chorr dey
Tab tum mere pass ana periye
Mera dar khula hai
khula he rahay ga tumharay liye
Abhi tum ko meri zarorat nahin
buhat chahney wallay mil jain gay
Abhi rop ka aik sager ho tum
kanwal jitney chaho gee khal jain gay
Darpen tumhain jab darany lagay
jawani bhi daman churrany lagay
Tab tum mere pass ana periye
mera ser jukha hai
juhaka he rahay ga tumharay liye
Koi sharat hoti nahin pyaar main
mager pyaar sharatoon pe tum ney kiya
Nager main sitaray na chamkey zara
bujhany lagi aarrti ka diya
Jab apni nazar main he gernay lagay
indheron main apnay he garnay lago
Tab tum mere pass aana periye
yeh depak jala hai jala he rahay ga tumharay liye
Tarrapta howa jab Koi chorr dey
Tab tum mere pass ana periye
Mera dar khula hai
khula he rahay ga tumharay liye
Abhi tum ko meri zarorat nahin
buhat chahney wallay mil jain gay
Abhi rop ka aik sager ho tum
kanwal jitney chaho gee khal jain gay
Darpen tumhain jab darany lagay
jawani bhi daman churrany lagay
Tab tum mere pass ana periye
mera ser jukha hai
juhaka he rahay ga tumharay liye
Koi sharat hoti nahin pyaar main
mager pyaar sharatoon pe tum ney kiya
Nager main sitaray na chamkey zara
bujhany lagi aarrti ka diya
Jab apni nazar main he gernay lagay
indheron main apnay he garnay lago
Tab tum mere pass aana periye
yeh depak jala hai jala he rahay ga tumharay liye