ajkal ki larki main muhabbat kahin nazar nahi aatiBhai jis sy muhabbat ho us sy direct shadi kr lo .. Izhar ya khamoshi koi shay nhi hy ..
To apka sawal he fazool tha phr?ajkal ki larki main muhabbat kahin nazar nahi aati
mera kahne ka matlab tha ke larki aur larka dono ko muhabbat ke mamle main bhot BURD BARI se kaam lena chahiyeTo apka sawal he fazool tha phr?
Ap k mtlb aur sy aur huy ja rhy hain .. Baat khatmmera kahne ka matlab tha ke larki aur larka dono ko muhabbat ke mamle main bhot BURD BARI se kaam lena chahiye
nahin,mera matlab wohi hai jo aapne samjhaAp k mtlb aur sy aur huy ja rhy hain .. Baat khatm
Mjhy smjh nhi ai ... Point clear ho geya tha yahan baqi sb dramy hainnahin,mera matlab wohi hai jo aapne samjha
Bhai jis sy muhabbat ho us sy direct shadi kr lo .. Izhar ya khamoshi koi shay nhi hy ..
okMjhy smjh nhi ai ... Point clear ho geya tha yahan baqi sb dramy hain
Hum b yehi kehnay aey thayBhai jis sy muhabbat ho us sy direct shadi kr lo .. Izhar ya khamoshi koi shay nhi hy ..
kahne main ab bhot der kardiHum b yehi kehnay aey thay
To phir kis zamanay ka sawal kar rahay aapajkal ki larki main muhabbat kahin nazar nahi aati
isi zamane ki baat kar raha thaTo phir kis zamanay ka sawal kar rahay aap
Matlab ye k Apko Jawab mil gyakahne main ab bhot der kardi
Lakin dono baaton mein tazaad hai naisi zamane ki baat kar raha tha
jee,fantasy se mil gaya thaMatlab ye k Apko Jawab mil gya
yeh to btatay jaaiay k jawab se tasali huyi